Jump to content

~!~ Hifz Ul Eman Per Taveel Ka Jawab ~!~


Sag-e-Naeem

تجویز کردہ جواب

Haq to yehi hai keh yeh Khuli Tauheen hai.

 

koi kitabcha likhye jis mein Gangohi, Nanotvi, Thanvi waghera k ilm ko Gadhon (donkeys) or Kutton (dogs) k baraaber saabit karein, dekhein in ko kaisi mirchain lagti hain kyun keh yeh in ka apnay hain or in hi ko yeh apna badaa balkeh bohot hi badaa maantay hain.

 

Edited by ghulam.e.ahmed
Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

ASSALAM O ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU,

HIFZUL IMAN KI IBARAT KE BARE MEIN APP LOG KAFI LIKH CHUKE, KYA KISI NEIN YEH KITAB DEKHI HAI.????????????????????????????

AGAR WOH SIRF DEKH LETE TO KAFI THA

PARHNE KI BHI ZARURAT NAHIN THI

Maulana ashraf ali thanwi ke pass yeh masala unki zindagi mein hi pahunh gaya tha aur UNHONE HIFZUL IMAN ki IBARAT KO NA SIRF BADAL DIYA

balki is bat ko wazeh karne aur ELAN karne ke liye 4 page ki BASTUL BANAN kitab likhi.

Uske baad se jo bhi hifzul iman chapi hai (SHAEE HO RAHI HAI) USME BASTUL BANAN lazmi taur par shamil rahti hai.

Jo log is masle se jude hain unhei HIFZUL IMAN zarur dekhni chahiye. Begair kitab ko dekhe hue baat KARNA EK MUSALMAN KE LIYE MUNASIB MALUM NAHI HOTI.

 

 

 

As a muslim, it is obligatory to confirm the things before believing and more importantly spreading it to others. There are clear and emphatic Quranic Ayats and Sahih Ahadith in this regard.

 

ALLAH pak says in surah ASRA

 

And do not follow a thing about which you have no knowledge. Surely, the ear, the eye and the heart - each one of them shall be interrogated about. [17:36]

 

 

Very clear Hadith is there in Saheeh Muslim

 

The prohibition of speaking about everything that one hears.Matan of Hadeeth starts with

 

“KAFA BILAMRE KAZIBAN……………………………(MUSLIM SHAREEF)

 

 

(Translation ) “The Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: ‘It is sufficient lying for a man to speak of everything that he hears.’”

 

(As translated in Riyazussaliheen translation)

 

 

Same mazmun is in Surah Nisa also. Ibne katheer write in Tafseer of this “ In this Ayat there is negation on the act of those who spread facts before confirming it and spread them stead fast ,whoever at times these are not true”

 

 

 

May allah give us taufeeq and Hidayah to follow Quran and way of Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam.

 

 

Bhai bas ek haqeeqat samne rakhi hai. Agar hamari posting se kisi musalman bhai ke dil ko koi takleef nadanista taur par pahunchi ho to mafi mang raha hoon.

 

 

JAZAKALLAH

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

Janab Dr. Sahib kis ki batain suntay hain . yeh DeoGanid to ek arsay se defend karnay ki koshish kar rahay hain aap agar deobandi se puch ke batain karain ge to apko na to Asliyat pata chalay gi na hi aap janain gey . balkeh aapko khud nahin pata ke aap Kazzabon ki baton mein aa ke ghalti par hain .

 

OgAAAB3hkPpMNb9vo5xFl_bWO7VL2ZLs7BwF_WOMoAZBfZxyh7vUaB5_iFC8a4IiC71IZLmHHSKjJ4fSkGgzCBLw-70Am1T1UEmN5lBxHcX9NvDSJ1WqYUrcXmXk.jpg

OgAAAIInXljYYoZg4dr2OBciZot5q8bG72eCDWAFf1pqZsaoJs6m36ok0rotsHso2UFBAWzRfHTcJ9uwPYppXUjhu5wAm1T1UOy8wgvgk7136gU6DDAUo5j2LkYV.jpg

Yeh Deobandi ek no. ke jhutay hain wallah yeh jhoot boltay hain . Ek baat bataiye kya logon ka dimagh kharaab hai ke aaj tak in se is gustakhi pe lar rahay hain agar us ne toba ki hoti to ??

