Jump to content

Can Any One Confirm Is This Roza-E- Rasool Pak Sallaho Alihawasalam ?


SanaAli

تجویز کردہ جواب

(salam)Ji ye Aap Sallallaahu Alaihi Wasallam ki Qabre Anwar ki pics nahee hai balki ki ye kisi usmaan Shazi ki pics hai jo ki ek badshah the main kuchh pics yaha chhod deta hoon ap match kar lein

Osman-Gazi tomb old postcards:

 

osmangazi3rp6.jpg?w=480&h=298

 

 

osmangazikartpostaldl0.jpg?w=480&h=300

 

And the state of the tomb in recent times:

 

osman_gazi.jpg?w=448&h=336

 

 

othmangazi_grave2.jpg?w=480&h=360

 

othmangazi_grave.jpg?w=480&h=616

 

 

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

Asalam-o-Alikum Brother and Sister, Internet per main ny Molana Jami ky Mazaar Shareef ki video or images bhi dekhy hain... Lakin mughy lagta hey key ye pic Orignal hey... Us ki waja ye hey key Sath wali Qaber-e-Mubarak per "Hazrat Sayyedna-Abu-Bakker (R.T.A)" ka naam-e-garami likha howa hey.... Kiun key Hadees or Riwayat main ye baat likhi hoi hey key Hazrat Sayyedna-Abu-Bakker (R.T.A) kia Qaber-e-anwar HUZOOR-E-AKRAM, Noor-e-Mujasam, Shafee-e-zam Hazrat-e-MUHAMMAD(S.A.W.W) key ROZA Shareef key Ander aap key bilkul Braber hey... (WALLAH-HO-AALAM-BIS-SAWAAB)

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
  • 2 weeks later...
  • 2 weeks later...
  • 6 months later...
  • 2 weeks later...

G mai ye nahi kehta ki kisi ke pas nahi hai lekin jo is post me hai wo to nahi hai aur Noori bhai aap ne apne reply me Aap (saw) ke naam e paak me jo "O" likha hai us "U" kar deejye. :)

Edited by ghulam e murshid
Link to comment
Share on other sites

G mai ye nahi kehta ki kisi ke pas nahi hai lekin jo is post me hai wo to nahi hai

 

Gulam e Murshid Bhai, You are correct

 

 

aur Noori bhai aap ne apne reply me Aap (saw) ke naam e paak me jo "O" likha hai us "U" kar deejye.

 

 

Gulam e Murshid Bhai, Thoda Confuse hoon, aap kya kehna chah rahe hain

 

Hazrat Mohammed Mustafa SalAllahu Alaihwasallam ki Roze sharif ki Picture sri mazaro ki taswaree hain.....

 

 

Maine kaha O aur U kara hain ?

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

g mera mtalab hai Muhammad likhe Na ki Mohammad aur muaaf kare maine bahut late reply kiya.

 

Jyadatar Sab Mohammed hi likhte hain, Muhammed Bahut kam log use karte hain.

 

mujhe nahi lagta ismein koi buraai hain

 

waise aapse kisne kaha Muhammed hi likhna chaiye

Link to comment
Share on other sites

Pehli baat ye ki zyaada tar ke kisi cheez ke karne se koi galat kaam sahi nahi ho jaega aur mai ye nahi kehta ki waise likhna gunaah hai lekin adaban yahi sahai hai ki "U" likha jaae aur maine ye Maulana Kaukab Nooraani Okaarvi saahab se suna tha.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...