Jump to content

Imam Ghazaali Rehmatullah Alahay


shahzad6058811

تجویز کردہ جواب

aik ghair muqalid nay kaha,imam ghazaali zabardast alam thay, magar taqleed kay sakhat khilaaf thay,

 

ko e bhaee is par roshni daalain gay kay, imam ghazaali kia ghair muqalid thay ?aur taqleed k sakhat khilaaf thay.شہزاد صاحب خدارا بے بنیاد اور سنی سنائی باتوں پر تھریڈ نہ بنائیں

Edited by Toheedi Bhai
Link to comment
Share on other sites

toheedee bhaee main pehlay bhee aap say maafi  maang chuka hoon.  aap pasand naheen kartay main is foroumn ko chor daita hoon.

 

ko e islami bhaee 22nd december 2013 ka akhbaar dunya lay. coloumn nigar haroon rashid,jis ko hazaaroon log parhtay hain. us ka coloumn  NA TAMAAM  parh lay. is nay saaf likha hay k imam ghazaali zabardast alam thay magar taqleed k sakhat khilaaf thay.

 

main nay swaal kia, jo jawab milta mian nay wo haroon rashid ko mail karna tha.  issi coloumn main us ka e mail address hay, jo sahib pasand karain us ko direct jawab day dain.  us nay molvi hanif nadvi (Ghair muqalid) ke kitab FIQRE GHAZALI ka bhee zikar kia hay.

 

toheedee sahib, abhee tak mujhey is foroumn say warning point ko e naheen mila.  

 

99 percent akhbaar main likhnay waalay deobandi/ghair muqalid hain. un ka halqa ahbaab hay .log asar laitay hain.  sirf irshad ahmad arif sunni hay.  universitees main 99 percent ustaad jamat islaami say hain.   har ghar main akhbaar aata hay. aur log parhtay hain.

 

mairi bay saroopa baat aap ko buri lagee, to kal ka dunya akhbar parh lain. aur us ko direct jawaab dain. ya akhbaar main mazmoon likh kar bhaijain.  

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...