Jump to content

Need Tafseer Of Surah Tahrim Ayat No 4

Muslim Naqshbandi

تجویز کردہ جواب

(salam)

(bis)

{ إِن تَتُوبَآ إِلَى ٱللَّهِ فَقَدْ صَغَتْ قُلُوبُكُمَا وَإِن تَظَاهَرَا عَلَيْهِ فَإِنَّ اللَّهَ هُوَ مَوْلاَهُ وَجِبْرِيلُ وَصَالِحُ الْمُؤْمِنِينَ وَالْمَلاَئِكَةُ بَعْدَ ذَلِكَ ظَهِيرٌ }

Translation:::

گر تم دونوں خدا کے آگے توبہ کرو (تو بہتر ہے کیونکہ) تمہارے دل کج ہوگئے ہیں۔ اور اگر پیغمبر (کی ایذا) پر باہم اعانت کرو گی تو خدا اور جبریل اور نیک کردار مسلمان ان کے حامی (اور دوستدار) ہیں۔ اور ان کے علاوہ (اور) فرشتے بھی مددگار ہیں

Is Ayat Ko Hum Sunni Anbiyah (as) O Auliyah (raa) Se Isti'anat K Haq Main Daleel K Tor Per Pesh Karte Hain... Main Yeh Jan'na Chahta Hun K Mustanad Tafaseer Main bhi Aisa Hi Hai?????... Agar Hai To Pesh Kijiye Or Bara e Mehrabani Wo Hawala Dijiye ga Jo Bad Mazhaboon Ko Bhi Qubool Ho????

(ja)

Link to comment
Share on other sites

Jahan tak Bad-Mazhabon ko Qubool honey ki baat aap ne ki to mere khayal mein is pooray forum k threads gawaah hein keh "un ki hat dharmi apni jagah qaa'yem hai, Qibla Saeedi Sahib, Toheedi Bhai, Usman Razawi Bhai waghera ne bohot mehnat se pooray dala'il k saath in ko HAQ batane ki koshish ki magar sirf Mukhalifat-baraey-Mukhalifat mein inhon ne her baat radd kernay mein koi kasar nahi uttha rakkhi. phir bhi yeh log (jo naam ooper diye hein) ALLAH azz-o-wajal ki raza ki khaatir mustaqil mizaaji se is kaam mein lagay huway hein. aap bhi dua karein, hum bhi dua kertay hein keh in ki mehnat rang laey or agar koi raah-e-raast per aa gaya to Allah or Rasool Allah Sall-Allah-o-Alaihe Wasallam ki khushnoodi ka baa'is hogi in ki yeh mehnat"

Jazak-Allah

.

Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Ghulam e Ahmad Bhai Bilkul Theek Farmaya App Ne Bad Mazhab Hat Dharam Hain...... Main Ne Yeh Sawal Is Liye Post Kiya Yahan K Main Aksar Facebook etc Per Dekhta Hun K Aksar Sunni Bhai Jab Kisi Bad Mazhab Se Baat Kartey Hain To Wo Yeh Ayat Post Karte Hain Magar Jab Wo Kehtey Hain K Sabit Karo K Ulema Ka Bhi Yehi Mokif Hai Is Ayat Se jo App Ka Hai To Jawab Nahi Hota... Main Ne Isi Liye Yahan Yeh Question Kiya Hai K Yahan Al'hamdulillah Kisi Na Kisi Had Tak Tashafi Ho Hi Jati Hai.... Or Main Chahta Hun Ka Jawab Hasil Kar K Is Ko Facebook etc Per Share Karoon... Jazzak Allah...

Edited by Muslim Naqshbandi
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...