Jump to content

Imam Hussain(Radi'Allahu Anhu) Was Martyred By Shia


ExposingNifaq

تجویز کردہ جواب

salam.gif

All Sunnis must listen to this speech to undertsand the fact about martyrdoom of Imam e Hussain(Radi Allah Anhu).

 

Shia bhe voh jin ka dawa tha k wooh Shiyan e Ali hain

 

Authentic Shia scholars have confessed that people of Kofa were "Shian e Ali".Those Kofis have written thousands of letter to Imam Hussain(Radi Allah Anhu). promising their support.But when the time comes in "Battle of Karbala" they sell their Eman to Yazeed just for few pennies,join & supported the representatives of Khabees Yazeed.

 

Part-1;

 

Part-2:

Edited by ExposingNifaq
Link to comment
Share on other sites

 

 

 

wase in sahab ne jo kaha ke imam as ko shioon ne qatal kiya tha to janab pehle to aap ko bta doon ke shia ke kiya mani hote hain shia ke mani perokaroon ke hote hain or islaam main jo pehle 2 groh bne un main se ik shiaan e ali as kehalwaya or dosra shiaan e moawiya to aap btana passand karo ge ke wo sab loog shia the ya nai par yaad rakhna ke aap ke haan hadees moshahoor ha ke mere sahaba sitaroon ki manind hain jiss ki bhe perwi karo ge hidayat pao ge to pher to dono garohhon main he shia the is ka matlab howa ke tamaan sahaba shia the??????? or is tarhaan shioon ka haq par hona sabit hota ha ab,shiaan e ali as hazrat ali as ko haq par mante the or shiaan e mowvaiya mouawiya ko or agar ab aap ye kehte ho ke shiaan e ali main sab log shia the(shia se meri muraad aaj ke shia han) to pher bhe shiaoon ka haq par hona sabit ha, kyun hadees mashhoor ha or sab firqoon main mani jati ha ke ALI HAQ KE SATH HA OR HAQ ALI KE SATH , to janab aaj aap ko ik bat btata hoon jo shayad aap pehli bar sun rahe hoon kyunke aap log apni aqal ka istimal to karte nai or apne jahil moulaoon ke peche bhagte rehte ho, wo bat ye ha ke un shiaan e ali as main aksar log gher shia the is ki ik bari daleel ye ha ke wo log hazrat ali as ko 4th calipha mante the jabke ham khilafat e salasa koi nai mante mere kheyal se shia suni tafreek ke liye ye bat bohat aham ha.

 

ab kiya aap ye kehte ho wo sab shia the?

 

jinhe shiaan e ali as kaha gya ha wo sab shia the?(yani hazrat ali as mazhab shia ki tableegh karte the )

 

ya pher ye k un shiaan e ali as main shia bhi the or gher shia bhi.

 

is main se tesri bat sahi ha dallell ke liye tohfa isna ashera ka page par lijiye jisss main likha ha k pehle sunioon ko bhi shia kaha jata tha.

 

k9gbyc.jpg

 

 

2v0iemd.jpg

 

 

 

 

 

mokhtasarran kofa ko hazrat umer ne abad kiya tha or hazrat umer wahaan ke loogoon ko bohat passand karte the.

tabkat ibne sad jild 6 page 3

ik martaba HAZRAT MALIK BIN USHTAR RA ne hazrat usman ke khilaf khuch kaha to sare kofa wale un ke khilaf ho gye(yakeenan hazrat usman ko teesra khalifa mante hoon ge)

tabri jild 5 page 189 misar

kofe main aksariaat hamiaan e usman ki thi or wahan ki ye halat thi ke hazrat ali as ko galliaan di jateen theen.

tabri jild 6 page 141.

hazrat ibnr abbas ne hazrat imam hussain ko kaha ke aap kofe na jayeen wahaan ke ke loog dhoke baz han agar aap ko jana he ha to yaman chale jayeen wahaan aap ke shia mojood hain(ibarat saaf zahir karti ha ke wahaan shia nai the.)

