Jump to content

مقلد یہودی ہیں


rizvi

تجویز کردہ جواب

اس حدیث کی سند سکین اور اس کا جواب مع حوالہ و سکین درکار ہے
حضرت ابو ہریرہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میری امت میں عنقریب ایسے لوگ پیدا ہوں گے جو لوگوں کو اپنے اماموں اور بزرگوں کے اقوال کی طرف بلایں گے اور ان کی بتلای ہوی باتوں پر عمل کریں گے۔اور مسلمانوں سے امام کے پیچھے آمین کہنے پر حسد کریں گے وہ اس امت کے یہودی ہیں

(رواہ ابن القطان و حصیحہ ابن السکن )
 

Link to comment
Share on other sites

bhaee jaan, kia ameen oonchee awaaz say kahain ya aahista say ,is ka eemaan par kia asar parhta hay, kia is ka bhee qiamat main jawab dahee ho gee.  oonche awaaz say ameen kehna pehlay ijaazat thee phir mouqoof ho gaee,sahaaba k dour main.  oonchee awaaz say ameen kehna sirf ahlihadees he naheen kehtay. 

 

hanblee/aur perhaps shafee,malkee bhee kehtay hain.  rafaa yadain shaafi bhee kartay hain.  malkiee perhaps haath choor kar namaaz parhtay hain.

 

to maira swaal ya hay kay mazahb e arba hanfi/shafi/hanblee/and malki hain . aur charoon barhaq aur ahli sunnat wa jamat hain. charoon sunni kehlaatay hain.  to kia un ka rafa yadain karna aur baaz ka oonchee awaaz say ameen kehna bhee ghalat ho ga.

 

shaafi bhee to sunni hain,agar wo rafa yadain karain ya oonchee awaaz main aameen kahain to kia wo ghalat karain. bahut arsa pehlay faisalabad main aik bahut baray alam ke ziarat kee jo  shaafi thay aur rafa yadain kar rahay thay.

 

ya sunatain he to hain jin kee har taraf bahaar hay . ko e kar raha hay aur ko e naheen.

 

mairee samajh kay mutabiq  in do cheezoon ka aqaid say ko e waasta naheen.

 

extract  of mazaakra at  Q T V.agar ko e rafa yadain kar raha hay to kia us ko buri nazar say daikhain gay. ya oonchee ameen say.  hamain ghair muqaladeen aur deobandeeon kay aqaid say nafrat hay. in 2 cheezoon say naheen.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...