Jump to content

Munafiqat of Gustakh-i-Idrisia exposed


bud

تجویز کردہ جواب

In malomat ko yahan day rahay hain.is martaba masjid ka naam Masjid Abdul Rahim Uwaiza

 

Likha ha .cholo tota phota hi sahi kuch os masjid ka hadod darba to bud ne likh hi diya ha

 

Aur bohat jald ghustakh idrision ka yeh jhot bi pakra jaye ga insha Allah.

 

Bas kuch intazar karna paray ga tehqiq ke liye.phir jab yeh jhot bi sabat ho jaye ga to

 

Bud kohi aur bahana kare ga ya yeh keh day ga ke yeh jhoti malomat to sheikh amin kazab ne to nahi di thin yeh to kisi aur ne di thin.han na bud?

 

Befikar raho sunnion ke jootat aur sheikh amin ka saar honay meh kohi ziyada dair nahi ha.

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Sab dekh len kon dhit, bayhis munafiq hay, kis men sharam or ghairat nahi.

 

jahan tak mujhay yad parrta hay "anwar200" k nam se post kar rahay is shakhs nay topic "Who is (Jinab-i-)Shaikh Amin (Sahib) in Multan" men kaha tha k agar men Maarfat wali Hadith ka hawala la dun ga to ye apni gustakh buhtan-goi ka silsila band kar de ga--meri ittefaq se ek kitab men Maarfat wali Hadith par nazar parr gai or wo hawala men nay us topic men post kar diya phir bhi is dhith munafiq ne apni gustikhian jari rakhin. is Gustakh-i-Idrisia yani anti-Idrisia propagandist ki munafiqat ki ye do aur nishanian sab dekh len--ye expose ho gaya hay.

 

Meri Allah se dua hay k Multan men Idrisia Silsila k khilaf propaganda chala rahay buhtan-go bay-adab munafiqon ko har jaga isi tarah zillat ho jaisay yahan hui hay, har jaga ye isi tarah bay-naqaab hon, halaak hon--Laanat-Allah-i-alal kazibeen;

 

Aur Haq k sachay serious Talibon ko Allah khulay dil or dimagh se Haq dekhnay or qabool karnay ki taufiq ata farmaey, Allah unhen hidayat day or unhen Multan ka mamla mehsoos karaey (jo sachay Musalmanon k liay Rahmat or Salaamti ka samandar hay). Wa ma-alaina illal-balaagh.

Edited by bud
Link to comment
Share on other sites

who is sheikh amin ke thread par post no 168 per tum ne aik hawala diya tha (I happened to see the hadith about Maarifah in The History of Muslim Philosophy by M.M.Sharif, Volume-I, p.214, which was published in 1963, long before Syedi Amin may have been lecturing.

 

I am talking about the Hadith said to be quoted by Syedi Amin that Rasul-Allah said that full Maarifa of God had not been possible even for him)

tum se sawal kia giya tha ke M.M.sharif kon ha is ne kis hadees ke hawalay se marfat ke ilm per qa ji ko uboor nahi tha (maz Allah) reference diya ha?m.m. sharif kohi sahabi ha kohi walli ha?kohi imam ha?is ki baat kisi hadees ke mokabil kohi sanad hatmi ha?yeh banda kon ha ke os ki baat ko tumharay kehnay se qabol kar lia jaye?awo zara is baat ko to clear kar do na?

lannat ha jhoton per.jab m.m.sharif ko tum bi nahi janty to tum ne apnay dil ko tasali danay ke liye aik aur jhot ka izafa kar diya

likin nakami aur zilaat hi idrision ka moqadar ha.ager ho skay to m.m. sharif ke bare meh likh do hahaha

aur han aik kaam kro ke sheikh amin ki sab website se yeh baat remove kar do ke wo kazab 30 sal tak imam tha aur masjid un-noor ya masjid hazrat bilal ka nahi Masjid Abdul Rahim Uwaiza ka imam tha hahaha dekho mein to tum ko acha mashwara day raha hon

aur yad rekho ke bohat jalad tumhara Masjid Abdul Rahim Uwaiza ka jhot bi benaqab ho jaye ga insha Allah.aur os ke bad kis masjid ka naam do gay wo bi abhi yahan likh do kiyon ke tum log phir se apni baat badal do gay.

