Jump to content

Badmazhab & Ahlekitab Se Shadi?


Mutlaashi

تجویز کردہ جواب

bismillah.gif

saw.gif

salam.gif

 

Us shaksh k baray main kia hukam hay jo k aik apnay aap ko Sahi Aqeeda Sunni (Brailvi) keh ta hay laikin us ki bv badmazhab hay wo shakhs is shahdi ko jaiz samjh ta hay aap mujhay is k baray main fatwa dain

 

 

 

Ahl-e-Kitaab say shahdi jaiz hay, kia us ko musalmaan ker k shahdi ki jai ya wo mard or aurat kufar ki halat per rahay or muslman mard or aurat us say shahdi ker lay kia aisa shariat main jaiz hay or Maslak-e-Ahl-e-Sunnat kia keh ta hay

 

 

 

Bra-e-Madina mujhay mery in dono sawalaat k jawab main fatwa inayat fer main ain nawazish ho gi

 

Mujhay jald as jald in 2 sawaloon per Fatwa day dain plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

 

fi_aman_allah.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

 

Us shaksh k baray main kia hukam hay jo k aik apnay aap ko Sahi Aqeeda Sunni (Brailvi) keh ta hay laikin us ki bv badmazhab hay wo shakhs is shahdi ko jaiz samjh ta hay aap mujhay is k baray main fatwa dain

fi-aman:

(wasalam)

madina ap ko in fatawa se apnay swal ka jawab mil jayega:

 

 

bad_maz_hab.GIF

 

badmaz_hab.GIF

 

badmazhab_se_shadi.GIF

 

 

 

 

Ahl-e-Kitaab say shahdi jaiz hay, kia us ko musalmaan ker k shahdi ki jai ya wo mard or aurat kufar ki halat per rahay or muslman mard or aurat us say shahdi ker lay kia aisa shariat main jaiz hay or Maslak-e-Ahl-e-Sunnat kia keh ta hay

 

 

 

ahl_e_kitab_se_nikah.GIF

 

 

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

 

Dear main nay aap ka fatwa us shaks ko dikhaya to us nay parha or phir keh nay laga k is fatway main jo hadees hay is k mafhoom main BAD MAZHAB k alfaaz kahan hain, to ab mera yeh kah na hay k wo keh ta hay k mujhay aisi hadees dikhao jis main bazmazhab ka zikar ho to dear mujhay koi aisa fatwa ya hadees dain jis main badmazhab ka naam lay ker hadees ya koi hawala ho main aap k rely ka wait karon ga

 

Sajid Ali (Mutlaashi)

post-1874-1218111259.gif

Link to comment
Share on other sites

wo keh ta hay k mujhay aisi hadees dikhao jis main bazmazhab ka zikar ho to dear mujhay koi aisa fatwa ya hadees dain jis main badmazhab ka naam lay ker hadees ya koi hawala ho main aap k rely ka wait karon ga

 

Sajid Ali (Mutlaashi)

(salam) ;

 

yei shaks khud badmazhab man raha hai phir kia rah jata hai?

 

aap us say pochain Hadis e Sharif mai Allah azzawajal kay pyaray Rasul alaihisSlam nay kin say dur rahnay ka mashwara dia kaafir say tu insan aisay he dur rahta hai , zara si aqal wala insan bhe samgh sakta hai kay yei Hadis un he loago kay baray mai hai jo bazahir islam ka dawa kartay hai unhee ki muta'allik Nabi pak alaihisSlam nay irshad farmaya jis ka mafhoom hai kay ' Un say nikah na karo , Un kay sath khao peo na , Un kay iyadat pay na jaoo, Un ki Janaza na prho kahee wo tumhain fatnay mai na dal dain kahee wo gumrah na kar dain'

 

Allah azzawajal us bhai ka seena khol day aur Iman ki sacchi tarap ata farmaiay aur badmazhabo say du'r rakkhay hamaisha aamin summa aamin

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...
  • 4 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...