Jump to content

Hifzul Iman Ka Difa Aur Alahazrat Par Aitraz


MunAAm

تجویز کردہ جواب

https://scontent-iad3-1.xx.fbcdn.net/hphotos-xat1/t31.0-8/11406125_1450982905196507_2751979486368010092_o.jpg?efg=eyJpIjoiYiJ9

Ab jara scan ki nishadah ibarat
ko dekhte hain mulla Ali Qari rh. Qazi
ayaz se se naqal karte hain jisme dajjal
ke sone ki halat ki tasbih huzur saw ke
sone ki halat (jise ala Hazrat ne kuch
safat pahle khas wasf likha hai ) se
diya gaya hai aur is tasbih ko ala
Hazrat ne mante huwe likha hai ( ye
jaise ka lafz mere liye giran ka bayis
hai ) apne fatawa me
.
Ab chunke aap saw ke khas wasf me
dajjal jaise kafir ko tasbih di hai to ye
bhi ala Hazrat ke mutabik ( his tarah
hifz ul inam me gustakhi hai ) gustakhi
huwi aur Ab uper wala hi fatwa yahan
bhi lagega ke Jo aisi gustakhi karne
wale ke kufr me shaq kare WO bhi kafir
hai
.
Ala Hazrat ne is ibarat ko mirqat se
naqal kiya lekin apni puri zindagi me
unho ne mulla Ali Qari rh. Aur Qazi
aayaz ko kafir nahi samjha balke
musalman hi mante rahe

Link to comment
Share on other sites

Salam alayqum,

Woh tashbeeh jis meh ala ko adna jesa tehraya gaya aur is tasbeeh say ala ki shaan meh kami ho, es'si tashbih gustakhana heh. Misaal kay tor par, thanvi kuttay jesa heh, thanvi khazeer jesa heh, thanvi tawahif aur mushrik jesa heh. Yeh ala ko adna say tashbeeh ki ek misaal heh. Abh is meh bi ala ko adna say tasbeeh hogi magar gustakhana tashbeeh nahin hogi. Muhammad Ali Razavi sher [lion ] jesa heh. Muhammad Ali Razavi ghulaab kay phool jesa heh, Muhammed Ali Razavi toh shahid [honey] jesa heh ... meh toh ashraf al makhlooqat hoon, abh meh nay tashbih adna say deeh magar towheen nahin huwi.

Mullah Ali Qari alayhi rehma ki ibarat meh agar tashbeeh heh toh yaqeenan shaan e RasoolAllah kay manafi heh aur tawheen kay pehloo say khaali nahin. Reh gahi un ki takfir ki toh woh saddiyoon pehlay fawt huway. Un ka mamla Allah kay supurd ho chooka aur in sha Allah Allah ta'ala nay un kay saad wada hasana kay mutabiq inaam deeya hoga aur un ki khata ko maaf farmaya hoga.

Yeh amr muhaal nahin kay kohi sahib e imaan khilaf e adab baat kar deh aur us ki maafi be ho jahay. Allah ta'ala khatahen maaf karnay wala heh. Yeh ussee waqt taq ho sakta heh jab taq khilaf e adab baat likhnay aur bolnay walay ki tawajoh is taraf nah gahi ho. Agar ilm ho jahay toh phir toba lazam heh. Mullah Ali Qari alayhi rehma nay agar waqia hi tashbeeh deeh heh toh agar gustakhi kay pehloo ki taraf tawajoh nah gahi toh khata heh. Jistera khata meh roza kay darmiyan khaa leeya toh gunnah nahin aur roza toota nahin is'see tara khata kalma towheen likh deeya toh kufr waqia nahin hoga.

Jin mardoodoon ki dokan towheen o tankees par chalay aur puray firqay ki bunyad towheen o tanqees e RasoolAllah salallahu alayhi wa aalihi was'sallam ho aur is'see ko firogh denh aur gustakhi karnay walay apnay kufr par dat gahay hoon aur un kay mannay walay be issee kufr par datten aur dafa karen khadam esoon ko qattan musalman nahin manta. Thanvi, Gangohi, Nanotavi, Ambethvi, Dehalvi yeh panch kufr kay sattoon jaan booj kar towheen baktay rahay. In ko Ulamah e zamana nay Islam ki talimat ka bataya aur Islam ki taraf bulaya magar in kafiroon nay Islam ko qabool nah keeya aur apnay Kufroon par datta rahay aur uneeh par maray. Allah ta'ala in kafiroon ko firawn o nimrood kay saath uthahay, ameen.

Link to comment
Share on other sites

  • 8 years later...
  • 4 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...