haqeeqat yeh ha ke sheikh amin abhi tak apni tamam tar kufriyat Allah Nabi (pbuh) per jhot aur badtareen ghustakhion ke bawojad garifat meh nahi aya mager yah rekho ke wo waqat door nahi ha jab yeh ghustakh qadyani agent apny mantaqi anjam ko puhanch jaye ga insha Allah.phir tum kia kro gay?

 

Link to comment
Share on other sites

"anwar200" jaisay wajibul qatal murtidon buhtan-go kazzabon munafiqon se baat karnay ka koi faida nahi

 

sachay Musalmanon se kehta hun k jab ek Shakhsiat k kehnay se pehlay aik Hadith quote ho rahi hay to un Shakhsiat par ye buhtan kaisay bandha ja sakta hay k unhon ne Aqa Ji par jhoot bandha? NauzuBillah.

 

yaad karata chalun k maarifat wali Hadith ki wazahat bhi kar chuka hun:

"Sahih Bukhari Kitabu-Tauheed Hadith No. 2357 narrated by Hazrat Sabit Abu Hamza in the presence of Hazrat Ans bin Malik (the original narrator of the Hadith) explains how Aqa Ji's Shafaat would take place. It is explained by Aqa Ji in this Hadith of Bukhari that for Shifaat he would praise Allah with such praises that was impossible for him to do now. Bukhari ka so-called Sunni Tarjuma by Abdul Hakim Shahjehanpuri jo Farid Book Stall, Urdu Bazaar, Lahore ne publish kia hay us men p.951(Vol-III) men yeh tarjuma hay: "Mujhay aisi Hamdon ka Imam kia jaey ga jin k saath men hamdo sana karun ga or wo mujhay ab yaad nahi".

This Hadith is also in Sahih Muslim Kitabul Iman Hadith no. 479 jis men is ka tarjuma Azizu Rehman ne ye kia hay (Vol-I, p.256): " Men us k samnay kharra ho kar us ki aisi hamdo sana karun ga k aaj men us par qadir nahi, wo hamdo sana Allah usi waqt ilqa farmain gay."

This Hadith is similar in meaning to the Hadith being quoted in your propaganda as it explains that Aqa Ji would finally have full maarifa but did not have full maarifa at least at some point in his physical lifespan on earth -- as for example also in childhood-- as for him "Walal aakhiratu khairu-laka minal oola"-- so potentially he has always had full maarifa which would gradually be revealed to him. Thus the Hadith quoted by Syedi Amin is authenticated by this mutafiq-alaih Hadith."

Link to comment
Share on other sites

lanaat bey shomar qadyani freemason idrison per .pehly baat to yeh ha ke tum ho hi wohi H ab tum jaisa behis to kohi

aur nahi ha saab jantay hain ke mera sawal kia tha sari purani thread meh bi wo sawal abhi tak likha howa ha jo mein yahan phir se paste kar don ga ta ke tum kohi farar ya mazid jhot bolo bi to zilat mazid tumhara moqadar banay.

sawal phir ghor se soun lo sheikh amin kazaab ne jo biyan diya tha ke Aqa ji ne bhi apnay mutaliq aik bar keha tha ke marfaat ka ilam mayray uboor men bhi itna nahi aata.ok bud samaj aaye ke nahi?ab soun aa H jo sawal tha wo yeh tha ke Aqa ji ne kaab apnay mutaliq yeh keha tha ke marfaat ka ilam mayray uboor meh bhi itna nahi ata?kon se hadees mein yeh baat likhi ha

os ki sanad paish kro?aa jawab day ke kis hadees ki kitab meh yeh baat ha ke Aqa ji ne yeh keha hon ke marfaat ka ilam mayray uboor meh bi itna nahi ata?Aqa ji ka yeh biyan sheikh amin kazab ne kis hadees ki kitab meh pera tha bata os kitab ka naam jis mein yeh likha howa ha ? tum kia hum sunnion ko is qadar bewakof samjtay ho ke tumhari jhoti baton ka itbar kar lain?

