Jump to content

Kya Maqabis Ul Majalis Motebar Kitab Hai?


MUSHTAQ

تجویز کردہ جواب

السلام علیکم

Hazrat Ek ķitab Hai ....maqabis Ul Majlis ....malfuzat e Hazrat Khawaja Ghulam fareed ( رحمتہ اللہ علیہ ) Ka mukamal Mustanad Majmua...

Is K Safa No 340 per Likha Hai...

 

Is K Bad Kisi Ne Arz Kiya Shiri Kirishna G Aur Ram Chandr Sahab faqeer Aur Durwesh The Ya nahi..

Aap ne farmaya Tamam Autar Aur Rishi Log Apne Apne Waqt K paigamber Aur Nabi The Aur In Me Har Ek K Pas Kitab Hai...... Y Scan Deo Bandiyon Ki Taraf Se Wataap per Bhaut Aam Kiya ja Raha Hai...Aur Y bawar Karwane Ki Koshish Ki Ja Rahi Hai K .....Ahele Sunnat Ram 'kirshna Ko Nabi mante Hai.....

 

Ab janna Y Hai K Y Kin Ki Kitab Hai kiya Wo Humare pas Motebar Hai Aur Kiya Y Kitab Bhi Motebar Hai ?

 

Dusri Bat Ager Y Saheb e Tasnif Deo Bamdiyon K Pas Bhi Motebar Hai......To Us ka Halwa Dijiye Aur Ho Sake To Deo Bandiyon Ki Kutub Se Ager Aisi Bat Milti Hai to Us Ka Bhi Hawala Ya Scan Dijiye

 

Is ka Scan Bhi Hai Mere pas Lakin Upload nahi kar pa Raha Hu Is liye mazmun typ kar Diya.....Umid Hai jawab Jald Az jald inayat farmayenge

Link to comment
Share on other sites

کتاب مقابیس المجالس غیر معتبر کتاب ہے۔ سعیدی بھائی کی پوسٹ کا لنک نیچے موجود ہے۔ متعلقہ حصہ اس ٹاپک میں بھی پوسٹ کر رہا ہوں۔

 

http://www.islamimehfil.com/topic/8954-deobandiyo-ki-gustakhiyan/page-2#entry57011

 

 

Deobandiyo_ki_Gustakhiyan_-_Page_2_-_Fitnah_Wahabi_Deobandi_-_Islami_Mehfil_-_2015-07-02_21.09.30.png

 

maqabees.jpg

Link to comment
Share on other sites

سبحان اللہ

Sach Me Hazrat Aap Log Bhaut Khidmat kar Rahe Hai Deen O Suniyat Ki......Allah tala Apne Habib ( صلی اللہ علیہ و سلم ) K Satqe Aap Sabhi Hazrat Ko Har Bala Se Dur Rakhe Aur Aap K Ilm O Umar me Khoob Khoob Barkate Aata Kare Aur Aap Hazrat Ki Har jaiz Tammana Ouri Kare Aur Islami mahefil K Sabhi Team Ko Duniya Aur Akhiriaat me kamiyab kare

Ameen Ya Rab Ul Aalamin

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...