Jump to content

In 4 Suwalat Ke Jawabat Chahyen


shahzad6058811

تجویز کردہ جواب

please advise karain.

 

1. kia ya sahee hay k makkha haram sharif qibla ke tehveel ka hukam quran sharif main hay. magar tehveel qibla  masjid e aqsa ka hukam pooray quraan main kaheen bhee naheen hay, to phir qibla awwal  ke taraf moon kar k namaz parhnay ka hukam kahan likha hu aa hay.

 

2. AAP (saw) nay hijrat  farmaee. jab AAP (saw) madina k muzafaat banu najjar qabila k mohalla main pohnchay to jumma ka din tha. wahan AAP (saw) nay jumma ke namaz parahee. jab k jumma ke namaz ka hukam quraan sharif main hijrat k 4 ya 6 saal baad  aa ay aa.

 

3.makkha mukarmaa hurmat wala city hay. wahan jango jadal,darakhat kaatna, haraam hay. fathe makkha k mouqa par kia aik din k liee ay haram ke hurmat khatam kar d gaee thee aur aglay din phir hurmat bahal ho gaee thee. ya hurmat ALLAH (azw) k hukam say khatam hu e thee ya HAZOOR (saw) k hukam say.

 

4. Mufasreen aur muhadseen kehtay hain k Hazoor (saw) ke zindgi mubarak main hazrat jibraaeel alayhissalaam 24000 marta AAP (saw) say mulaqaat k liee ay aa ay thay.  quraan sharif main about 6500 ayyat hain. kisi aik waqat main 3 say lay kar 10 ayyat quraan sharif  ke hamaish utreen.kabhhe aik ayat nahee.  agar 4 average bhee ayyat laga lain to 1600 martaba hazrat jibraeel alayhissalaam zameen par utray quraan pak mukamal karnay kay liee ay.  22400 martaba j aap wahee lay kar  aa ay ya ALLAH (azw) ka jo bhee message lay kar aa ay, wo messages kia thay, kia kaheen un ka record jamma hay. for example hadees qudsi ka record moujood hay.taif main hazrat jibraeel  ALLAH (azw) ka paighaam lay kar  aa ay. aur us ka hamain pata hay.

 

 

 

in par agar ko e bhaee roshni daal sakay to shukar guzaar hoon ga, ooper walay  4 points par.

 

 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...