tabri jild 6 page 217.

abeduullah ibne ziyaad ne hazrat hani bin arwa ra se kaha ke jab mera baaap yahaan kagovernor howa tha to us ne yahaan se sare shia qatal kar diye the siwaye tum or tumhare baao ke(janab jab aap ke 5th calaipha ki hakomat aai thi to unho ne jo yahaan par chand sai shia the unho ko bhe marwa diya balke yaheen se nahi balke jahaan jahaan se ho saka)

 

29cuem9.jpg

 

 

 

.

wase is main cheezon ko miss quote kiya gya ha masllan illama norullah shostri sahab ki bat ki kofe main shiaoon ka hona kisi daleel ka mohtaj nai, wahaan par kisi ko sunni sabit karne ke liye daleel chahiye to janab norullah sahab ki wafaat 1009 hijri main hoi thi or ye kitaab unho ne 990 se 1000 hijri tak likhi ho gi to mere aqaalmand bhai ye bat 990 ke liye ha use aap yahoodioon ki tarhaan ye bat sabit na kareen ke wahaan us waqt shia the.ye isi tarhan ha ke aaj agar saudia main wahabi ha to kiya 1400 saal pehle bhi wahabi hn ge?

 

kofioon ke aqaid:

 

 

ik martaba HAZRAT MALIK BIN USHTAR RA ne hazrat usman ke khilaf khuch kaha to sare kofa wale un ke khilaf ho gye(yakeenan hazrat usman ko teesra khalifa mante hoon ge)

tabri jild 5 page 189 misar

kofe main aksariaat hamiaan e usman ki thi or wahan ki ye halat thi ke hazrat ali as ko galliaan di jateen theen.

tabri jild 6 page 141.

 

iman hussain as ko shaheed karne wale hazrat usman ko ameer ul momineen kehte the kiya koi shia kehta ha?

 

rsh2qu.jpg

 

imam hussain as se usman bin ufaan ka badla liya gya ab ye bhi koi shia ye ga kia?

 

2igdsi0.jpg

 

 

 

imam hussain ko shaheed karne wale to bohat se aap ke motabar loog han masllam

umer ibne saad( saad ibne abi waqaas ka beta jo ashra mubashra main shamil ha) hazrat umer ise bohat passand karte the or un se door main wo hakoomat main bhe raha yakkeenan wo hazrat umer ko khalifa manta ho ga jo shia nai balke aap mante ho.

mohammad bin ashas

ali bin fart

wagera wagera wagera.

or shemar maloon se aap se sab se bare mohadiss iman bukhari ne hadeeseen rawayat karke apni lazawan mohabbat ka saboot diya ha.

khood ibne ziyaad hazrat usman ko taki, zaki , ameerulmomineen wagera wagera manta tha jo aap logoon ka aqeeda ha.

tareekh tabri.

aap ke bohat motabar sahabi abdullah ibne umer ne kaha jo yazeed ki beyaat tore ga wo mujh se juda hoga ab btaiye ke ibne umer ka mokaam kin ke haaan buland ha?????

in sab batoon se zahir hota he ke iman hussain as ke qatiloon ke aqaid shioon se to nai alibata aap logoon se zaroor milte hain.

 

 

or ye shaks apne aap ko ahle bait as ka mohib keh raha ha to pher ye nara haideri kyun nai lagwata balke mana karta ha nara haideri se hazrat hassan as ka yahan bethe howe bare bare alimoon ko nai pta ke un ki shahadat kab hoi thi , mazeed ye kehta ha ke shia iman hassan as ka koi jalous nai nikalte to bhai main lahore main rehta hn agar aap kabho lhr aoon to dekhna mochi gate pe 28 safar ko imam hussain as ka kitna bara jalous hota ha.

