Jump to content

aurat ka shaadi k baad apney shohar ka name lagana jaiz hai ??


Muhammad_Adnan

تجویز کردہ جواب

Kiya kehtey hain muftiyan e Karaam in swaalon k jawaab main k

kiya Aurat k liye yeah zaroori hai k woh apney name k aagey

apney shohar ka name lagaye??

kiya Aurat ka apney name k aagey apney shohar ka name likhain ger Sharai hai ??

mazeed yeah bhi batain kiya aurat ka apney shohar ka name lena makrooh hai ??

 

JazakAllah

Link to comment
Share on other sites

G bhai main maazrat karta hoon ke jawab pora nahi tha.

 

baqi ka jo hai woo bhi InshaALLAH junhi mujhy mila main puhncha donga. Jitna ho saka tha woo kar diya tha maine.

 

maafi chahta hoon hazrat lekin yeah mere sawaal ka mukammal jawab nai hai...

 

lekin phir bhii..

JazakAllah khair

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(al) Ameer e Ahlesunnat (m-a)ny apnay aik Madani muzakra main aap k is sawal ka tashaffi baksh jawab enayat farmaya hai.

Wassalamu ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(al) Ameer e Ahlesunnat (m-a)ny apnay aik Madani muzakra main aap k is sawal ka tashaffi baksh jawab enayat farmaya hai.

Wassalamu ma'alikram

 

 

jazakAllahuKhairan!!!!!!!!!!

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...
On 4/24/2009 at 1:43 AM, Adnan Mukati said:

kiya Aurat k liye yeah zaroori hai k woh apney name k aagey apney shohar ka name lagaye??

 

Naheen aesa karna zroori naheen hay.

 

 

On 4/24/2009 at 1:43 AM, Adnan Mukati said:

kiya Aurat ka apney name k aagey apney shohar ka name likhain ger Sharai hai ??

 

Naheen aesa krna ghair shari naheen, aorat apnay naam k aagay apnay shohar ka naam likh skti hay is main harj naheen, lga bhi skti hay.

 

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29449

 

 

On 4/24/2009 at 1:43 AM, Adnan Mukati said:

mazeed yeah bhi batain kiya aurat ka apney shohar ka name lena makrooh hai ??

 

Aorat kaapnay shohar ka naam lena makrooh naheen, han magar aorat ka apnay shohar ko naam lay kar PUKARNA makrooh-e-TANZEEHI hay.

 

 

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29450

Link to comment
Share on other sites

  • 4 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...