 

Aala Hazrat ra.gif ne fatwa lagaya hi is liye tha ke woh apni ibarat se tobah aur rujju nahin kartay thay Hata ke Khat bhi aaj tak mojud hain Aala Hazrat ra.gif ke yahan tak ke Aala Hazrat ne ra.gif ne Munazra ke liye bhi kaha take kisi tariqay se bhi yeh baaz ajatay lekin inhon ne koi jawab nahin diya . phir tab jaa ke in per Kuffar ke fatway lagay .

 

aur Kitnay hi Deobandi hain jo is ibarat se mun chupatay hain aur isko ghalat defend kartay hain . Kayi kehtay hain yeh Ibarat Ashraf Ali Thanvi ki hai hi nahin aur kayi kehtay hain ke unhon ne jo baat kahi woh samjh nahin ayi Aala Hazrat ra.gif ko . Mian yeh Fatwa sirf Aala Hazrat ra.gif ne nahin balkeh senkaron Ulama ne diya .

 

 

Aap unki batain sun ke bewajah behas kartay hain kabhi kisi sunni se bhi rabta karo aik taraf ki suno gey to kya samajh aye gi.

 

Koi Toba us en nahin ki thi agar ki hoti to aj tak is per Deobandi Defend na kar rahay hotay kitni kitabain aur kitnay Lectures mein deobandion ne is Kufriya Ibarat ko defend karnay ki koshish ki hai. agar tobah ki hoti to direct Saboot detay ke woh is pey tobah kar chuka hai na ke defend kartay ..

 

 

 

 

Dr. Sahib Khudara Apnay Imaan ki fiqar karein aapko yeh log Dhoka detay hain jhoot bol key yeh bohot jhutay aur makkar hain yeh ab sari kitabain badalnay lag paray hain .

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

Deobandi Kazzab kitabain badal rahay hain aur logon ko dhoka detay hain ke yeh hai asal ibarat jab ke yeh jhootay aur Kazzab hain main ek hawala dikhata hoon sirf ek takeh aapko Pata chalay ke jin pe yakeen akrtay hain woh log Chor aur Jhootay hain . Khud badaltay nahin kitabain badal detay hain :

 

Taqwiyatul Imaan mein Nabi Kareem saw.gif ki Sakht Gustakhi- Ismail Dehalvi ( Asal Ibarat )

 

 

OgAAAPsnxqJzj3gijbYNBVwm6lDUVfwMUDLR9DbumSoDmOrfOSPktBZzwnUfFQhwxsLmsqKH4AgbTBnHQTMxy3X3oq4Am1T1UGSQYaiTXeEUXdk8m3ZTUt9agcG0.jpg

 

 

OgAAAERcP2ak3QXL7wrKiJpOqMhU6Op4WpL6R9EgvWP9GbFvUQU466aS4ViPbe1lyO8Zqs65Ddi_oAGdWyujm83l2GAAm1T1ULd-grwOaX7e_m9ibnq4KtOcpj3p.jpg

 

 

New Edition ab yeh Kitaab badal di gayi hai take logon ko dhoka diya jaa sakay :

 

OgAAADGs_x7kShvzJRtNR_zcpBf6vtz0TSZ8_tZJkAwxdmlnRHJSk8IwQrlN5fYvrQFySGqJm03Yr1Dub_8CtAAJJNkAm1T1UEneLiri2EemYmMfnZ9UWBX1KbSe.jpg

 

 

OgAAAHpnfWYpRWYojyam_SQQjUYeuHTEL-uuYGACODS1rjUXfaYK4mHwWMau6aS-ksi4C9ycGJXmULB5GLQDGmDONMoAm1T1UD7gsFX1YEq-kHfJ4kSyKPnxlP5T.jpg

 

 

" yani ek na ek din main bhee fawt ho kar agosh lahad mein ja soonga"

yeh hai Deobandi Kazzabon ki Haqiqat . in key akabarin ne koi tobah nahin ki yahi unki taraf jhoot mansoob kartay hain woh akhri dam tak Zidd mein rahay aur isi halat mein maray . agar tobah ki hoti to log aaj tak un sey kiyun lar rahay hain ?? aur woh kiyun in Ibarat ko badal rahay hain ?? sab se main inko ghalat defend kiyun kar rahay hain ??

