Jump to content

Hadees Ko Kaise Samjhen

Abdullah Yusuf

تجویز کردہ جواب

Hadeeson ko samajhne k liye humare pas kya zaraye (Resources) hain

Kyun k maine bohaaat sari aesi hadeesen parhi hain jo bohaat ajeeb hain or jin ko samjhna bohaat mushkil huwa hai
kuch aesi hadeesen hain jinhen parh kr log murtad ho jate hain or isi wajah se qurani muslims aik firqa nikal aya tha jo sirf quran ko mante they hadees ko mante hi nai they
Ab mujhe sirf itna janna hai k hadees ko samajhne k liye humare pas kya kya zaraye mojood hain

1.HADEES KI SHARAH

Mujhe sirf hadees ko samajhne k liye is aik cheez ka pata hai k hadees ki sharah se hadees ko samjha ja sakta hai lekin is k ilawa sharah k ilawa hadees ko kaise samjhen 
agar us hadees ki sharah bhi mojood na ho tau ap hadees ko kaise samjhen ge 
sharah k ilawa humare pas or kya zariye hain hadees ko samajhne k plz jawab den

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

(bis)

(salam)

Sunni Ulama-e-Kiram say rabita farmain.

Ya tu bil-mushafa mulaqaat ka sharf hasil karain ya social media bhi use kiya ja sakta hay etc.

For example: isi islami mehfil par post karain apnay question ya Ap is Whatsapp #: 0333-3143287 k zaree'ay Ask Imam Question Answer Service say faida utha saktay hain.

Ahadees-e-mubarka ko samajhna bgher kisi sunni aalim sahib say madad liay huay hamaray liay na-mumkin hay.

Qurani (naam-nihaad) firqa muslim nahi hay.

Agar koi Hadees Paak ko parh kar murtadd ho jaey tu is main Hadees Shareef ka koi qsoor nahi hay (bal-kay yi tu Hadees Paak ka kamaal hay kay Baatil ko Haq sy door kar diya).

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...