Jump to content

Main Qasim E Naimat Bana Ker Bheja Gaya Hun


تجویز کردہ جواب

Jaza ka ALLAH itne prompt reply k liye Sybarite!
ALLAH pak apk naafe ilm main izafa farmaye.

Ek aur hadith ki scan copy chaiyeh urgent basis pey jo k bahut mashhoor hai.

AHADITH SHAREEF:.
Nabi-E-Karim Sallalaho Alaihi Wasallam Ne Farmaya.
"Mere Jaisa Nam Rakh Lo.

Lekin Meri Kun'niyat ikhteyar Na Karo.

Kyu Ke Mujhe Qasim Bana Kar Bheja Gaya Hai.
Aur

Main Tumhare Darmiyan Taqseem Karta hu'n".
(Muslim shreef, Jild 3, Page 126)


Barah kram jitni jald hoskye kindly send me

 

Link to comment
Share on other sites

Allah Azawajal K Khazanon Ko Taqseem Farmanay Walay Nabi ﷺ

 

 

 

 

The hadith :

Innama ana Qasim, wallahu yu'ti.

Prophet Muhammad (sallAllahu alaihi wasallam) said i am Qasim (The distributor) and Allah is the Giver.

Hence Rasoolullah sallAllahu alaihi wasallam distributes the rizq given from Allah who is Razzaq.

 

⭐ RAB KI ATA KARDA NEMATON KO BANTNE WALE HAIN NABI-E-KARIM SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM ⭐

 

Hazrat Jabir Bin Abdullah رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain k Hum Me Se Kisi Ansari k Ghar Ladka Paida Huwa To Irada Huwa k Us Ka Naam MOHAMMAD (ﷺ) Rakh Diya Jaye

Sho'aba Ne Mansoor Ki Rewayat Me Kaha k Ansari Ne Bataya k Main Us Ladke Ko Apni God (Lape) Me Le Kar NABI-E-KARIM ﷺ Ki Khidmat-e-Aqdas Me Hazir Huwa

Suleman Ki Rewayat Me Hai k Us k Ghar Ladka Paida Huwa To Irada Huwa k Us Ka Naam MOHAMMAD (ﷺ) Rakh Dein

NABI-E-KARIM ﷺ Ne Farmaya k Mera Naam Rakh Lo Lekin Meri Kuniyat (Abul Qasim) Na Rakhna Kyun k ALLAH TA'ALA Ne Mujhe Apni Nematein Tumhare Darmiyan Taqseem Karne k Liye QASIM Banaya Hai

Hosain Ki Rewayat Me Hai Mujhe ALLAH TA'ALA Ne Tumhare Darmiyan Apni Nematein Taqseem Karne k Liye QASIM Bana Kar Mab'oos Farmaya Hai

Hazrat Jabir رضي الله تعالٰی عنه Se Dusri Rewayat Me Hai k Un Ka Irada Huwa k Bachche Ka Naam QASIM Rakh Len To NABI-E-KARIM ﷺ Ne Farmaya k Mera Naam Rakh Lo Lekin Meri Kuniyat Na Rakhna.

 

➡ SAHIH BUKHARI, JILD 3, KITAB FARZ UL KHAMS, HADEES 3114.

 

Arwah E Salasa Mai Qasim Nantuvi Na Khud Ko Innama Ana Qasim(Hadees) Kaha

 

 

 

 

post-15808-0-33153500-1431254919.png

post-15808-0-84591900-1431254675.png

 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...