Link to comment
Share on other sites

Le jeye Janab, kya Asman se ghire to khajoor me atke,hum kahte ke tomara talooq unse nahi he to phaste ho or agr kahte ho ke he tab bhi phas te ho,Raqib sab kya kya jae ye to Kanjerion se bi bora hal he ap logo ka unka bi ek thikana he,ap logo ka to kuch pata hi nahi chalta ke kis nasal se taaloq he,me to bhai sare Qasr ho, muje to samj hi nahi arahi he ke yahal kyo bana inka,kya Sahaba se Bughaz ka nateeja he ya Kanjerion ki suhbat ka?ye sawal me chore jaraha hon Raqib sab ki khidmat me,umeed he ap hosla afzon jawab ata kare gae,Waa Akhr e Daawana Alhamdollilahi Rabe Alameen.

Edited by Alteejani
Link to comment
Share on other sites

janab aap ne likha ke shia ke mani garooh ko kehte hain to bhai aap ki defination sahi to ha par aap meri defination ko ghalt nai keh sake shia ke mani garooh or perokaar dono ke hain masllan aap HAZRAT ABRAHEEM AS , NOH AS ke shia the yahan shia ka kiya matlab ho ga.

 

shia kisi shaks ke perokaroon or madadgaroon ko kehtw hain.

 

QAMOOS jild 3 page 47 misar

 

asal main shia garooh ko kehte hain or pher thora age likha ha ke shia kisi ke perokaroon ko bhi kehte hain.

 

lughatal hadees kitaab "sheen"page 162 jild 2 (meer mohammadi kutab khana karachi)

 

kher ye mozo nahi ha warna khuch or bhi hawale deta.

 

chaleen aap ne likha ke umer ibne saad ko aap nahi mante to kiya wo shia tha????

 

or agar hazrat usman ko ik baghi garooh ne qatal kiya tha to jang e jamal or sufeen kyun hoi or wase bhi maine aap ko aap ki kitaboon ke hawale diye the jiss main saaf saaf likha ha ke IMAM HUSSAIN AS se hazrat usman ka badla liya gya , wase bhagioon ke garooh ne HAZRAT AMMAR YASIR RA ko zaroor shaheed kiya tha jiske bohat se hawale aap ki kutab main hadees ki roshni main mojood ha.

 

janab agar meri bat ki aap ko sahi samajh nai aai to main kiya karoon aqal se bhi khuch kaam liya karo tareekhi aitbaar se HAZRAT ALI AS 4th khalifa hain par ham khilafat e salasa ko nahi mante or shiaan e ali as main aise loog shamil the jo khilafat e salasa ko mante the ye is cheez ki daleel thi ke wo shia nahi ha is bat ko mazeed samjhane ke liye main tohfa isna asheri ke khuch pages lagaye the par aap ne un ki koi bat nai ki agar nazar nai aye to phir daikhaiy

 

to mere bhai waha saaf saaf likha ha ke shiaan e ali as main sunni bhi the ab pehchane to dono shia e ali as ke naam se jate the to ye janane ke liye ke wo shia hain ya nahi zaroori ha ke un ke agaid ka pta chalaya jaye or ye bat maine aap he ki kitabon se sabit kar di thi ke un ke aqaid aap wale the , agar meri bat se koi ikhtilaf ha to koi daleel lao or tum ye mante ho ke wo sare shia the to to us waqy sunni kahan the???????? or agar nahi the to ab kahan se aye??????????

 

 

kher ye aap ki post ka jawab tha or meri post ki aksar batoon ka to aap ne sire se jawab he nahi diya tha or abdullah ibne umer wali bat bhi bas ye keh kar tali thi ke alag topic bnaoo na imam bukhari wali bat ka koi jawab diya or bhi bohat si cheezeen theen ho sake to post ko dubaraan parho.

