Jump to content

AhleHadees Ka Manhaj


Talinenoor

تجویز کردہ جواب

Janab Aap Ki Baat Tab Durust Sabit Hooti Hai Jab Ijma Wa Qayas ki Quran Wa Hadith Main Mumaniat Aayi Hoo Jab Keh Aisa Nahi .....................

.............aap ki post mukammal parhne keh baad sirf yehi mahsoos hota hai aap apne moqqaf ko apne masalik ki shksyat keh aqwal keh zarye thoop rahee hain jab keh yeh baat us waqt durust hoogi jab janib e mukhalif aap keh maslak ka peero hoo pahle tu janab aap apne maslak ko sahih sabit karne keh liye quran wa hadith se sabit karen phir apne moqqafko paish kenre keh liye apne ulma keh dalail dain ...

.........chonkeh aap keh maslak main yeh nazariya kaafi aam hai keh sunni ulma keh haan shksyat parasti hai jab keh aap ka topic parhne keh baad koi dosri jamat ka mubtadi talib-e-ilm bsamjh sakta hai keh is thread main sirf aik hadith byan ki gayi hai ,aur us ka b apni man mani taweel karne keh baad is main Kahin ALLAH Wa Rasool ki baat nhi ...

.........yeh mutazad batain hain jin ki taraf tawajjah karna zaroori hai chonkeh munafiq ki alamat main se aik yeh b hai keh us keh qol aur fail main tazzad hota hai ....

Link to comment
Share on other sites

Aap Ney Likha Jis Ki Bat Quran-o-Hadees Key Khilaf Hoo Usko Hum Deewar Per Dey Martey Hain?

Kiya Aap Is Baat Sey Mutafiq Hain???

Aik Shakhs Bidat Per Amal Kerey Kiya Aap Usay Bidati Kahain Gey? Tu Aik Shakhs Kufr Kerey Kiya Aap Usay Kafir Kahain Gey?

Merey In Suwalat Per Kafi Soch Ker Jawab Dejiye Ga.. Kiyon Key Aapkey Jawab Key Baad Mein Ney Kuch Suwalat Kerney Hain.. Jin Sey Aapkey Maslak Key Q'ol wa Fail Ka Mawazana Hoga...

Link to comment
Share on other sites

Aap Ney Likha Jis Ki Bat Quran-o-Hadees Key Khilaf Hoo Usko Hum Deewar Per Dey Martey Hain?

Kiya Aap Is Baat Sey Mutafiq Hain???

Aik Shakhs Bidat Per Amal Kerey Kiya Aap Usay Bidati Kahain Gey? Tu Aik Shakhs Kufr Kerey Kiya Aap Usay Kafir Kahain Gey?

Merey In Suwalat Per Kafi Soch Ker Jawab Dejiye Ga.. Kiyon Key Aapkey Jawab Key Baad Mein Ney Kuch Suwalat Kerney Hain.. Jin Sey Aapkey Maslak Key Q'ol wa Fail Ka Mawazana Hoga...

 

Sag-e-Attar sahib,

Kissi ko makhsoos shakhas ko kaafir kehna aasaan nahin hai. Iss per tafseeli bahes hai k kab kissi per kafir ka hukam lagaea jae ga. Zaroori nahin hota ke kufer kerne walw per kaafir ka hukam bhi lage jab tak hujjat mukamal na ker li jae. baherhaal yeh tafseeli bahes hai.

Doosra main yeh clear ker dena chahta hoon k Ahlehadees Ulma se poochne ya unn ki baton ko qabool kerne ke khilaaf nahin hain kion k yeh taqleed nahin hai. Taqleed hoti hai bila daleed baat manana. Tafseel k liye Taqleed wala topic parhen

http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=2718

Haan, jab kissi ki baat daleel ke khilaaf aa jae to phir uss ko radd ker dia jae ga chahe koi bhi ho.

Wasalam

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...