Jump to content

...sunniyon Ki Munazre Me Benisaal Fathe Azeem..


kamaal mustafa

تجویز کردہ جواب

...MUNAZRA ME FATAH...8/4/2015 ko Distt Sambhal me aik Munazra te hua ...Jisme Ahlesunnat ki taraf se MUNAZRE AHLESUNNAT QATI E KUFR O DALALAT MUNAZREKABEER Hazrat Allama Maulana Sagheer Ahmad sahab Qibla jokhanpuri Munazir the..Aur Badmazhabon ki taraf se Molvi Munawwar Hussain Munazir tha.Uske saath me sekdo molvi the .. Wo stage par poori tayyari ke sath Aaya .Usne stage par Aane ke baad poocha ke Aapki taraf s kon munazir he to sunniyon ne kaha Hamari taraf se Allama Sagheer Ahmad jokhanpuri sahab he .Jab usne Hazrat ka naam suna to fauran apne maulvion ke sath wahan baag gaya aur 5⃣min. me saara stage khali ho gaya ...Uske bhaagne ke baad sunnion ne jashne fatah manaya auriske baad bhi Hazrat baar baar usko Micpe challenge diya lekin wo nahi aaya aur bhaag gaya........Bhaagne ki waja.....Kai saal pehle yahi maulvi distt Bareilly Shareef me town Girdharpur me Aaya tha aur usne challenge kiya ki RAF'YADEN ke ta'alluq se koi bhi poore Hindustan me mujhse Munazra kar le ...Us waqt Munazre Ahlesunnat Allama Sagheer Sahabwahan pahunche ...To usne kaha ke Aap rafa yaden na karne se mutalliq 1 hi hadees sunado...To Hazrat ne lagataar 25 ahadees sunai aur usi dauran wo wahan se bhaag gaya...Aur uske baad 8 tareek ko jab usko ye pata laga ke wahi munazir he jinki waja se maine Rahe faraar ikhtiyaar ki thi to wahaan (sambhal)se bhi bhaag gaya ..Munazre ki photos ya videos ya mp3 jaise hi haasil hongi hum use Insha Allah zaroor share karenge.........KAMAAL MUSTAFA RAZVI ....09997779428

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...