Jump to content

Roohul-Ma'aani Ka Scan Chahiye


FaisalRaza

تجویز کردہ جواب

ASSALAAMO ALAIKUM MERE SUNNI BHAIO

 

KYA MUJHE IS TAFSEER KA SCAN PAGE MIL SAKTA HAI

 

Aur ye jaiz hai Allah ta'aala ne apne habib

Muhammad sallallaho Alaihe wasallam ko

qayamat ke wuqoo' (wqat) ka mukammal taur

par ilm de diya ho Lekin na is tareeqe se ki zaate

baari ta'aala ke ilm ke saath musawaat o

ashtabah ho (na is baat ki ijazat di ho ki aap

sallallaho Alaihe wasallam is ilm ko jo asrar e

ilahiyah me se hai) logo ke samne bayan karte

phire balke aap par wajib o zaroori qarar diya ki

aap is raaz o hikmat ko chupa kar rakhe aur kisi

se iska tazkirah na farmaye. Aur is (ilm e

qayamat) me bhi huzoor Alaihissalaato wassalaam

ki ye khusoosiyat hai

(roohul-ma'aani, jild 11,safa 113)

 

 

AGAR KISI BHAI KE PAAS ISKA SCAN HO TO ZAROOR YAHA DE KAR APNE NAMA E A'AMAAL ME KHOOB KHOOB AJR O SAWAB KAMAYE

SHUKRIYA

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...