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

Inhon ne apni Kitabain badalna shuru kar di hain apko kayi hawalay hum dikha saktay hain aur to chordiye inhon ne to apni pasandida kitaab fazail e amaal tak ko badal dala hai merey paas pari hui hai jab ke naye Edition mein kitni hi chizain jo inkay Aqiday ke Khilaaf thin inhon ne nikal din main khud aapko Sacan page dikha sakta hoon .

 

Khudara apnay Imaan ki fiqar kijiye in Kazzabon se bachiye yeh jhootay hain ek no. ke ..

aur agar haq janana hai to sirf unki na sunain balkeh khud tehqiq kar len dono taraf se malumaat hasil karen khud Haqiqat samnay aa jaye gi ..

Edited by alSaifiya
Link to comment
Share on other sites

  • 4 years later...

mai yaha kch tawilat aur pesh krna chahta hu .. inke bhi jawab mil jate to achha hota...

 

1)

waha ibarat m.baaz ilm.ki baat chal rahi h huzur SALLALLAHUALAIHIWASSALAM k ilm ki bat nhi chal rahi h hzt thanvi reh. n huzur k ilm mubarak ko dekh r kar nhi bola unhone kaha agar tum baaz chizo k janne ki wJah se huzur ko ilm gaib mante ho to baaz chiz to har kisi na kisi ko pata hoti h jaise tumko jo pata h vo mujh nhi pata baz chize tumko pata baaz chize mujhko bhi pata h ab baaz ilm k hone ki wajah se ap ya maim alimul gaib to nhi hoyege

 

2)

jawab aya agar ilm zaaati manoge to vo khasa ALLAH KA h or bazz ulum gaibiya manoge to baaz ilm to har kisi ko hota h jaise apki aqal naqis h m m jahilo ko misal se samjhaya karta hu dr. tariq sahib insan h or ek bakri ko dekhle bakriya patti khati h or ap tree ki patiya nhinkhate h ab jo maza bakri ko pattiya khane m ata h uska ilm to bakrio ko hi hoga ab pattiya khane ka ilm dr. tareeq ko to nhi hoga na yahi wajah h k apko samjhi nhi ayi ibarat ibarat m ilm se tashbeeh ya ilm ki baat nhi h waha baaz ulume gaibia ki bat h bazz chize har insan ko lata hoti h bazz ka ilm nhi h

 

3)

 

tashbeeh or isaarah se mushabba wa mushabba ba ki barabri samjhna a'la darje ki himaqat wa jahalt he roedad munazra gustakh kon s. 539 . molwi ashraf siyalwi misal me sirf wajeh tamseel ka lihaz hota he jumla umoor me ishtiraq nai hota hashiya munazra jhang s. 52

 

4)

bastubanan k nam se shaya hota jisko hifzul imaan may bastul banan karke kehte h usme iska jawab sunlo k hazrta thanvi reh. ki murad na hi huzur the or nahi unka ilm tha unhone baz ulume gaibiya ko samne rakh kar bat ki.

 

 

5)

buzurgo ke kalam ka unki murad ke khilaf matlab nikal kar murad lena sarasar jahalat he iska koi acha natija baramad nai ho sakta ( aaina e ehle sunnat s.80 )

 

6)

 

jis tarah hzrt thanvi ko kafir kehte ho usi tarah peer karam ali shah bhervi azhari ko bhi kafir kaho. ...

 

 

 

YE SB TAWILAT ILZAMAT MAINE EK POST SE UTHAYA HAI...

