Jump to content

AskTheMufti

Ask the Mufti
  • کل پوسٹس

    9
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About AskTheMufti

AskTheMufti's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

1

کمیونٹی میں شہرت

  1. us door main arabi khutbay hua krty thay aaj kel urdu takreerain b hoti hain . aur khutbay sy pehly hi sunnatoun k pharny ka imam sahab kehtay hain na k khutbay k baad. agar aisi koi riwayat hai to wo arabic khutbay kay baad per mehmool ho gi, na k urdu takreer k baad.
  2. yeh duobendi hai , jo ahkam duobendioun k hain wohi akham in k hain.taqayya karny wala ha --------------------------------------------------------------------------------- Note: mazeed tafseel kay leay darj zail links visit karain http://www.islamimehfil.com/topic/8950-munafiqat-of-gustakh-i-idrisia-exposed/ http://www.islamimehfil.com/topic/3065-who-is-shaikh-amin-in-multan/ http://www.islamimehfil.com/topic/4734-sheikh-ameen-ka-soort-khuda-jesi-hai/
  3. مزید تفصیل کے لئے منسلک کتاب کا مطالعہ کریں۔ mazeed tafseel kay leay attached kitab mulahaza karian. alaihislam aur raziAllah anhu ka istamal.pdf
  4. Shahadat ki ungli uthane main ikhtilaf ha. wahabiya deobndiya se aasel ikhtelaf kufria ebarton ka ha.
  5. صلٰوۃ والسلام بالاستقلال انبیاء وملائکہ علیہم الصلٰوۃ والسلام کے سوا کسی کے لئے نہیں، ہاں بہ تبعیت جائز ہے جیسے اللھم صلی وسلم علی سیدنا ومولٰینا محمد وعلی آل سیدنا ومولٰینا محمد ۔ اور صحابہ رضی اللہ تعالٰی عنہم کے لئے رضی اللہ تعالٰی عنہ کہا جائے اولیاء وعلماء کو رحمۃ اللہ تعالٰی علیہم یا قدست اسرارہم، اور اگر رضی اللہ تعالٰی عنہم کہے جب بھی مضائقہ نہیں۔ واللہ تعالٰی اعلم maujooda door kay ulama ka yehi fatwa hai kay istaqlanan mana hai agar tabay kar kay parhain tu koi kalam nahe hai
  6. حسبنا اللہ و نعم الوکیل rozana yeh 450 bar perha kerain start main our end main 11 11 time drood e paak perhain aur yeh wazifa us waqt tk kerain jb tak kay ap ki hajet pori nahi ho jati
  7. walaikum as slaam Roza kholny ka waqt to ghuroob e aftaab hi hai laiken behtar ha 2 ya 3 mint ahtiyaat ki jaiy, laiken itni dair karna kay aasman par sitaray nazar aanay lagain tu yei mana hai. ثُمَّ أَتِمُّوا الصِّيَامَ إِلَى اللَّيْلِ وَلَا تُبَاشِرُوهُنَّ وَأَنْتُمْ عَاكِفُونَ فِي الْمَسَاجِدِ تِلْكَ حُدُودُ اللَّهِ فَلَا تَقْرَبُوهَا كَذَلِكَ يُبَيِّنُ اللَّهُ آيَاتِهِ لِلنَّاسِ لَعَلَّهُمْ يَتَّقُونَ . al baqra 187 sorah e baqra ki is ayat kay tahat koi bhee mustanad tafseer daikh lain.
  8. Khud Kushi Kerna aik haram kaam ha , ap ko chahiay k apnay bhai k liay zaida sy zaida aisal-E-Sawab kerain. chon k abi naya naya yeh mamila ha to ap ko aisay khawab aatay rehain gy ic liay ap ziadia sy ziada apnay bhai k liay mughfirat ki dua krain our aisal e sawab kerain kuch arsa guzarny k bad yeh khayalat khud ba khud khutem ho jaiay gain.
  9. Walaikum as salam Wahabia apny kufrieat ki waja sy kafir o murted hain yehi waja ha k un ko her bat main shirk nazer aata ha baki ghairullah ki qasam mana hai shirk nehi . loag jo aam bol chal mai ( is ki qasam, tairi qasam , falan ki qasam) qasmain uthaty hian yeh qasmain sharaii nehi blky urfi hoti hain aisi qasmain uthanay sy kaffara nahi lazim aata. jis tarah nazer ki 2 qismain hain isi terah qasem ki b 2 qismain hain Mufti ahmed yaar khan naeemi sahab nay is ki tafseel apnay fataway main bayan farmai ha . Mulaheza ho.
×
×
  • Create New...