Jump to content

Wahabi Syed?


Sher-e-Raza

تجویز کردہ جواب

Assalam-O-Alaikum

 

Baad Az Salam Aap Bhaio Ki Khidmat Me Arz Hai Ke Aaj Aik Shaks Ne Common Question Kiya Ke Kya Wahabi Ko Syed Keh Sakte Hain?

 

Main Uska Sawal As It Is Rakhta Hoon Barah-e-Karam Ullama-e-Karam Ke Mutafiqqa Aqeeda Aur Qol Ki Roshni Me Jawab Enayat Farmayein.

Shukariya

Jazak Allahu Khaira

Ameen

Sher-e-Raza Atari Rizvi Qadri

 

Rihan Khan

Bhai agar koi wahabi apne aapko sayyad kahta hai to kya us ko aale rasool kaha ja sakta hai.q k wo hai to sayyad.

Link to comment
Share on other sites

Salam alayqum wr wb, Bad aqeedah kay saath Syed kee nisbat meh pasand nahin kerta. Mujjay karahat hoti heh is say aur mera esa krna shar'an jaiz heh. RasoolAllah (sallalahu alayhi was'sallam) ka farman heh kay joh bat dil ko chubay us ko chor dena chahyeh. Agar kohi apnay aap ko Wahhabi kehlahay aur us kee agar gumrahi had e kuffr taq nahin paunchi toh Syed kehnay meh harj nahin ba shart e Syed ho toh. Aur agar woh apnay Wahhabi mazhab kay baray meh ilm rakhta heh aur us kay aqahid wohi hen joh aam Wahhabi maulvi taleem detay hen toh phir kaffir heh aur murtad ka nasab sabat nahin rehta is leyeh us ko Syed kehna jaiz nahin hoga.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

Wa Alaikum Salam

Sher e Rza bhai

ici topic py Ahl e Sunnat k Greatest Writer, Faizan e Alahazrat, tqreban 5,000 kitabon k musannef Mufti Faiz Ahmed Owaisi sb ny book banaam "Kya Bad`mazhab Syed Hen" likhi hy......

Link: faizaneattar.net>books library>Chose author: Mufti Faiz Ahmed Owaisi>page 8 py nil skti hy...

 

Safdar Madani, Anjuman Talba-e-Islam

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • 4 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...