Link to comment
Share on other sites

آپ کی منطق عجیب ہے جو بھی امام حسین پے روئے وہ ان کا قاتل ہے عجیب بات ہے امام حسین پر تو ہندوں عیسائی اورا یہان تک کے ماتم بھی کرتے ہیں اور آج سے 10 تک پہلے آپ حضرات بھی ماتم کرتے تھے اور تعزیہ نکال کر زبان پر چھری کا ماتم کرتے تھےسب کو چھوڑں خود امام حسین ع کا قبیلہ آپ پر ماتم نہین کرتا تھا اور آج تو شیعہ کی اکثریت سادات ہے کیا اپنے اجداد پر ماتم نہین کریگی عجیب تو ہے کے تمہارے نزدیک نواسے رسول کے قتل کا دن خوشی کا دن ہے اس سے بڑھ کر کیا ظلم ہو گا  

Link to comment
Share on other sites

آپ کی منطق عجیب ہے جو بھی امام حسین پے روئے وہ ان کا قاتل ہے عجیب بات ہے امام حسین پر تو ہندوں عیسائی اورا یہان تک کے ماتم بھی کرتے ہیں اور آج سے 10 تک پہلے آپ حضرات بھی ماتم کرتے تھے اور تعزیہ نکال کر زبان پر چھری کا ماتم کرتے تھےسب کو چھوڑں خود امام حسین ع کا قبیلہ آپ پر ماتم نہین کرتا تھا اور آج تو شیعہ کی اکثریت سادات ہے کیا اپنے اجداد پر ماتم نہین کریگی عجیب تو ہے کے تمہارے نزدیک نواسے رسول کے قتل کا دن خوشی کا دن ہے اس سے بڑھ کر کیا ظلم ہو گا

 

 

Ajeeb bhondi Daleel he is Rafdhi ki sawal yehe ke kya Hazoor salalahu Alehe wasalam ko Hazrat Imam Hussain r.a Ki shahadat ka pata nahi tha,Ap ko to Hazrat Jibreel Alehe salam ne Khabr de di thi pher ap ne kyo nahi Noha kya or kyo Matam nahi kya, chale ap ne nahi kya apne kyo nahi Hukum ata kya, chalen ye bi chore muje ye log Hazrat ALi se koi Daleel la kar de ke Ap ne asakar ne ka Hukum Ata kya tha, chalen ye bi choren Imam Alee Maqam se asi koi bat naql kar den,chale ye bi rah ne den, muje ye batao Akhr BIBI Zenab ne Noha or Matam karne walon Kofieo se kyo sawal kar dya ke tom asa kyo karte ho,Agr Matam or Aza dari ka Isna Ashria ke pas jawaz he to pher bataya jae,asi Bhondi daleelen de kar bat ko tala nahi ja sakta he.

Link to comment
Share on other sites

to janab sabse pehle to main aap ki tawaja us sawal ki taraf dilwana chahta hn jo is behas ka sabse eham sawal ha or aap musalsal us se bhag rahe ho or wo ye ke jin logoon ko tareekh main shiaan e ali as kaha gya ha wo sabke sab shia the?????? agar wo sabke sab shia the to ahle sunnat kahan the ?????

 

ab aap ki tawaja mazeed post ki taraf dilata hn jin ka jawab aap ne mujhe abhi tak nahi diya(aap ki is post ke bare main bat end pe kareen ge)

 

 

meri pehli post main ik jagaan likha tha,

 

"hazrat ibnr abbas ne hazrat imam hussain ko kaha ke aap kofe na jayeen wahaan ke ke loog dhoke baz han agar aap ko jana he ha to yaman chale jayeen wahaan aap ke shia mojood hain(ibarat saaf zahir karti ha ke wahaan shia nai the.)

tabri jild 6 page 217.

abeduullah ibne ziyaad ne hazrat hani bin arwa ra se kaha ke jab mera baaap yahaan ka governor howa tha to us ne yahaan se sare shia qatal kar diye the siwaye tum or tumhare baao ke(janab jab aap ke 5th calaipha ki hakomat aai thi to unho ne jo yahaan par chand sai shia the unho ko bhe marwa diya balke yaheen se nahi balke jahaan jahaan se ho saka)"

(page oper wali post main attach ha check kae lena)

aap ki tareekh ki sabse motabar tareen kitab se sabit kiya gya ha ke kofe ke loog shia na the , aap ki taraf se is bat ka koi jawab nai aya.

