Jump to content

Biddat E Hasna Se Mutaliq Muslim Sharif Ki Hadith - Scan Copy Needed


تجویز کردہ جواب

Salaam tamam sahi ul aqeedah musalmanon ko,

 

Mjhey scan copy chaiyeh is hadees ki barah karam thori help kijiye,

 

Mere Baad Koi Aisa Amal Jaari Kare Jo Deen Ki Asal Se Mutazad Na Ho Qayamat Tak Us Pe Amal Karne Walon Ka Bi Sawab Paye Ga (Muslim)

 

 

Yeh bidah hasana sey mutalliq urgent chaiyeh,

 

Jaza ka ALLAH

Link to comment
Share on other sites

SURAH KAHF ki akhri ayat main is tarah hai jo k bad mazhab ehle hadees ko jawab dena ab aur kisi aalim sey mri mulaqaat ho nahi rahi.

 

"Kul innama ana basharum mislukum"

 

Is ayat k tarjume men kanzul eman men tarjuma hai jiska mafhoom hai k "main zahri surat main tum jesa bashar hun" is ayat main ZAHRI surat ki arabi kaha hai.??

 

Jaza ka ALLAH

Link to comment
Share on other sites

Jaza ka ALLAH khair itni achi post k liye.!!

Agr hoskey to hadees ka reference send kerden ya URDU bataden kiu k jin hazrat sey batain horahin woh ab 
URDU pe agaye hain k mjhey URDU send kerden iski badi meherbani hogi ap sab ki .

Jaza ka ALLAH ek baar phr ALLAH apk deen ki smjh main aur barkat aur Sahi ul aqeeda rehni ki toufeeq ata farmey.

Link to comment
Share on other sites

 

Jaza ka ALLAH khair itni achi post k liye.!!

 

Agr hoskey to hadees ka reference send kerden ya URDU bataden kiu k jin hazrat sey batain horahin woh ab 

URDU pe agaye hain k mjhey URDU send kerden iski badi meherbani hogi ap sab ki .

 

Jaza ka ALLAH ek baar phr ALLAH apk deen ki smjh main aur barkat aur Sahi ul aqeeda rehni ki toufeeq ata farmey.

 

 

کون سی حدیث کا اردو ترجمہ چاہ رہے ہیں؟ بدعتِ حسنہ والی یا  پھر ظاہری بشر والے مسئلہ کی؟

Link to comment
Share on other sites

Assalam o alikum tamam sahi ul aqeeda sunni musalmanon ko,

 

Jaza ka ALLAH khair K ap sab ne itni achi tarah madad ki mri taraf sey ap sab k liye dheron duain aur naik tamannayen, ALLAH pak ap sab k ilm men barkat ata farmaye.

 

Main pehli bar yeh forum use kerraha as a member aur ap sab ki waja sey aaj fakhar hai mjhey k alhumduLILLAH hum sahi ul aqeeda hanfi brelvi hain.

 

Dil sey shukar guzar hun ap sab ka

Jaza ka ALLAH

 

ASSALATU WASSALAMU ALAIKA YA RASOOL ALLAH

ASSALATU WASSALAMU ALAIKA YA HABEEB ALLAH

ASSALATU WASSALAMU ALAIKA YA REHMAT TAL TIL AALMEEN.

Link to comment
Share on other sites

Doston,

 

Ab baat yahan pe atki hai k woh janab kehrahey k is hadees main "mere baad" k alfaaz kahan hain.

 

Kiun k jo hadees quote ki us main "mere baad" k alfaaz mojud hone chiayeh.

 

Kindly urgent help kren is baare men

 

https://www.facebook.com/sumra.sohail.5/posts/145476525858106?comment_id=147378765667882&ref=notif&notif_t=feed_comment_reply&notif_id=1465862967687936

Link to comment
Share on other sites

Doston,

 

Ab baat yahan pe atki hai k woh janab kehrahey k is hadees main "mere baad" k alfaaz kahan hain.

 

Kiun k jo hadees quote ki us main "mere baad" k alfaaz mojud hone chiayeh.

 

Kindly urgent help kren is baare men

 

https://www.facebook.com/sumra.sohail.5/posts/145476525858106?comment_id=147378765667882&ref=notif&notif_t=feed_comment_reply&notif_id=1465862967687936

 

معترض سے کہیں کہ "میرے بعد" کی قید جب حضورِ پرنورﷺ  نے نہیں لگائی تو پھر ان کی کیا اوقات کہ یہ قید لگائیں؟ 

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Salaam bhaiyon,

 

Asal main mamla to khatam hochuka ab lkn main ney jis web se hadees quote ki thi wahan "mere baad " ki qaid lagi thi is waja sey woh shakhs wahin atka hua k yehi hadees lak dikhayen aap muslim ki.

 

Khair, mamla khatam hochuka ab waseele pe baat horahi Qur'an k hawale sey. Agar is main bhi madad kersken ap sab to jaza ka ALLAH.

 

Behad achi tarah info di aap sab ne isk liye ALLAH pak apk deen aur dunya dono main barkaten ata farmaye, ameen

 

S.Arsalan.Ali

Link to comment
Share on other sites

 

 اس لنک پر تو امجد صابری  کو شہید کہنے یا نہ کہنے پر بات ہو رہی ہے۔ خیر یہ فیسبک کی ڈسکشن ویسے ہی میری سمجھ نہیں آتی۔ آپ کو جو بھی حوالہ جات درکار ہیں یہاں ٹاپک بنا کر پوسٹ کردیں انشاء اللہ  جلد از جلد جواب دینے کی کوشش کریں گے۔

Link to comment
Share on other sites

ایک ہی ٹاپک میں متفرق مسائل پر اسکین مانگنے کی بجائے علیحدہ علیحدہ ٹاپک بنائیے تاکہ بعد میں اگر کسی کو اسی اسکین کی ضرورت ہو تو آسانی سے تلاش کرسکے۔


Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...