Jump to content

ghar mein namaz parna kaissa hai?

Bismillah

تجویز کردہ جواب

Salaam2.gif

1-) farz karein k agar ASAR ki namaz 5h00 baje hoti hai, aur abhi us ka waqat 6h15 baje tak hai. ab agar koi shaks kaam se ghar aya 5h30 par. zahri baat hai ke jamat to hogai na. to ab kya us shaks ko masjid mein ja kar akele namaz parni hogi ya ghar mein bhi pard sakta hai.

2-) agar koi zuhar ki namaz nahi parta aur wo asar ke waqat zuhar ki qaza kar k parta hai, to usey pehle konsi namaz parni ho gi? zuhar ki qaza ya phir asar ki. halan k abhi asar ka waqat kafi baqi hai, (30min)

3-) zuhar ki qaza kya wo tehfeef ke saath pard sakta hai ya nahi?

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

1)- Aghar uss ki namaz qaza ho gai hai tu woh ghar mein bhi par sakta hai laikin zahir see baat hai ke Masjid mein parne ka abb bhi sawab zyada hai kyon ki woh Namaz ke liye masjad chal kar jai ga tu har qadam ke badly bhi uss ko naiki milay gi aur hadith shareef ke mutabiq masjid mein har saanse per aik naiki milti hai abb app khudh andaza laga lain.

2)- Pehly asar ki par lai aur phir zuhar ki qaza kar lai kyon ki abhi asar ka waqt hai so asar ki par kar zuhar ki qaza hai tu uss ke 4 farz par lai.

3)- Mujhe iss Question ki samajh nahi aai :(

Link to comment
Share on other sites

han bilkul us shaks ki bohat sari qazaa namazein rehti hain jo k us ne pehle zindagi mein nahi pardi thi. ab wo shaks sirf fajar ki qaza namazein parta hai ta k pehle yeh khatam ho jaey phir zuhar ki shuru karega ka. lekin asar k waqat wo sirf asar ki namaz parta hai aur zuhar ki qaza.

fajar ki qaza ya to wo fajar se kuch der pehle parta hai ya phir magrib ya isha ke waqat. to iss surat mein tehfeef jaiz hai k nahi?

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

2-) agar koi zuhar ki namaz nahi parta aur wo asar ke waqat zuhar ki qaza kar k parta hai, to usey pehle konsi namaz parni ho gi? zuhar ki qaza ya phir asar ki. halan k abhi asar ka waqat kafi baqi hai, (30min)

(wasalam)

ager wo sahib-e-tarteeb hay aor abhi waqt bhi baqi hay to pehlay zuhr parhni hogi .... ager wo sahib-e-tarteeb nhi to pehlay asar bhi parh skta hay .... ager sahib-e-tarteeb hay mager waqt baaqi nhi phir bhi pehlay asar parhay...

Sahib-eTarteeb wo khush qismat musliman hay jis ki baolghat k bad saari zindagi kabhi 6 nmazain aik sath ikathi lgataar qaza na hui hoon...

fajarki qaza ya to wo fajar se kuch der pehle parta hai ya phir magrib yaisha ke waqat. to iss surat mein tehfeef jaiz hai k nahi?

Jaiz hay

Edited by Usman Razawi
Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou!

agar kissi shakhs ki aankh us waqat khuli keh fajar ka time nikal chuka yani keh suraj niklay huay farz karain keh 25 minut guzar chukay to us waqat wo shakhs wuzu kar kay jab namaz paray ga to niyat kiss tarah karay ga? yani kya niyat karay ga?

bohat shukrya!

نیت تو قضا نماز کی ہوگی

p108.gif

Link to comment
Share on other sites

  • 5 years later...

1)- Aghar uss ki namaz qaza ho gai hai tu woh ghar mein bhi par sakta hai laikin zahir see baat hai ke Masjid mein parne ka abb bhi sawab zyada hai kyon ki woh Namaz ke liye masjad chal kar jai ga tu har qadam ke badly bhi uss ko naiki milay gi aur hadith shareef ke mutabiq masjid mein har saanse per aik naiki milti hai abb app khudh andaza laga lain.

2)- Pehly asar ki par lai aur phir zuhar ki qaza kar lai kyon ki abhi asar ka waqt hai so asar ki par kar zuhar ki qaza hai tu uss ke 4 farz par lai.

3)- Mujhe iss Question ki samajh nahi aai http://www.islamimehfil.info/public/style_emoticons/#EMO_DIR#/sad.gif

Link to comment
Share on other sites

Assalamualikum, are janab maafi chahunga magar ik darkhwast h, meharbaani krke galat baat naa bataye.

Asar ki namaz agar phle padhne ko bata rhe h aap to ye bhi bataye ki Asar aur Magrib k darmiyan me koi namaz ni padhi jaa sakti.

Umar (ra) irshad farmate h: rasoollulaah sallallahu alihiwassalam ne fajr k baad suraj nikalne tak aur asar k baad suraj doobne tak namaz padhne se mana kia. (sahih bukhari - book#10, hadees #555).

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...