Jump to content

Ala Hazrat Gairon Ki Nazar Me.


wasim raza

تجویز کردہ جواب

1) Janab Ashraf Ali

thanvi

shahib Farmatay hain:'

meray dil mein Ahmad

Raza k liye bai hadh Ihtram

hai ,wo Humain Kafir

kehta hai,Laikin Ishq-e-

Rasool(aslato-a

ssalaam)

kie bana per kehta hai kise aur garz se tou

nahi

kehta''

Chiitah Lahore 23 April

1926

. . . . . . . . 2) Khurasheed Ali Khan

S.D.O(naher) kehtay

hain

k:- Molana Amhmad

Raza

khan brelvi kay intaqal per breli se Hazrat

Thanvi

kay aik murred ka Tar

(letter) aya,jou mein

nai

per kar sunaya, hazrat thnavi nai. (Inelha wo

inalha rajeoin), peri

hazrien mein se kise

nai

kaha k Molana Ahmad

0brelvi nai ap ko Kafir kaaha ar ap iun k maut

per inhila per rahay

hain,Hazrat Thanvi nai

Farmaya''Molvie

Ahmad

Raza khan baray Alim aur

Ishq-e-Rasool(a

ssalto-

asalaam) mein

dhoobay

howay thay. Iunho nai meri

ibarat ka jou matlab

samja

aur iuse k bina per ju

likha wo sahi tha. Aur

ager mein in ki jaga hota

aur

wo meri jga hotay,aur

iun

ki kalam se yeh Alfaz

sarzad hotay,tou ise matlab ki bana per w

jou

samjay thay,mein iun k

takfir hi karta. (Molana

Kosar shafi Niazi nai b

Mufti Muhammad shafi Shahib DEo Bandi ki

zubani

suna howa yehi

wakiya,Apnay Kalam''

Mushatad-o-

Tasarat''(Rozna ma Jang)mein tehreer

kiya)

. . . . . . . .

3) Abu Al-Ali Modvi

shahib

Farmatay hain:-''Moalna

Ahmad Raza khan

shahib

Ilim-o-Fazal ka mere

dil

mein bara ihtram hai,Fi-

alwaka wo uloom-o-

deeni

per bari nazer rakhtay

hain,aur iun ki fazeelat

ka aitraf iun logo ko b

hai,jou iun se ihtilaaf

rakhte hain,nazie

mobhasat ki waja se

jou

Talhiya paida hui hain,darasal iun k ilmi

kamalat,aur deeni

khidmat

per perda dalnay ki

mojab

hui''( hafta Roza shahab

Lahore,25 november

1926)

. . . . . . . .

4) anab syed

Sulemman Nadvi shahib Farmtay

hain;-ise Ahkar nai

Janab

Molana Ahmad Raza

khan

brelvi (Marhoom) ki chand

Kitabien dekhie,tou

meri

ankhie hairan(surpise) ho kar reh gie,hairan

(surprise) tha k yeh

wakiye . Moalana

Ahmad

Raza khan shahib kie

hain,Jin k mutaliq kal tak

yeh suna tha,k wo sirf

ahle-Bidat ki tarjmaan

hain, aur sirf chand

frohi

masZ NAHI.yeh Ahle-Bidat k Naqeeb

nahi

bal k yeh tou alm-e-

Islam

k scholar and shahkar

nazaer atay hain,jis tara

Molana Ahmad Raza ki

tehreero mein gehri

pai

jati hai,ise tara gehri

tou mera ustaad-e

mukram,

(jinad molana shibli

nomani,aur hazat

Hakeem

Molana Ashraf Ali Thanvi,

aur molana Mehmoond

Al-

hassan deo bandi aur

hazrat Molana shykh ul

Tafseer Allama shahbir Ahmad Usmani k

ANDER B

NAHI HAI,jis Qader

Molana

Amhad Raza khan ki

tehriroo mein hai''( Mahmana

'Nadoo'August 1913

page

17 )

. . . . . . . .