 

 

mazeed lika tha:

kofioon ke aqaid,

 

ik martaba HAZRAT MALIK BIN ASHTAR RA ne hazrat usman ke khilaf khuch kaha to sare kofa wale un ke khilaf ho gye(yakeenan hazrat usman ko teesra khalifa mante hoon ge)

tabri jild 5 page 189 misar

kofe main aksariaat hamiaan e usman ki thi or wahan ki ye halat thi ke hazrat ali as ko galliaan di jateen theen.

tabri jild 6 page 141

 

iman hussain as ko shaheed karne wale hazrat usman ko ameer ul momineen kehte the kiya koi shia kehta ha?

(page attach kiya tha check kar lena)

 

imam hussain as se usman bin ufaan ka badla liya gya ab ye bhi koi shia le ga kia?

 

(page attach ha)

 

 

imam hussain ko shaheed karne wale to bohat se aap ke motabar loog han masllam

umer ibne saad( saad ibne abi waqaas ka beta jo ashra mubashra main shamil ha) hazrat umer ise bohat passand karte the or un se door main wo hakoomat main bhe raha yakkeenan wo hazrat umer ko khalifa manta ho ga jo shia nai balke aap mante ho.

mohammad bin ashas

ali bin fart

 

khood ibne ziyaad hazrat usman ko taki, zaki , ameerulmomineen wagera wagera manta tha jo aap logoon ka aqeeda ha.

tareekh tabri.

 

in main se kisi bat ka jawab bhi muhe nahi mila , abdullah ibne umer wali bat or bukhari wali maine pher se post nai ki kyunke abdullah ibne umer wali bat se aap faraar ikhtiyar kar rahe ho or bukhari wali bat aapne ab pochi ha.

 

 

aap ki last post:

 

pehle to meri post ko ghoor se parha karo pher jawab diya karo maine ayyat ka tarjuma karne ko is waja se kaha tha ke us ka tarjuma khuch aise kiya jata ha ke IBRAHEEM AS NOH AS ke perokaroon main se the, maine ye kab kaha tha ke HAZRAT IBRAHIM AS ,HAZRAT ALI AS ke shia the??? aap ne to aise he itni lambi chori takreer kar di kehne ka maqsad sirf ye tha ke shia ka matlab perokaroon ke bhi hote hain jisska hawala main de chuka tha.

 

or jand e jamal or sufeen main aap ke comments meri samajh se bahir hain aap ya to bohat bare jahil ho ya ahle bait ke gustakh aap ne likha tha"jang e jamal or dosri jang baghioon se hazrat usman ka badla lene ke liye hoi" kiya aap ko nahi pta ke jang e jamal or sufeen MOLA ALI AS ke khilaaf lari gai thi ya aap MOLA ALI AS ko muaazallah baghi keh rahe ho? or jab aap keh rahe ho ke jang e jamal or sufeen baghioon se badla lene ke liye lari gai thi to kiya mola ali as baghi the janab aap ki is post ki mujhe bilkul bhi samajh nai aai ke aap kehna kiya chah rahe ho.

 

aap ne noorullah shostri shab wali bat ki to mere bhai main bar bar keh raha hn ke meri post ko par kar jawab diya karo is ka jawab maine pehli post main de diya tha ja kar par lo shayad isi bahane aap meri baki post bhi par lo , or yahaan sawal dobaraan se mat duhraoo agar maine jawab sahi nai diya to us par bat karo.