Link to comment
Share on other sites

MERA SAWA KAL BI YEH THA KE HADEES KA REFERENCE DO JIS MEH AQA JI KE YEH ILFAZ HAIN KE MARFAAT KA ILAM MERAY UBOOR MEH BI ITNA NAHI ATA? AJ BI YEH HI SAWAL HA IN LIKN PER JAWO AUR KHUD DEKH LO KE MERA SAWAL KIA THA AUR AGER JAWAB LANA HA TO IS SAWAL KA JAWAB LAWO?

http://www.islamimeh...an/page__st__40 POST NO 46

http://www.islamimeh...an/page__st__40 POST NO 80

http://www.islamimeh...an/page__st__40 POST NO 82.84

http://www.islamimeh...n/page__st__100 POST NO 105.110.120

SHRAM KRO KE TUM KIS QADAR JHOTAY HO SAWAL JO HA OS KA JAWAB NAHI DATAY AB BHI GHAIRAT KRO AGER H NAHI HO TO WO HADEES DO JIS MEH AQA JI NE KEHA HO KE MARFAAT KA ILAM MAYRAY UBOOR MEH BI ITNA NAHI ATA?

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

ek baat sahi karta chalun: men nay kaha k ek anti-Idrisia ne khud ko "Baghdadi member" likha lekin baad men pata chala k ye site walon ki taraf se likhaya jata hay jaisay mujhay meri marzi k baghair Idrisi Member ki bajaey Ajmeri Member likh dia gaya--baharhal Baghdadi Member agar nam k sath likha hua tha to is ka adab bhi lazmi tha, doosri taraf site walon ko bhi adab ki wajah se kisi munafiq ko Baghdadi Member nahi likhna chahiyeh.

 

ek baat ye k men nay angrezi se ek jumlay ka tarjuma kartay huay "aghaz" or "anjaam" k alfaaz likhay jab-k adab k ye ziada qarib tha k men us jumlay ka tarjuma yun karta k "is silsila (Idrisia) ki ibteda or inteha Noor-i-Muhammadi hay (Sal-Allahu alaihay wasalam)".

 

ek aur baat raat zehn men ai thi ab yaad nahi aa rahi--koi ghalti na-danista taur par mujh se hui ho to Allah mujhay maaf karay--baharhaal is baat par or is baat k mutabiq baton par men qatai taur par keh sakta hun k yeh Allah ki Qasam sach hay k Syedi Amin ka dil noor hi noor hay jo un se dil milaey ga usay noor hi milay ga.

Mujh men ab kisi bay-adab munafiq ki taklif-deh baten parrhnay ka hausla nahi is liay men nay anti-Idrisia propagandist munafiq ki akhri posts nahin parrhin, in logon k liay mera jawab yehi hay k "Laanat-Allah-i-alal kazibeen".

 

(ye "reason for editing" meri nahi sybarite ki hay--us se mujhay ye umeed nahi thi yeh to kuch ###### lag raha tha--kamazkam us site ka link hata kar anti-Idrisia link to na deta meray naam se--men kehta hun k mujhay ban karo--dono sides kyun nahi dikhatay? Haq kyun chupatay ho?)

Edited by bud
Posting links to sites affliated with such deviants is stricly prohibited. Persistence may lead to a temp/perm ban.
Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Shaikh ameen jo apnay aap ko idrision k peer samajhta hay darasal wohi hay jo meray bhai bar bar yahan batachukay hain, lekin idrision ki ankhon per gumrahi ki patti bandhi hay tabhi to kisi sawal ka dhang say jawab nahi detay. May idrisio ko bohat achi tarah janta hoon, multan bhi gaya tha, tab may ye nahi janta tha k ink kia aqaid hain. Mera aik dost mujhay multan legaya wahan per or bohat si baatain jo meray samnay ai theen wo kabhi or likhoonga, aik waqea jo meray idrisi dost nay mujhay bataya wo may yahan likhraha hoon, ye waqea idrisi dost nay mujhay is liay sunaya k menay us say kaha k multan aai huay hain to aisa kartay hain shaikh sahab k haan say farigh hokar multan k mazarat per hazri deletay hain to usnay meri baat ka mazaq uraya or kaha k ham log mazarat per nahi jatay meray istifsar karnay per usnay ye waqea bataya

