Jump to content

Kashf Ul Israr, Mushkil Kusha Koon Or Ya Junaid Walay Aetraz Ka Jawab.

Shan E Raza

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam) Assalam-o-Alaikum .unho nein mere jawab k khilaf yeh post ki hai jawab jald chaiye.

Qadri Attari bhai tamam wahabi jahiloon kay sawalat kay jawabat is topic mai mujood hain.

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=2286

App bhut acha kam kar rahai hain, jo wahabion ko different forums par tackle kar rahai hain.Keep it up.

Aik mashwara hay Jab wahabi Ahle Sunnat par aiteraz aur tabbara kai liay "RazaKhani"use karian tu app jawaban unhay "Ismaili wahabi" kahain. Aur jab barelvi kahain tu unhay "Najdi wahabi" kahain.

Yeh inn ke asal pehchan hay. jo yeh chupatay hain.

aik aur guzarish app topic kaa naam sawal kay hisab sai rakha karian....ta kay baad mai koi jab topic kaa naam dekhay tu samjh jiay iss topic may kia discuss howa hay...Yeh Bhut Zaroori hay.

Shukriya

Link to comment
Share on other sites

Shukriya bhai theek hai aap jaisea kahein .us ko apni ktabo ka pata nahi hai dosro ki kitabo par aitraz kar raha hai.is ki aik aadat buhat hai wo yeh k yeh sirf apni hi baat karta hai dosare ki nahi sunta khair hamara kaam to unhe Haq ka rasta dikhana hai .or yeh kaam zindagi barh karte rahe gaye .Inshallah

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Buhat buhat shukriya Khalil Rana Sahib .Lekin un wahabio nein us post ko band kar diya hai .Jabh hamari bari aati hai to yeh log aisa hi karte hai .

ji bilkul mein ne wo topic dekha hai....lol

aap k 3 questions ki reply ho gae the baqi jab dekha k ans to sahi mil rahe hein to topic hi close ho gia...

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)
(bis)

qadri attari bhai aap yeh hawale usi site per new unwan bna ker zroor post ker dein . khalil rana

(bis)

(ja)

But Muhtaram Khalil Rana sahib abh unho nein sabh debate wali posts ko delete kar diya hai or warning di k debate section k ilawa or kisi jagha par koi ikhtalafi thread nahi likh sakta .isi liye abh mujhe debate section k open hone ka intazar karna hoga .main aap ka or un sabh bhaiyo ka buhat buhat shukar guzar hoon jinho nein meri madad ki Allah Azawajal aap sabh ko is ka ajar ata farmaye or aap ko logo tak haq pohcate rehne ki tofeek ata farmaye.Ameen

Edited by Qadri Attari
Link to comment
Share on other sites

Abh to mein waha koi post bhi nahi kar sakta kiun k unho nein mujhe ban kar diya hai .3 jan ko ban utha liya jaye ga.or ban karne ki koi sahi wajah bhi nahi bataye.meri hanfi muslima se guzarish hai k aap waha ja kar shikkyat wale section mein ja kar mere naam ki thread bana kar un se poche k Shan Aslam nein konse rule ki khilaf warzi ki hai.umeed hai k pehle ki tarha koi khas jawab nahi mile ga.Allah Hafiz

Link to comment
Share on other sites

  • 6 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...