Jump to content

Munazra Me Ahle Sunnat Ki Wahabion Par Azeem Fatah.


kamaal mustafa

تجویز کردہ جواب

Ahle Sunnat ki taraf se:.............Munazre Ahle Sunnat Sayyah Eorape o Asia Hafize Ahadees e kaseera Hazrat Allama SAGHEER AHMAD SAHAB JOKHANPURI the.
27 jan 2014 ko bareilly court me munazra te hua
judge ne dono taraf ke log bulaye .wahabi wakeel ne aik muqadme me jugde se kaha ke ye sunni kafir hain.ye qabro ko poojte hain aur hum musalman hain.hum namaz padte hain.sunnion ne Munazre ahle sunnat ko bataya to aap ne kaha hum insha Allah zaroor pahunchenge.
27 jan. ko Wahabion ko jab pata chala k sunnion ki taraf se Maulana Saghir sahab hain to unki taraf se koi samne na aa saka aur Tahir Gayavi Bareilly madrsa sarae khaam me chupa raha.
#munazre me Hazrat Allama syed Shahid miyan sahab rampur.
Hazrat maulana Haneef sahab
" " " " Aaqil sahab
""""""""Azeezurrehman sahab
""""""""Shahabud deen shab
""""""""Shams sahab
""""""""Ataul Mustafa sahab Azhari
""""""""Fareed sahab.
aur bhi Ulamae kram court me haazir rahe.
jab wahabi maulvi hazir na hue to Munazre Ahle sunnat ne judge ko tafseelat batain jisko sunker judge bahut muta'assir (impress) hua.
Hazrat ne judge ko apne mazhab ke dalail batae to judge ki ankhein khuli ki khuli reh gai.
doosre wakeel jo apna muqadma liye khade the unhone Hazrat se mazrat chahi to judge ne wakeel se kaha......"mai aap logo ko to roz sunta hoon,lekin ye batein jo Hazrat mujhe bata rahe hain ye roz roz sunne ko nahein miltee hain.
judge ne kaha main un logon ko aik mauqa aur deta hoon to hazrat ne judge ko 17 february ki tareekh jo khali thi de di. lekin wo wahabi 17 feb. ko bhi nahein aye .
Is tarah Ahle sunnat ki court me Azeem fatah hui.
.....Kamaal Mustafa Razvi ..097*********..............

Edited by Ya Mohammadah
sharing email adrs and contact nos are not allowed on forum
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...