5)''Seerat Ul Nabi''k naam

ki mashoor kitab

likhnay

walay. Janab Shimbli

Noumani shahib

farmtay haim:-"Molvi Amhad

khan

Raza shahib jou apnay

Aqeed mein sahat

Tasdad

hain,mager ise k bawajood

Molana Amhad Raza

shahib

ka ilmi-e-Shajar ise

Qader

buland darjay ka hai, k iuse dor k tamama

Aalm-

e-deen Molana Amhad

Raza

khan shahib k samnay

pirka ki b haisiat nahi rakhte, ise Aqar nai b

ap

Ahmad Raza ki

kiatabien

parien,jis mein Aikam-

e- Shariat aur deegar

Kitabien b shamil hain,

aur

naiz yeh k.. Molanaa ki

sarprasti per aik

Mahanama Risala''Al Raza''

breli se niklta hai,jis k

chand Qistien Bagoro-

Hoz

dekhie hain,jis mein

Buland paya Mozameen shaya

hotay hain''Reesala

"Nadoo"October 1924

page

17)

6) Mashoor siaysi aur Mazhabi Leader Molana

Muhammad Ali Johar

Farmatay hain :-''iuse

dor

k Mashooor Alme-deen

Moalana Ahmad Raza khan

brelvi wakiye aik

Azeem

Muslam rehnama

hain,hum

baz batoo ki ikhitalaf k bawajood iun ki

Azeem

shakhsiyat, aur deeni

rehnama honay k

aitraf

ise liye kartay hain k wo

iuse dor k . sub se

baray

Mohaqaq,musanaf

,adeeb,sha

aur MARDE_HAQ thay, bila

shuba asie hastiyo ka

wajod-e-masoood

humray

liye Marhoon-e-minat

hai.''(roznama khilafat Mumbai Page 4)

. . . . . . . .

7) Janab Anwar

Kashmri

(sadar madras

Darulloom deo Band) Farmtay

hain:-

Jub banda Tirmizi

Shareef

aur deegar Kutab-e-

Hadees ki shaouro Likh raha tha,tou Bisab-e-

Zorert Ahadees ki

jazeeiat

dekhnay ki zorert paid

ie..

tou meinn nai shia, hazrat

ahlay Hadees aur ahlay

deoband hazrat kie

kitabien dekhie mader

zaihen Mutmin na

howa,Bik akhir aik dost ki

mashwaray se Molana

Ahamd Raza khan ki

kitabien dekhie tou

mera

dil mutmin hogoya tou mein ab bahobi

ahadees ki

sharoue bila jijhak likh

sakta hoon,wakiya

brelvi

hazrat k serkarda Alim Molana Ahmad RAza

khan

shahib ki tehrrieen

shistaaur mazboot

hain,jisay dekh kar yeh

andaza hota hai, k yeh Molvi Ahmad RAza

khan

shahib aik zabardast

Alim-

e-deen aur fikiya hain''

Mahnama Hadi,deoband,

Jamadil Awal 1330

hijri,page 21)

Darulloom deoband ki

shiekh Al Adaab, Jinab

Izaaz Ali Farmtay hain :-

yeh Ahqar yeh baat

tasleem karnay per

majoor

hai k,ise door ander

ager mohqaq aur alm-e-

deen

hai tou wo Molana

Ahmad

Raza khan shahib hain

q k mein nai Molana

Ahmad

Raza khan ko , jisay

hum

aj tak,kafir,mushr ik bidati

kehtay rahay hain,

buhat

wasiee ul nazar aur

buland

kahyal iloo himat alam-e-

deen shahib e fikro

nazar

paya hai, Ap Ahmad

Raza k

daliel Quran-o-sunat se mutsadim nahi, bal kay

am

ahang hain,lihaza mein

ap

ko mashwara

doonga,ager ap ko kise mushkal

maslay

mein,ager ap ko kise

masalay mein kise

kisamki

uljaan dar paish ho,tou ap

breli mein jakar,

Molana

Ahmad Raza khan

shahbi

brelvi se tehqeeq karien''( Reesala Al-

Noor,thana bhoon,

Shawal

al Mukram, 1346 hijri

page

40) . . . . . . .