 

inka bhi jwab jald se jald inayat frmaye...

 

jazakallah

Link to comment
Share on other sites

mazrat ke sath....

 

 

AB AGE B CHALIYE BARELWIYO KA FATWA

BUZURGO PAR WALIALLAH PAR B FIT HO GAYA

DEKHO

.

. .

600 sal pehle jalilul qadr muhaqqiq shaikh abus

sana or allama sayyad sharif jurjani ye tabeer

ikhtiyar kar chuke he

Shaikh shamshuddin abus sana safhani 749 hijri

qazi bezawi r.a. ki kitab tawali ul anwar ki sharah

me likhte he

.

Or agr wo is gaib se baz gaib hona murad li to is

me nabi ki koi takhsis nahi rehti qk baz gaibi umoor

par to har ek ko ittala hoti he

( mataliul anzar sharah tawali ul anwar $ 407 )

.

Barelwi shaikh abus sana r.a. ne to baz gaib sab

ke liye bol diya lagao in par fatwa ???

Ek or jhatka jhelo

.

Allama syyad sharif jurjani 816 hijri bhi ek bahas ke

jawab me likhte he

.

Ham kehte he ke jo kuch tum kehte ho laiq radd he

qk hamara or ap ka ittifaq he ke gaib ki tamam

bato par mutla hona nabi k liye zaruri nahi or baz

gaib par mutla hona is me nabi ki koi takhsis nai

yani mutlaq baz chahe kitna hi kam q na ho har ek

ko hasil he

( sharah mawaqif moqif jild 3 $ no. 175 )

Barelwiyo lagao fatwa in olama o par

Or dekho inka b aqeeda b kul ilm ka nai he

Barelwiyo Sir maro diwaro pe or ro lo beth ke

ab barelwi batao hazrat thanwi r.a. ne qaid lagayi

thi mgr in hazrat ne to jama bol diya jis me sab ate

he kutte suwar b ab in par kab laga rahe ho

fatwa ???????????

barelwiyo ye pehla gift tha meri taraf se chota sa

ibtida e ishq he rota he kya

age age dekh hota he kya

TO CHALO DOSTO BARELWI OLAMAO KI B

GUSTAKHI DEKH LO

.

.

ye barelwi bolte he ke nabi ke ilm ki misal de kar

bacho pagalo or janwaro se nabi ke ilm ko mila

diya

to barelwiyo tumne ek ibarat di wo b galat sabit ho

gayi ab niche dekho me kitni ibarat dunga or

tumhare pas taweel k siwa koi dalil nai hogi

inshaallah

( 1 ) mufti ahmad yar khan naimi likhte he

kisi ko ullu ya gadha keh do to wo ranjida ho jata

he or hazrat , qibla, qa'ba kehdo to khush ho jata

he jabke ullu or gadha b makhlooq he or qibla , qa'

ba b ese hi ,

khaliq ke mukhralif namo me mukhtalif taseer he

( asrarul ahkam s. 52)

jese kisi ko ullu gadha keh diya jaye to asar padhta

he

ese hi khuda ke namo se dam wagairah karne me b

asar he

.

ab sawal ye he ke inhone khuda ke name or ullu

gadhe ke namo ko barabar nai kiya ????????

or kya esi ghatiya cheez se khuda ke namo ki

tashbeeh de kar unka iman baqi raha?????????

.

( 2 )yahi mufti sahab dusri jagah farmate he

nabiyo ne apne apko zalim zal or khatawar bataya

he agr ham ye lafz unki shan me bole to kafir ho

jayenge ESE hi huzur s.a.w. ko farmaya gaya ke

apne ko bashar kaho

( norool irfan s. n. 802 )

.

dekho yaha mufti ahmad yar khan ne

nabi s.a.w. ki bashariyat ko zulm or gumarahi ke

barabar kaha he ya is se tashbeeh di he

jo fatwa thanwi r.a. par lagaya wo in par q nai

laga ?..???????

.

.