" aik martaba jab shaikh sahab karachi may hotay thay raat k waqt Clifton may Hazarat Abdullah Shah Ghazi k mazar k pass say ghuzar rahay thay, mureedeen nay kaha k huzoor aisa karte hain k mazar per hazri deletay hain, ye baat sun kar shaikh sahab ghussay may agai or kaha k bohat mazarat per janay ka shoq hay tum logo ko chalo may tum ko mazar per lekar chalta hoon.

Ye kehkar Hazrat Abdullah Shah Ghazi (R.A.) k mazar k ahatay may agai, raat k taqreeban 12 baj rahe thay or aam din honay ki waja say rush bhi nahi tha, abhi apnay mureedeen k saath aadhi seerhian hi charhi theen k achanak mazar ki sari khirkian or darwaze band hogay, main darwaza khula or usmay say noorani buzurg hasti bahar aai, seerhian utarty huay shaikh sahab k pass aai, shaikh sahab ka haath chooma or kaha k huzoor aap nay q zehmat ki mujhay hukum dia hota may khud hazir hojata"

Ye he wo waqea jo meray idrisi dost nay mujhay bataya, is say andaza lagalijiay k ye idrisi apnay shaikh sahab ko kia samajhtay hain or shaikh ameen apnay aap ko kia samjhta hay.

Olya Karam k barain may aisay aqaid rakhnay wala kisi silsilay ka peer kia sunni kehlanay ka bhai haq dar nahi hay. Allah Taala ham sab sunni bhaion ko is idrisi fitnay say bachnay ki tofeeq ata farmay, Ameen,

Wassalam ATTARIBABA

 

 

Link to comment
Share on other sites

Anwar Bhai Asslam O alaikum,

Aap jis tarah in idrisio ko be naqab kar rahay hain, wo qabil-e-tehsin hay. Allah Taala aap ko jazae khair ata farmaiy.

Ye idrisi jhoot per jhoot bolay jarahay hain, aap k kisi sawal ka inlogo nay sahi or mutmain karnay wala jawab nahi dia. or ye mutmain kar bhi nahi saktay q k in ki bunyad hi jhoot per rakhi gai hay. Ye apnay shaikh ameen ko sunnat ka bohat bara paband kehtay hain, zara si samjh boojh rakhnay walo ko usk sar k balon ko dekh kar andaza hojaega k ye kitna pabande sunnat hay.

apnay mureedeen ko gadhay per sawari karnay ka kehta hay, or mureedeen becharay apnay shaikh k hukum ki waja say gadhay per sawari to kartay hain lekin raat k andheray may wo bhi 2,3 baje k baad taa k koi unko dekh na sakay warna unka mazaq uraya jaega, menay khud in logo ko raat k andheray may 3 baje sawari kartay dekha hay, agar apnay shaikh ka itna hi hukum mantay ho to din k ujalay may gadhay per sawari kar k dikhao tab ham janain k tum ko Aqa ji (S.A.W.W.) ki sannat say kitna pyar hay.

koi bhi shaikh ameen ka idrisi jo mujhe parhay wo iska jawab zaroor day k tum log gadhay per din may sawari q nahi kartay ho..................................q sharam ati hay ? ya dunya k samnay gadhay per baithtay huay mazaq urnay ka dar rehta hay ? ........hahahahahahahahahah.

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

Shaikh Ameen multan wala or Gadhay ki sawari

Mera aik dost Pichlay dino Karachi k ilaqay Gulbahar Peetal Gali gaya, wahan usko apnay kisi azeez say milna tha jo k idrisi hay. usnay jo majra sunaya wo may uski zabani likhraha hoon.

