Jump to content

Islam Men Khandani Masuba Bandi

Abdul sattar

تجویز کردہ جواب

salam.

Mujhy ye malum karna hy k shreyat men khandani mansuba bandi yani (bachun k padaish men waqfa) karna jaiz hy?

Quran o hades k roshni men tafsel e rahanuma e karen.

JazakALLAH

وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ و برکاتہ

Aap iski tafseel buht si kutub mein ba-asaani parh sakty hein (aor yi aapko net sy bhi mil jaen gi), maslan in kutub mein:

1:  

Book by: Allama Dr.Ashraf Asif Jalaali Sahib (رحمۃ اللہ علیہ)

KHANDANI MANSOOBA-BANDI AOR ISLAM-----Read Online

KHANDANI MANSOOBA-BANDI AOR ISLAM-----Download (1.29 MB)

2:

Book by: Faiz-e-Millat Qibla Allama Faiz Ahmed Owaisi Sahib (رحمۃ اللہ علیہ)

Birth Control---Download (3.11 MB)

Wesy ap k suwaal ka jawab pehly number wali book k aik page sy diya gia hy, neechy image (tasveer) mein mulahza frma lein!

post-14217-0-88264600-1429981876_thumb.png

Edited by AqeelAhmedWaqas
Link to comment
Share on other sites

main nay kisi alam say maaloom kia hay wo kehtay hain  AZAL ke hadees k mutabiq  ijazat hay.   wo bhee kehtay hain   utrux  ko hamaisha k liee  close karwa daina k ainda bachay paida na hoon to gunah hay.  pehlay aam tour par 3  operation hotay thay magar ab zachha kay 4 tak delivery operation ho jaatay hain.  baaz dafa kuch cases main 3 operation k baad doctors advise kartay hain  4th baby ke soorat main mother ke jaan ko khatra ho sakta hay to

us soorat main do no mian bv ke marzi say uterx ko close kia ja sakta hay.  haan jo log   one or two  baby ke paidaish kay baad jaan boojh kar uterx close  karwaatay hain wo haram kartayhain and sakhat gunah gaar.  

uterx close karwaanay k bajaa ay azal  behtreen tareeqa hay.

jo kuch kaha gia, quote kar dia hay.  mazeed ko e pasand karay to local kissi educated molvi sahib say maaloom kar lay

Brother!

Aesa koi operation jaiz nahi hy jis sy aorat ya mard ko daaimi taor pr baanjh bana diya jaey!

Nacheez khud medical student (MBBS) hy. agar baby paeda hony sy mother ki jaan ko koi khatra hy tu azl ka sahaara liya jaey aor bacha paeda na kia jaey (wo bhi agar yaqeen-e-ghalib ho ksi Mustanad Islami Doctor k mashwary k mutabiq).is soorat mein bhi koi aesa operation jaiz nahi hy jis sy mother ko Sterile bnaya jaey. Aap opar post ki gai donu books khud ghaor sy parhein aor aesy suni-sunaai baato ko bgher-tahqeeq post mt krein. Duaaon mein yaad rkheay ga!

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...