Jump to content

Aye Mehbub Apko Farishta Bana Kar Risalat Du Ya Banda Banakar?


تجویز کردہ جواب

Assalam wa Alaikum. Mujhe iss hadith ka scan chahiye.

 

 

 

Hadees: Hazrat Abu

Hurairah radiAllaho Ta'aala

Anhu se marwi hai ki ek

martaba Jibreel alaihis

salam Nabi Sallallaho alaihe

wasallam ki khidmat me

baithe the ki achanak asman

se ek farishta utarne laga to

Jibreel alaihis salam ne Nabi

Sallallaho alaihe wasallam

se kaha ki ye farishta hai jab

se ye paida hua hau to aaj

se pehle kabhi neeche nahi

utra. Usne aakar Nabi

Sallallaho alaihe wasallam

se kaha ki Aye Muhammad

Sallallaho alaihe wasallam

ALLAH ne mujhe ye paigham

dekar bheja hai ki wo apko

Farishta banakar Risalat ata

kare ya apna banda banakar

Risalat ata kar de?

Hazrat Jibreel alaihis salam

ne arz kiya Ya Muhammad

Sallallaho alaihe wasallam

apne Rab ke samne tawaazo

ikhtiyar kijiye. To Nabi

Sallallaho alaihe wasallam

ne farmaya ki Nahim, Mujhe

apna Banda hi banakar

risalat ata kar de.

(Musnad Ahmad jild 4 Pg.14

rawaah Abi Hurairah)

.

Is Hadees ko Ibn Hibban ne

Saheeh kaha hai.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...