 

aap ki aheri wali bat bhi bohat he ahamkana thi aap logoon ke matam karne se ye sabit kar rahe ho ke wo shia the agar aap ke mohalle main koi death ho jati ha or us ke azeez matam karte hain masllan apna mon or sar petate hain to is se ye sabit hota ha ke wo shia the or agar kisi ke petane se wo shia sabit hota ha pher to hazrat adam ,hazrat bilaal,hazrat fatima,hazrat owaise karni,hazrat ayesha,hazrat hajiraan or bhi bohat se log shia sabit hote hain kher wo aleda topic ha or is end wali baat ka jawab mazzeed tafseel se dn ga pehle aap mere is poar ke sabse pehle sawal ka jawab to do take us hisab se apko jawab doon.

 

 

Link to comment
Share on other sites

to janab sabse pehle ...

 

Rafidhe is sawal se farar chahta he ke,Kya Firqa Isna Ashia ye wohi Shia He jo Hazrat Ali Murtaza ke sath tha?ya ye wohi Kofie hen jo kabhi Ibne Zyad ke sath or Imam ko Qatal karwaya or bad me Apne Ap ko Peethne lagae,jesa ke Khod Rafidhe ne qabool kya Matam ke hawale se,2m,Rafidhe ki koli behs se ye Sabit hota he ke Firqa Isna Asharia ka talooq bad me ane wali jamaton se he,jesa ke Tohfa Isna Asharia me aya he ke is Firqae ki bunyad 255Hijriwee me samne ai,ab is hawale ko to Rafidhe (high Light) nahi karta kyo ke istara se Rafidhe mokamal tor pe nanga hojae ga or sabit hojae ga ke Isna Asharia ka talooq Shia en Ali se he hi nahi,3m Rafidhe mix up is lye kar raha he ke bat apne Asal muodho se hat jae jesa ke pechle topics me hochoka he or ab himat nahi hoti inki un topics ko chher ne ki,4m Rafidhe kahan se ye bat lekar aya he ke Abdullah bin Omar ne Yazeed ki bet ki thi,or Akhr me ye saf jhot jo Rafidhe ne ghara he ke( Sage sab) ne apni post me Jung e Jamal or Safeen Hazrat Osman ke Khoon ka badla lene ke lye lari gai thi mene to pori post me ye bat kahi pe bhi nahi pari na maloom Rafidhe ne kahan per par li .

Link to comment
Share on other sites

(saw)

 

Raafzi Shia pagal ho chuka hay.Yahan Topic Yeh Hay keh Syedna Imam Hussain ko kis nay Shaheed kia aur topic start kar dia Biddat Ka.Hosh main tu ho???Aur yeh Tafseer b apni paish kar de tu humaray lia tumhari tafseer kisi kaam ke nahi..Na tum humaray lia hujjat ho.Tum munafiq log ho.Main nay Tumhari kitab say sabit kia tha keh Tustri nay lkha keh Koofa main jo b log aabaad thay woh Shia thay.Aur Main nay Tumhari kitab Kafi say yeh hawala dia tha keh Huzoor e Aqdas(saw) Nay Syedna Ali ko kya farmaya tha.Un sab ko hazam kar jatay ho.Aur Abhi tu start hay janab.daikho tu sahi.Tumhari kitabon say hawalay aayn gay keh Syedna Imam e Hussain(ra) Ko kis nay Shaheed kia tha.Gustakh e Sahaba log aaj pata nahi kahan kahan say uth kar aa gay hain.

Link to comment
Share on other sites

 

Kahten hen,Kawa chaala hans ki chal apni chaal bi bhol gaya,isi lye woh qod ta rahta he,or ye muje aj hi pata chala ke Kawa bi mader pedar Azad hota he,per me Rafidh ko Kawa ni kaho ga kyo ke Deobandi naraz hojae gae,me use uske apne hi Asal se bokaro ga ,..................................................إن الذين فرقوا دينهم وكانوا شيعا لست منهم في شئ ......... ‏‎ or pher ye log‏ .......... من الذين فرقوا دينهم وكانوا شيعا ‏‎ to Janab tom jis tara ki tafseer band rahe ho oska kuch hawala bi do,phelay to tom kabool karo ke tom log hi woh Shia the jinone Imam ko Khat likha pher apna Imaan becha ya yeh kaho ke hum to janab bad me ane wale log hen to pher ye Ayaten jo uper guzar choki hen tom logo pe pori utar ti hen ,mene pehlay hi tomare Raqib ko kah dya tha ke ye Kabool kar lo to bahter he kam se kam Imam ke Khon se to bach jao gae, per tom logo ne meri bat na maan kar apne ap ko dobi ke Kute ki tara kar dya ab na tom log ghar ke ho or na ghaat ke ,dekha kasi bad naseebi tom logo ke Hesa me ai Sahaba se Bughaz ke Nateejae me. ‎