3. yahi mufti or jagah likhte he

jab lathi sanp ki shakal me hogi to khayegi piyegi

magar hogi lathi hi ye khana pina us ki is shakal

ka hoga ESE hi huzur akram s.a.w. allah ke noor

he jab bashari libas me aye to noori bashar the ye

khana pina nikah wafat usi bashriyat ke ahkam he

( noorul irfan s. 805 )

.

to barelwiyo kya yaha par apke

hisab se yaha nabi kareem s.a.w. ki bashriyat ko

sanp se tashbeeh nai di gai kya in par q nai laga

fatwa ?????

.

(4) .

fazil barelwi se sawal hua ke ek alim ne apne

bayan me kaha :

e musalmano ap logo ko samjhane ke liye ek misal

deta hu is ke bad ap log khud khayal kare ke

quwwate imani kaha tak zaeef ho gaya he , dekho

kisi hakim ka chaprasi koi paigam le kar ata he to

uska kis qadar khof hota he jabke hakim ek banda

e misl or shamasan adhe pese ka kagaz jis me

mamuli mazmoon hota he or chaprasi 4 5 rs ka

mulazim hota he magar halat ye hoti he ke iske

khof ke mare log ru posh ho jate he lachari se lena

hi padhta he bad me wakil ki talash or pese kharch

karna

or allah taala ahkamul hakimeen ke waham bhar

ne tah wa bala kar sakta he uska hukm nama

quran pak he jis ke ek ek harf par 10 , 20, 30 neki

ka wada he wo rasool s.a.w. le kar aye

fatawa razwiya j. 15 s. 150

dekho barelwiyo molana ke rahe he ke ek

misal deta hu

or is misal me huzur s.a.w. ki misal chaprasi se di

he nauzubillah

jabke usne khud kaha he ke ek misal deta hu

magar fazil barelwi apna admi tha is liye ke diya ke

koi tashbeeh wa tamseel nai he jabke is admi ne

khud tamseel mani b he

to kya. yaha par huzur saw ko ek ghatiya chaprasi

se nai milaya misal de kar ???????????????

.

.

barelwiyo gift kese lage khushi to bhot ho rai hogi

na apko hahahaha

chalo ab ek bada gift b le lo or khushi hogi

hadees

.

hazrat aaisha r.a. farmati he ke harisa bin hisham

ne rasoolullah s.a. se pucha ya rasullah s.a. ap

par wahi kis tor se ati he to aap s.a. ne farmaya

kabi kabi mujh par wahi misl ghanta ke awaz ati

he

( sahi bukhari )

agr apko yaha misl ka mane alg lage to bol dena

OK

gor karo aap s.a. ne wahi ke nazil hone ko ghante

se tashbeeh di he jabke ghante ki awaz ko hadees

me shaitani awaz bataya he

hadees

.

ek hadees me he jis ke jis qafle me ghanta hota he

us qafle me rehmat ke farishte nazil nai hote

inkishaf haq 128

.

to kya mazallah nabi ne wahi ki toheen ki he ???

apke etraz ke mutabiq to ap nabi par b etraz kar

sakte ho

barelwiyo is misal se tum log nauzubillah wahi ki

toheen karne par nabi saw par b fatwa.....

asatgfirullah

hazrat thanwi par to laga diya ab nauzubillah

barelwiyo dekho tumne ek ibarat d mene 5 ibarat d

ab lao jawab 5 ibrato ka ya lagao apne alimo pe

fatwa

.

.

AB HAZRAT BOR MAT HONA QK AB DEKHO AB

BATATA HU APKO HAQEEQAT

ye lo barelwiyo ek gift or kaho apne alim ko kafir

. molana khlil ahmad barkati ne likha he ke milana

ashraf

ali ki is tahreer se ye murad nai he ke wo ilme

mustafa ko janwaro or darindo ke masawi samjhte

he balke wo to ye kehna cahate the ke esa ilm

jisme janwar pagal diwane shareek ho is se apki

zat arfa'wa a'ala he

( fazil barelwi olama e hijaz ki nazar me 197 se

198)

barelwiyo tum kehte ho ke jo hazrat thanwi r.a. ki

ibarat ko kufr na mane wo b kafir he ab lagao in

par fatwa

.

