Jump to content

Nijasat


Sophie Riley

تجویز کردہ جواب

ya aik aisa problem hay jis ka bahut saaroon ko bhee pata naheen hay. usually tamam baligh bachay ya no jawaan aisi soorat main apnay paint/pajama/shalwaar ya dhooti dhonay waalay kaproo main phain daitay hain aur kisi ko bata tay bhee naheen hain. baaz dafa ya affected  clothes dhobi k pass bhee chalay jaatay hain. aur is tarah doosray kaproon kay sath washing machine ys bhatti main mil kar baaqi tamam paak kaproon ko be pleed kar daitay hain.

 

ehtalam waalay tamam bachook ke duty balkay zimma dari hay kay is kapray ko khud achi tarah paani/soap say saaf karain . is tarah kay cheentay baaqi  kapron par na paraihn.  ehtalam kay baad choon kay ghusal faraz ho jaata hay to nahaanay say pehlay us hissa ko saaf kar lain achi tarah aur kapra dhoop main daal dain. jab sookh ja ay to phir washing machine walay mailay kaproon main rakh dain.

 

wagarna baaqi saaray  ghar waloon ys dhoobi kay saaray kapray naapak aur jo log un kaproon ko istemaal kar k namaz paraihn gay, wo be na hoo gee. is tarah saara gunah us bachaay par.

 

is tarah kee clarification main sharam naheen karnee chaheeay.  aap nay bahut achha kia swaal pooch lia. sub parhnay waalay is baat ko zehan nasheen kar lain aur ainda bahut he ehtiaat karain.

Link to comment
Share on other sites

  • 8 months later...

یہ نہایت اہم اور عام ترین مسائل میں سے ایک ہے۔ اِس مشکل کا آسان  ترین حل یہ ہے جو www.faizaneattar.net پرمفتی صاحب قدِس سِرُہ العزیز نے بیان فرمایاہے

 

واشنگ مشین میں ایک ساتھ دھوئے گئے پاک و ناپاک کپڑوں کو پاک کرنے کا طریقہ.mp3

 

 

Edited by AqeelAhmedWaqas
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...