Jump to content

Mard Ka Wife Ki Maa Se Zinna Ka Hukm?

rabiashoaibali

تجویز کردہ جواب

agar ya ho chuka hay to us ke b v ab us par haram ho chuki and nikah toot gia, ya ab mian b v naheen reh saktay. isi tarha agar kisi waqat sadi say pehlay aik aurat say zanna kia. kuch arsay baad us aurat ke baiti k liee ay us aadmi ka paighaam gia, aadmi ko pata chal gia k ya larki ussi ayrat ke baiti hay to nikah naheen ho sakta. mother say zinna ke waja say us ke baiti us zaani par haram hay. nikah to kia, wo us ke baitiee say zinna bhee naheen kar sakta. wo sakhat qisam ke haram ho gaee aasaan lafzoon main.

Link to comment
Share on other sites

Janab shahzad6058811 Sahib.

Aap ny yi kiya likha: nikah to kia,wo us ke baitiee say zinna bhee naheen kar sakta

Zina kisi sy bhi ho, chahy kisi cheez sy pehlay ho ya baad mein ho, na-jaiz aor haraam hy.

Link to comment
Share on other sites

bhaee aap samajh naheen sakay. aik aurat say zina kia, us kee baitee say nikah to baad kee baat wo sakash us aurat kee baitee say dosti tak naheen kar sakta. samjhanay kay liee ay likha tha. mujhey pata hay zina har halat main haraam hay.

Bhai Sahib.

Ab bhi Ap ki baat sy yi lagta hy k "agar hurmat sabit na hoti tu phir us aorat ki beti sy dosti jaiz qaraar pati.lekin ab choon-k hurmat sabit ho gai, lihaza us aorat ki beti sy dosti nahi ki ja skti".

tu arz yi hy k kisi na-mahram sy dosti jaiz nahi hy..

(It is my last psot in this topic).

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...