.

barelwiyo dekho jahalt ahmaq raza ki

.

buzurgo ke kalam ka unki murad ke khilaf matlab

nikal kar murad lena sarasar jahalat he iska koi

acha natija baramad nai ho sakta

( aaina e ehle sunnat s.80 )

ab ye dekho tumhare alim b kehte he ke olama e

deoband ki takfeer me un hone zadati ki or takfeer

karne wale wo akele hi nazar aye mtlb kisi or ne

sath na diya

.

molwi muhammad tofeeq barkati likhte he

jitne b ikhtilaf he wo bhot mamuli he albatta olama

e deoband ki takfeer ke bare me unhone tashaddud

barta he ye alag bat he ke wo is me mukhlis nazar

ate he ham unke nateeje se muttafiq nai ke in

ibarat ki koi qabile qubool tawal nai agrche wo

ibarat qabile etraz he magar unki niyyat par shak

karna or takfeer par israr zayadati karna he

.

.( khayabane raza 217)

.

.

AB DEKHO MISAL KYA HOTI HE

.

mufti abdul majeed khan saeedi likhte he

misal mahaz tafheem ke liye hoti he masawat ke

liye nai

kanzul iman ke etraz ka operation s. 182

.

or dactar altaf husain saeedi or khalil ahmad rana

sahab ne ka aqeeda or nazriya to ye he

mushabihat se masawat lazim nai ati jabke

mushabbah ki bartari ka qol kiya jaye

afzaliyat gose a'zam dalail wa shawahid ( 82 )

ala hazrat ki jahalat ka ek or namuna

.

tashbeeh or isaarah se mushabba wa mushabba

ba ki barabri samjhna a'la darje ki himaqat wa

jahalt he

roedad munazra gustakh kon s. 539

.

molwi ashraf siyalwi

misal me sirf wajeh tamseel ka lihaz hota he jumla

umoor me ishtiraq nai hota

hashiya munazra jhang s. 52

.

.

molana lakhnawi

kabi tashbeeh naqis ke sath mujarrad tafheem ke

waste hoti he

majmua fatawa urdu j.1 s. 20

Edited by shahabuddin quazi
Link to comment
Share on other sites

یہ سب تاویلیں رومن اردو کی بجائے اگر اردو یونی کوڈ میں ہوتیں تو نہ صرف پڑھنے میں آسانی ہوتی بلکہ جواب لکھنے میں بھی۔


پوسٹ نمبر ۱۲ کے شروع میں دیوبندی اپنے اعتراض میں لکھتا ہے کہ بریلوی شیخ ابو ثناء  چھ سو سال پہلے۔۔۔۔ دیوبندی سے سوال ہے کہ چھ سو سال پہلے جلیل القدر محقق بریلوی تھے؟ اور جتنے حوالے دیے ہیں۔ ان کے اسکین تو پوسٹ کرو۔ نیز وہابی مثالوں  کے حوالے سے دلائل دے رہا ہےجبکہ یہاں مسئلہ برابری کا ہے۔ دیوبندی اکابر حسین احمد ٹانڈوی اور مرتضی دربھنگی خود مان چکے کہ لفظ "ایسا" اتنا اور اسقدر کے معنی  یا تشبیہ کے معنی میں کفر ہے۔ دونوں اکابر کا آپس میں اختلاف ہمارے موقف کی دلیل ہے۔ دیوبندی ہماری نہیں مانتے تو اپنے اکابر کی مان لیں۔ 


Link to comment
Share on other sites

Shahbodin Qazi Sahab Ne Apne Nama Amal Ki Tarah Post Ko sirf Siya Kar K Is Ka Subut Dete Rahe Hai K Un Ka Taluq Us Qabile ( Deo Band ) Se Hai jis Me Aqal Wale Ka Dakla Bilkul Mamnu Hai ....

