Jump to content

Ilm E Ghaib Ki Nafi,,,,peer Mahar Ali Shah Se


Brailvi Haq

تجویز کردہ جواب

Is aitraz ka jawab chahiay

Salam alayqum,

 

Meray bhai kabi kitab khud dekh leeya karen. Ek safa agay likha heh kay RasoolAllah say woh ilm e ghayb chupa heh joh bila-wasta ho. Ham toh RasoolAllah ka ilm e ghayb wasta e illahi mantay hen. Is'see kitab ka aur isee chapter ka pura bab par lenh, baat wazia ho jahay gee.

 

Yeh lenh, direct link heh bab ka:

http://www.pirsahibgolrasharif.com/Books/Ala%20Hazrat%20sahib/Eelaa%20au%20kalimat%20illah/Eelaa%20au%20kalimat%20illah.html#p=117

 

Pir Sahib rehmatullah nay bi wohi tareef e ilm e ghayb ki heh joh Sahib e Jaa Al Haq nay ki heh. Baqi pir sahib nay Ilm e ghayb joh Allah ka heh. Pir sahib ki ibarat heh; "... jis par hawadis ka inkishaaf farmatay hen toh yeh ilm e ghayb mein dakhal nahin ..." Ilm e Ghayb ko jumla ma qabal ki taraf lotaya yehni: "... ghayb naam heh us cheez ka jo hawas o zahira o batina kay idrak o ilm badi aur istidlali say ghayb ho ..." Toh ibarat ka mafoom yeh hoga, "... jis par hawadis ka inkishaaf farmatay hen toh yeh ilm e ghayb [jo hawas o zahira o batina kay idrak o ilm badi aur istidlali say ghayb ho] ghayb mein dakhal nahin ..." Aur Pir Sahib nay esay ilm ko Allah (subhanahu wa ta'ala) say mansoob keeya: "Aur yeh ilm Hazrat Haq subhanahu kay saath mukhtis heh." , Yehni esa ilm e ghayb Allah (subhanahu wa ta'ala) kay leyeh khaas heh aur yahi aqeeda e ahle islam heh. Aur jis Deobandi nay is ko qubul keeya, us nay nazriyat e ahle islam ko qubul keeya. Phir Pir Sahib RasoolAllah (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) kay ilm e ghayb ki nisbat farmatay hen: "Aap (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) say manfi woh ilm e ghayb heh joh bila-wasta ho." Jis say sabat huwa kay Pir Sahib Ilm e Ghayb bila wasta kay makhfi honay ka nazria rakhtay hen Ilm Ghayb ba-wasta e illahi kay munkir nahin. Agay mazeed is'see ilm e ghayb ba-wasta e illahi ko Pir Sahib nay itla ghuyub mein gina. Ek aur khaas baat, pir Sahib rehmatullah nay sirf itlahat e Ghayba kay baray mein kalam farmaya heh - mushaydaat aur samat e ghuyub par kalam nahin farmaya. Is'see waja say Pir Sahib nay yeh uppar wali behas ki.

 

 

 

 

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

جناب,میں نے کتاب ڈاؤن لوڈ کرنے کی پوری کوشش کی تاکہ خود پڑھ سکوں کہ ماجرا کیا ہے مگر یہ کتاب نہیں ملی اس کے بعد یہ یہاں پوسٹ کی.......اور آپ کا لنک اوپن نہیں ہورہا,,,اگر آپ وہ مذکورہ پیج یہاں لگادیں سکین کرکے تو مہربانی ہوگی

Link to comment
Share on other sites

جناب,میں نے کتاب ڈاؤن لوڈ کرنے کی پوری کوشش کی تاکہ خود پڑھ سکوں کہ ماجرا کیا ہے مگر یہ کتاب نہیں ملی اس کے بعد یہ یہاں پوسٹ کی.......اور آپ کا لنک اوپن نہیں ہورہا,,,اگر آپ وہ مذکورہ پیج یہاں لگادیں سکین کرکے تو مہربانی ہوگی

In sb pages ko achhi trah study kry

najdee jahilo kay aitraaz ka total answer usi book ma given ha, oar wo bhe khud Peer Sahb kay mubarak qalam say

 

post-16911-0-73600900-1470722858_thumb.jpg

 

post-16911-0-54220400-1470722895_thumb.jpg

 

post-16911-0-93995200-1470722921_thumb.jpg

 

post-16911-0-87881600-1470722948_thumb.jpg

 

post-16911-0-02881600-1470723095_thumb.jpg

 

post-16911-0-58210900-1470723190_thumb.jpg

 

post-16911-0-76257800-1470723234_thumb.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...