Jump to content

Arbi Sikhne K Liye Aasan Kitab Sunni Aalim Ki Mil Sakti Hai?


MunAAm

تجویز کردہ جواب

  • 3 weeks later...
  • 1 month later...
  • 1 month later...

hazrath is kitaab  ke musannif ka naam bataye maherbaani ......

 

 

Minhajul Arbiyyah Az Sayyed Nabi Al Haidrabadi ki kitab hai iske 4 juz hai Musannif Jamia Arbia Usmania University Hyderabad Dakan me teacher the/hai(60-61 saal ke pehle se chapti aarahi hai)

 

aur ek book hai Miftahul Arbiyyah Az Ahmad Bin Nasir Al Usri iske bhi 4 juz hai ye Musannif bhi Jamia Arbia Usmania University Hyderabad Dakan me teacher the/hai (60-61 saal ke pehle se chapti aarahi hai)

 

dono kitabe qareeb same hai thoda farq zarur hai kitabe achi hai asan hai magr mehnat ki zarurat padegi... Bager Ustad k sikh pana mushkil lagta hai kyu k hamare har suwaal ka jawaab kitab foran nahi de paati

 

Faizul Aadab Shayad Allma Badruddin Ahmad Qadri Razvi ki hai

Edited by MunAAm Attari
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

maine ek galat baat kehdi k Minhajul Arbiya aur Miftahul Arbiya aasan hai maine sirf hissa awwal ko padhke ye andaza lagaya magr ye sahi nahi hai in kitabo se bagair ustad k sikhna bohat mushkil hai aur Faizul Aadab bhi Asatiza k liye hi likhi gayi hai k o ustad usse Talib Ilmo ko sikhaye

Link to comment
Share on other sites

  • 6 months later...
مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Mujhe ek kitab mil jiske Musannif Abdur Rahmaan Tahir Surati hai mai nahi janta ye sunni hai ya kisi aur firqe k magr Qawaid k sath Aaasan tariqe se Arbi zaban sikhne k liye inki kitaab bohat mufeed hai mai abhi pehla hissa yaha de raha hu jald dusra hissa bhi de duga iske saath aapko Misbahul Lugat ya Al Munjid bhi sath leni hogi mashaq k liye ye pehli baar 1950 me Bombay se shaya huyi thi ab chapti hai ya pata nahi

 

mai b sikhne ki koshish kr raha hu

 

Arabi 1_new.pdf

Edited by MunAAm Attari
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Arbi 2_new.pdf

 

 

ek zaroori baat Arbi Zabaan jaldi sikhne k liye QASEEDA E GAUSIYYAH padhte rahiye aap  (ia)  jaldi arbi sikh jayege aur arbi sikhne ka shok b paida ho jayega :)

 

afsos k hame hamari nafs par qaabu nahi rehta aaj padhege kal padge isi me reh jaate hai :(

 

in kitabo ko xerox center se kam kimat par print kra lijiye....

kisi ko bagair www.fb.com/madina26 k copy chayiye to niche reply kre..

 

koi page missing ho to bataye ...

Edited by MunAAm Attari
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...