 

" Jab may apnay idrisi azeez jo k mera ham umer hay k ghar pohancha to pata chala samnay gali may jo taqreeb horahi hay wo wahan per hay. maloom kia to pata chala k yahan rehnay walay mukhtasar say idrisi aik taqreeb kar rahay hain. Taqreeb kia hay kis liay hay maloom nahi hua. mera azeez mujhay ander legaya apnay idrisi bhaion say taruf karaya.

 

Menay us say poocha k taqreeb kia horahi hay yahan per to wo kehnay laga k tujhay abhi pata chal jaega. thori dair may menay dekha k tent may bethay huay larkay kehnay lagay k lay ao bhai ab lay ao time hogaya hay. mainay tajussus say dekha k ye kis ko kehrahay hain, dekha k aik ghar k kamray k beruni darwazay say aik Gadhay ko laya jaraha hay or uski halat batarahi hay k usko nahlaya dhulaya hua hay is k saath saath us Gadhay k galay may aik khubsoorat phoolon ka haar bhi dala hua hay. Mujhe ye dekh kar hansi bhi aai lekin jab unmay say 1,2 nay mujhe ghoor ker dekha to may nay apni hansi per qaboo palia.

 

Menay chupkay say apnay azeez say poocha k ye kia horaha hay to wo kehnay laga k Shaikh Sahab ki taraf say taleem aai hay k Gadhay per sawari karo q k Hamaray Aqa ji (S.A.W.W.) nay bhi Gadhay per sawari farmaai hay.

 

Mainay us say kaha k baat to bilkul theek hay k aisa karna Sunnate Rasool (S.A.W.W.) hay lekin istarah karnay ka kia matlab to wo kehnay laga k baat may bataoonga.

 

Phir mainay ye dekha k wo idrisi bari bari us Gadhay per sawar hotay or usi mukhtasar say tent may jo k charo taraf say cover tha may gadhay per ghoomtay. Mainay apnay aziz say kaha k tent say bahar jakar tum log gadhay ki sawari q nahi kar rahay to wo bola k log mazaq uratay hain, hamaray 1,2 idrisi bhai raat ko 2,3 baje Lasbela say golimar chowrangi tak gadhay per sawari kar chukay hain, mainay us say kaha k raat k 2,3 baje q, din k ujalay may gadhay per sawari kar k dikhao to wo bola k hamara mazaq uraya jaega.

Mainay usko jawab dia k ye kaisi taleem hay k sunnat ada karnay ka hukum dia jaraha hay or wo bhi istarah k raat k andheray may or tent k ander rehkar. Sunnat ada karna hay to din k ujalay may bhi karo, koi mazaq urata hay to uranay do to wo bola hamari baatain teri samajh may abhi nahi aaigi, too meray saath Ghulam Rasool bhai k haan chal phir too bhi yehi karega.

 

Menay usko jawab dia k jo log Sunnat to ada karain lekin unko ye dar bhi ho k hamara mazaq uraya jaega to may aisay kisi bhi shakhs ko peer nahi manta. Peer to wo hota hay jo khulay aam Sunnat k dankay bajae or apnay mureedo ko bhi aisa karnay ka hukum day, Ye kehkar may us k pass say chala aya"

 

Dekha aap nay in idrisio ka roop. Baqi aainda bhi inkishafat karoonga. aik baat or aap nay Ulmae Ahle Sunnat say suna hoga k Deobandi or Wahabi k sar per kabhi baal ziada din tak tik nahi saktay ganji tind inki nishanio may say aik nishani hoti hay, Idrisio ka bhi yehi haal hay in k shaikh sahab khud to 40 inch k baal rakhtay hain jo k khilafe Sunnat hay or apnay mureedo ko kuch dino k waqfe say ganja honay ka hukum detay rehtay hain or kehtay hain k uper say taleem aai hay. Allah Taala khud inko benaqab kar raha hay ham to sirf aik zarya hain, Is mozoo per aainda baat hogi , Insha Allah,

 

Allah Hafiz

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...