Edited by Saif ul Islam
Link to comment
Share on other sites

سگ صاحب آپ بھی تیجانی کی طرح کورے کاغذ ہو خود ہی عبارت اٹھا کر لاتے پو اور اس کا ترجمہ اور مفھوم تک کی خبر نہیں رکھتے ہو تم نے جو کافی سے روایت لائے تھے کہ اس میں تم نے لکھا ہے کہ شیعوں نے قتل کیا ہے امام حسین کو ۔میں نے تمہارے سامنے اس کا ترجمہ پیش کیا ہے اور اس بات کی وضاحت کر دی ہے کہ تم نے خیانت کی ہے اس کو پیش کرنے میں نہ روایت کا اسلوب تمہارے معنی پر دلالت کرتا ہے نہ ہی عربی کی تجزیہ و ترکیب ، اب بھی اپنی غلطی تسلیم نہیں کرو گے تو میں یہ معاملہ اللہ قہار پر چھوڑتا ہوں۔ اسی طرح کوفیوں کا نعرہ والی روایت موضوع سے منسلک ہے اس میں صاف بیان ہوا ہے کہ کوفی امام حسین کے قاتل کا مسلک کیا تھا ٹھوری سی عقل بھی استعمال کر لیا کرو؟؟

Link to comment
Share on other sites

.......؟؟

Ab Allah azzwajal ka farman sun le إن الذين فرقوا دينهم وكانوا شيعا لست منهم في شئ إنما أمرهم إلى الله ثم ينبئهم بما كانوا يفعلون. sun lya tomne Rafidhe, tomne Allah pe jhora or Allah ka Jawab bi hazr hogaya,Ama ase to Radha bi na phasi thi Rawand ke hato jese tom phas gae ho Sunnio ke hato,bara hi bad naseeba he tara rafidhe

Link to comment
Share on other sites

سگ صاحب آپ اپنے نام کا اچھا پاس رکھ رہے ہو صرف بھونکنے کے علاوہ بھی سیدھی طرح جواب دے دو اب تک تم نے ہماری ایک بھی بات کا جواب نہیں دیا اول عمر بن عاص تمہاری کتابوں میں کیا کر رہا ہے دوم حضرت عائشہ حضرت علی ع سے کس بات پر جنگ کر نے آئی تھی جس کا جواب تم گول کر گئے سوم ابن کثیر اور اخبار طوال کی روایت جس میں امام حسین سے جنگ کو عثمان کے خون کے انتقام سے تعبیر کیا گیا ہے اور تم لوگ اس زمانے میں کہاں تھے تم سے پہلے بھی بڑے بڑے دعوی کرنے آئے تھے ایسے غائب ہو ئے ہیں کہ ۔۔۔۔ تم بھی اتنے بڑے دعوے نہیں کروں ورنہ تمہاری بھی ہوا جلدی نکل جائی گی اورجد المختار ،چشتی ،سعیدی کی طرح عبرت کا نشان بن جاوگے

Edited by Saif ul Islam
Apni zuban ka khayal rakhain Post removed
Link to comment
Share on other sites

Raafzi Shia...

mujhe lagta tha ke yahaan par tejani he aisa ha par ab lagta ha ke sab he aise hain tumne abhi tak kisi bat ka jawab nai deya or tumhari batoon ka jawab diya ja chuka ha agar aap ko us main koi masla ha to btao,,

 

or is ke ilawa ye sabit ho chuka ha ke imam hussain as ko aap logoon ne shaheed kiya tha or aap ne abhi tak apne defend main ik lafz bhi nai likha.

