Jump to content

نیا سسٹم خریدتے وقت چند بنیادی نکات کا خیا&#16


Raza

تجویز کردہ جواب

(salam)

(azw)(ja) Brother Nice Post.

Mein b yahan par kuch baaten batana chahoon ga,

Pahilee baat, aap ne OS (Operating Systems) ke baare men bataya, Bilkul theek kaha aap ne; Lakin Linux OS mostly professional users ke liye hay, Jab ke windows har ko'ee use kar sakta hay, Professionals bhee, aur non-Professionals b. Main diffrence ye hay ke Linux is more secure than Windows, and is also little bit difficult to install and handle as compared to windows.

Aur aap ne jo doosiri baat kee hay ke "Jab b computer khareeden, to bilkul new len, U r 101% right; B/c jo used computers hote hain, aksar wo kuch hee arse ba'ad kharab ho jaate hain; Aur un kee repairing par itna kharchaa aata hay ke jitni us PC ki qeemat b nahin hay."

Aur 3rd world countries bil-khusoos Pak men agar new PC khareed karne jaa rahe hain, to aaap aik xpert ko zaroor ba zaroor saath le jaayen; Warna aap ko NEW Components k ki qeemat le kar Purane aur used components de denge; Reason is that u do not ABC of computers.

(salam)

Edited by SHAH SHAREER MELE WALA
Link to comment
Share on other sites

(salam)

Computer Lenay Mein Asal Bat Hai Computer User Kesa Hai... Ager User Khud Hardware/Software Mahir Hoo Tu I Think Used Computer, New Computer Sey Zyada Faida Mand Hai..

Main Ney 3 Times Pc Change Kiya Hai Aur Kabhi Bhi New Computer Nhin Liya.. Aur Alhamdu Lilah Mujhay Used Per Koi Bhi Lose Nhin Howa.. Aur Na Hi Baar Baar Kisi Shop Per Ley Janey Ki Zarorat Peri Hai..

New PCs Ki Main Ney Kafi Installation Ki Hai.. Ager Same Usi Speed Per Mujhay Used Branded PC Istimal Kerney Ka Moqa Mila Hai Tu Usay Zyada Behter Paya.. Is Liye Meray Hardware Teacher Ney Apney Cafe Per Branded DELL P4 Double Processor Key Sath As a Server Rakha Howa Tha.. Aaj Unho Ney Woh Shop Meray Friend Ko Sell Ker Di.. Per Server Wohi Use Ho Raha Hai.. Aur Us Sey Pehlay Unho Ney P4 Everything New Key Sath Use Kiya Tha.. Aur Jo Rooz Key Masail They Woh Mujhay Yaad Hain..

Beherhal Asal Chez Computer User Hai.. Chahey New Koi Ley Per Istimal Kerna Sahi Nhin Aata Tu Computer Shop Key Daily Chaker Laganey Pertey Hain..

Wasalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...