Jump to content

Rasool Pak K Mooay Mubarak


shahzad6058811

تجویز کردہ جواب

aaj k express akhbaar main javed chaudhry nay MOOAY mubarak par acha mazmoon likha hay.

 

sailaani welfare aur Moulana bashir farooqi sb k baaray main  likha hay.

 

Rawalpindi k daawat islaami kay ameer javed ch say mil kar un ko FAIZAN E MADINA karachi ke daawat dain taa k wo is baaray main bhee express akhbaar main mazmoon likh sakain.  is bahut faida ho ga

Link to comment
Share on other sites

Baishak Jis Nabi Azeem (Alehy Salat o Wasalaam) ka Moey Mubarak Hayat hay unki apni Hayat ka Alam kya ho ga...Subhan Allah

Baishak Jis Nabi Azeem (Alehy Salat o Wasalaam) ka Moey Mubarak ka sayah nahi unka sayah kab ho sakta hay...Subhan Allah

 

Kisi ka sayah os se zaida lateef hota hay.... Yaqeenan Nabi Azeem (Alehy Salat o Wasalaam) se berh kar lateef koe nahi.

 

 

Unka Kalma perh kay Shaheed honay wala aisa Zinda hay kay os per Quran ke Ayat daleel hay.

Edited by ExposingNifaq
Link to comment
Share on other sites

aik dafa pehlay bhee guzarish kee thee k javid ch sunni brailvee hay.  kion k simple tehreer waala column nigaar hay aur kaafi log parhtay hain is liee ay bahut saaray  log  apni mashoori k liee is ko call kar k mazmoon likhwa laitay hain taa kay loogoon main dhaak baith ja ay.  javid ch jaisay log aqaid kee gehraaee main naheen jaatay.  jaisay amin multani nay apnay haq main mazmoon likjwaya tha.

 

ab mairi guzarish hay javid ch ko karachi faizan e madin main markaz ka visit karwaya ja ay .  in ko maaloom ho k kitna big kaam dawat islami kar rahi hay. rawalpoindi k ameer in say raabta karain.

 

hope mairi tajweez pasand aa ay gee.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...