 

or to or jo is topic ka sabse eham sawal ha apne abhi tak us ka jawab bhi nai diya ke kiya shiaan e ali as main sab shia the??????? or agar sab shia the to sunni kahan the?????

 

or baraye meharbani agar ab koi post karo ge to jawab zaroor dena .

Link to comment
Share on other sites

. زبیر سے .

 

Ibne Jarmouz Sabai Shia tha jis ne Hazrat Zubair r.a ko Qatil kya ab agr koi Qumi Shia un per apni Bakwas bande to kya farq parta he ek Jahannami ne Qatl kya dosra Jahannami us pe bakwas karta he ,

 

Syedina Zubair bi Awam raziAllah, apne no umri me Islam kabool kya ap pehlay shakhs the jenone Hazoor salalaho Alehe wasalam ke lye Talwar uthai apka shomar Ashra mubashira me hota he ap Hazrat Umar ke shoura ke ek rokan the apko or Hazrat talha ko Hazoor ne apna hamsaya hone ki bisharat di Jant me,ap Ghazwa Badr me shareek howe ap Habsha ki taraf jane wale mahajeerin me se the ap Hazoor salalaho alehe wasalam ke Phophi zat bhai the apke waled Awam bibi Khteeja kubra ke mumo zat bhai the,ap Khyber me woh dosri shakhsiat thi jinko Hazrat Ali ke bad Yahoodi ke khilaf mubaraza karne ka sharaf hasil howa,apko Hawari hone ka sharaf hasil howa,Hazoor ne farmaya ke har Nabi ka Hawari hota he meraa hawari Zubair he, apke Qatil ko Hazrat Ali ne Jahanami hone ki khabr di Hazrat Ali ne kaha Ibne Safia ke Qatil ko kah do ke woh Jahanami he Hazoor ne kaha he ke Ibne Safia ka Qatil jahanami he,apka Mazar shareef Basra ke kareb he Wahabio ne jab zor pakra to apke Mazar ko Dhal dya bad me ane wali hokumaton ne apke Mazar ki dobara tameer ki,Jese sadri Iraqi shia militia ne dobara ora dya,apka nikaha Asmaa bint Abi baker se howa jis ke batan se Abdullah bin Awam peda howe,Apke bate Abdullah Ibn Zubair Hazrat Hussain ke bad pehli shakhsiat hen jinone Yazeed bin Maawya ke khilaf Awaz boland ki or Mak e me Khilaft banai,Hazrat Abdullah bin Sahabi Rasool the apki Pedaish Madina me howi or apki pedaish se sare Muhajireen or Ansar me khoshi ki laher dor gi kyo ke ap hijrat ke bad pehlay bache the jo Mahajreen ke yahan peda howe apki pedaesh san 2 hijri me howi,ap Yazeedi lashkar se nabrud azma howe or unko shikaasat di bad me Marwan bin Malik ne Hajaj bin yosaf sakafi se apko Qatil karwaya or ap ki Lash ko latka dya apki lash se Misk ki khoshbo pehal ne lagi,ap agr koi Ibne Mutaa apke khilaf or apke Walden ke khilaf koi bakwas karta he to ye is silsil e ki kari he,Ye Shia the jinone Sahaba ke dar meyan fitna khra kya or ye Shia hi the jinone Hazrat Imam Hussain ko Qatil kya or ye Shia hi hen jo Aj Sahaba ke bare me Bakwas karte hen,ye kabi Shia Sabai kahlaen or kabi Kofi or kabhi Isna Ahsri,yeh log hen jin ke bare me Quran ne kaha. إن الذين فرقوا دينهم وكانوا شيعا

Edited by Saif ul Islam
Sabr aur Tahammul say kam lain. jazakAllah
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...