9) Justice Malik Ghulam

Ali

Shahib farmtay hain:-

Haqeeqt yeh hai k

Molana Ahmad Raza khan

shahib k

barien mein ab tak

hum log

shaht Galt fehmi mein

mubtala thay.iun k baz tasanief aur fatwa k

matalia k bad,ise

natiija

per pohncha hoon,'jou

ilmi

gehri mein iun ki yaha paii

wo buhat kam logo

mein

pai jati hain''aur Ishq-

e-

Khuda aur Rasool (assalato-assal am) iun ki

satar satar se phoot

parta

hai (Aramgani Haram

Page

14 Lakhnuw) . . . . . . .

10) Janab Moen ul deen

Nadwi farmtay hain :-''

Molana Ahmad Raza

khan

shahib brelvi iuse door k

shahib-e-ilem o nazar

ulma musanfeen mein

se

thay, deeni Hasoosan

Fika o Hadees per iun ki

nazar

qasiee aur gehri thie,

Molana Ahmad raza jis

waqt nazr aur tehqeeq

k sath ulma k istafraat k

jawab tehreer farmay

hain, iuse se iun k

jamiyat,ilmi

biseerat ,deeyanat aur

tabie ka pura pura andaza

hota hai,iun k alamana

mehkana fatway

Mohalfat

o Moofaq her Tabka k

Mootlia k lain hain Mahnama Mohraf,

Azam

Garh Shumra

September

1949)

. . . . . . . 11) Jinab Shahbir

Ahmad

Usmani Farmatay

hain :-

Molana Ahamd Raza

khan ko Takfir k jurm mein

Bura

kehna buhat hi bura

hai

hai, q k wo buhat

baray Alam-e-deen aur

Buland

paya k Muhaqiq thay,

Molana Ahmad Raza

khan ki

Rihalat Alam-e-Islam ka

buhat bara saniha

hai,jise

nazar andaz nahi kiya

ja

sakta''( Ma Hadi Deoband

Zul haja 1369 hijri

page 21)

. . . . . . .

12) Jinab Muhammad

Yousaf Banoori k walid shahib

Zakira shah Banori

Farmatay hain:-''Ager

Allah Talla Hindustan

mein

Molana Ahmad Raza khan

brelvi ko paida na

farmatay tou

hindustaan

mein Hanfiyat Hatem

hojati'' . . . . . . .

13) Jinad Abu Al

Hassan Ali

Nadvi Farmatay hain:-

Fika

Hanfi aur iuse ki Jaziat per jou, Molana Ahmad

Raza khan ko aboor

hasil

tha, ise Zamamne mein

iuse ki Nazer nahi milti

14) Modvi Jammat ka Mashoor sahafo Janab

Manoor Al haq farmtay

hain :- Jub hum Imam

Ahmad Raza khan fazle

Brelvi ki kitabo ka

matalia kartay hain tou,tou

masool

hota hai k yeh shakhs

apni

ilmi Fazelat aur apni

abkiriyat ki waja se doosray ulma per

akaila hi

barie hai''(Mahanama

hijaz-e-jadeed , New

Dehli

januray 1989 page 84) . . . . . . .

15) Molana Hiyaat

Muhammad Kosar

Niazi

Farmtay hain :- Molana

Ahmad Raza khan Brelvi k

barien mein ula

deoband k

biynaat per mushtamil

mazmoon ise

Haqeeqat ka aitraaf hai k, Aala

Hazrat

Ahmad raza Brelvi

bilashuba sachay Ashq-

e-

Rasool(assalato - assalaam

aur deen k Yagaana

rozgar

Alam-e aur milat ki

Mohsin

thay''(Roznama JUNG Lahore 3 October

1990 )

. . . . . . .

16) Janab Dr. Israr

Ahmad

(bani tanzeem-e- islam i) Farmatay hain:-''Imam

Ahmad Raza khan

Peechli

sadi ki Mujdeed thay

aur

iun k ilam mein koi shak

nahi''(24 october 2004,

Sialkot Anwar Club

(Confernce 2004)

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...
  • 2 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...