Jump to content

Tafseer E Mazhari Ka Scan Chahiye


تجویز کردہ جواب

Qazi sanaullah sahab rehmatullah alaihe farmate hai :-

Tarjuma - aur mere (qazi sahab) nazdeek haq ye hai ki hurf e muqatte'at mutashabehaat me se hai aur ye Darasl Allah aur uske rasool ke darmiyan asrar hain, inke zariye Allah ta'aala ne aam logo ko samjhane ka irada nahi farmaya, balke ifhaam e rasool in se maqsood tha aur jisko samjhana chaha jo huzoor ki itteba me mukammal hue hai. (yanj Allah ta'aala huzoor Alaihissalaato wassalaam ke un pairokaaro ko bhi is raaz se waqif kar deta hai jo huzoor ki itteba me kameleen hai)

(tafseer e mazhari jild 1 safa 14)

Link to comment
Share on other sites

Bhaio ek aur cheez ka scen mil jata to bahot accha hota

Allama suyooti alaihirrahma ne apni kitab itteqan uloom e quran abdullah ibn abbas raziAllaho Anho ka qaul naql kiye hai

Ki meri oont ki rassi bhi gum ho jaye to use bhi mai quran se talash lunga

Bhai uska agar orignal scen de dete to bahot Mehrbani hogi aap ki

 

Shukriya

 

Allah rabbul izzat aap sab bhaio ko nabi e paak s ke sadqe tufail aise hi deen ka kaam le

 

Ameen

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...