Jump to content

Syedi AbdulAziz Dabbagh aur 2 biwiyo walay waqiay par Aaitaraz


Khalil Rana

تجویز کردہ جواب

  • 6 months later...
  • 4 years later...

jo cheez ahmed raza sahab ne likhi wo ghalat hai ......

 

ku k ahmed raza sahab ne jo likha wo thora bht apne se azafa kar k hazir wa nazir ko sabit kiya

 

ab us book me waha kia likha hai sirf sawal poocha gaya hai chothay palang par kaun tha ?

 

yeh nahi kaha main tha ya kuch aur ...........

 

jb k ahmad raza sahab ne kiya likha hai .......

 

chothay palang par main tha .peer murred se kabhi juda nai har shan sath hai ........

 

yeh bat kaha likhi hai us book main sabit to kijiye

Edited by IQRAR
Link to comment
Share on other sites

syed abdul aziz dabagh ka tou masla hi koi nahi hai... masla tou ye hai k ahmed raza sahab ne apnay paas se jo ilfaz beech mei thok diay, kya wo wahan per majood hain????

 

"ARZ KIA HAN AIK PALANG KHALI THA , FARMAYA IS PAR MAIN THA."

 

inn pooray 2 pages per is terah ki koi baat nahi likhi k hazrat farmatay ho k

 

"USS PALANG PER WO THAY".................. ya aati hai????

 

tou ahmed raza sahab ne apni baat sabit karnay k liay khud se hi aik line beech mei daal di aur ilzam dai dia aik wali ullah per??

 

issi page per jahan under line kia hua hai... uskay next line mei iss waqya ka essence....(yani k kashaf ka saboot hai) lakin ahmed raza sahab ne ye baat khud se laga kar k "palang per hazrat thay" sath hi apna asal maqsad sabit kar dia k peer sab har time mureed k saath hotay hain?

 

halankay uss waqt b jab wo apni biwi k saath ham bistari kar raha ho........

 

Aur ye k mureed ki biwi ka peer se koi pardah nahi??

Link to comment
Share on other sites

AAPKI 1 BAAT MANLETE HAI LEKIN MERA AAKRI SAWAAL PADHE

 

TOHEEDI BHAI AASHIQ ALI SAHAB NE KAHA RUHANIYAT SE DOOR NAHI JB KE KHANSAHAB NE KAHA :

 

ARZ KIA HAN AIK PALANG KHALI THA , "FARMAYA IS PAR MAIN THA"

 

AB YAHA RUHANIYAT SE YA HAZIR NAZIR YAANI ALLAH KE NOOR SE DEKHTA HAI KI TAVEEL NA DE KE KHANSAHAB NE KAHA MAI WAHA THA TO BATAYIYE

 

uss waqt b jab wo apni biwi k saath ham bistari kar raha ho........ Aur ye k mureed ka aur mureed ki biwi ka peer se koi pardah nahi??

Link to comment
Share on other sites

  • 3 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...