 

Khair Aap K Bina Sar Pair Ki Bato Ka jawab To Yaha Per Bhai Log Denge Hi Mai Sirf Aap Ko Aap K Ghar Tak Pauncha Deta Hu..jis Thanvi K Kufr Ki Wakalat Kar K Khud Ka Us Ka sacha Ja Nashin Sabit Karne Ki Bhar pur Koshish Kar Rahe Hai......Us Ki Ibarat Ka Kufr Hona aap K Ghar Se Sabit Hai Niche Scan Laga Raha Hu

Thanvi Ki Mohabbat Ka Chachma Utar Kar Padhe Shayed Allah Tala Aap Ko Tauba Ki Taufiq De De

Link to comment
Share on other sites

 

YE SARE TAWILAT MERE NAHI HAI DEOBNDIO NE FAILAYE HAI...

 

AUR MAI ALHMDULILLAH SUNNI BARELVI HU BHAI JAN..

 

maine yaha ye sb ilzamat tawilat isliye dale ke inki haqiqat kya hai ap ilm walo se jan sakoo..

 

MAINE YAHA ISLIYE YE SB TAWILE DALA K YE MOUZU K. MUTABIK HO JAYENGA AUR BAKI K DOUBT BHI CLEAR HO JAYENGE...

 

aur agar meri wajah se aapki post siyah ho rhi hai to aap khushi khushi mere post delete kr skte hai..

 

lekin inke jawab hamare jaise km ilm walo.k liye kafi mufeed honge.. ...

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

salam to all ye hifzul iman ki ibarat par jis kisi ne bhi fb ke zishan madmni ka post copy kiya shayad wo sahab adhuri baat batana chahte he :) jabki fb par me khud is post ko dekh chuka hu dr tariq hussain bhai ne iska mudallal jawab diya he mashaAllah yaha to qafi ahle ilm hazraat he agar inhone jawab dena shuru kiya to in batil tawilat karne wale ka bhari janaza uth jaega

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

1     me deobandi hazrat se pochan chahta ho baat ho rahi he k ilm gaib se murad kul ilmgaib he ya baaz ilm gaib ager baaz ilm gaib he to is me hazoor saw ki hi kiya takhsis                (mazallah)  aisa ilm to janvero paglo or bacho ko bhi hasil he kiya deoband aqida k ander hazoor saw or janvero paglo ka ilm gaib taslim karte he jab k deobandi aqida me to          gairullah k lie ilm gaib manna shirk he to yaha per to janvero ka ilm gaib bhi taslim kar lia he deobandi aalim ashraf ali thanvi or un k chahne walo ne is tarah to ye log apne hi          ulma k kuffar k fatwe ki zad me aa gay he 

2     me deobandio se sawal karta ho k hazoor saw ki kiya takhsis se aap kiya murad lete he k kiya nabi saw ko jo ilm gaib hasil he aap ki nazar me us ki koi ahmiat nahi Mazallah

Link to comment
Share on other sites

دیوبندی صاحب


اس جواب اوپر موجود نہیں ہے میری تحریر کو آسان لفظوں میں سمجھیں


کہ حضور نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کا علم قطعی ہے، یقینی ہے،گمانی یا قیاسی نہیں، کیونکہ یہ وحی کا علم ہے


اگر آپ اس علم کو قطعی نہیں مانو گے تواسلام کی ساری عمارت ہی منہدم ہوجائے گی، کہ پتا نہیں یہ بات صحیح ہے یا نہیں 


پھر تو کوئی بھی کہہ سکتا ہے کہ یہ بات تو حضور صلی اللہ علیہ وسلم نے اپنےگمان سے کہی ہے، قطعی نہیں ہے۔


زید عمر،صبی مجنون اور جمیع حیوانات کا علم قطعی نہیں


جب ان کا علم قطعی نہیں تو تھانوی  نےیہ کیا جھک ماری ہے اور کفر بکا کہ


ایسا علم تو فلاں فلاں کو بھی ہے ۔


Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...