Jump to content

Dr Afaque Farooqu

اراکین
  • کل پوسٹس

    8
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Dr Afaque Farooqu

Dr Afaque Farooqu's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Iska jawab chahie Scan mere pas b maujood hai.. Mai scan laga raha tha par attach nai hua pata nai q Baraye meherbani iska jawab koi Bhai irsal kare K is ibarat k talluq se ahlesunnat ka kya aqeeda h Isi page me upar sawal mukammal maujood h
  2. Kya Shaitan ko b ilm e ghaib h? Tafseer e naeemi jild 8 page 336 par Shaitan k lie ilm e ghaib ka ittelaq kiya gaya h.. Baraye mehrbani ispar kuch tafseeli jawab marhamat farmaye k is talluq se kya aqeeda hona chahie Aur ye ibarat kaha tak sahih h
  3. Isme jo محمد بن صالح hai Wo محمد بن صالح بن عبد الرحمن الانماطی معروف به كيلجه hai Chunki is sanad me inke shagird jo hai احمد بن اسحاق بن صالح الوزان hai In dono ne محمد بن مخلد الدوری ko riwayaat di hai Aur مسلم بن ابراهیم الفراهیدی In dono k hi Shaikh hai islie qawi imkan yahi hai k is riwayat me jo محمد بن صالح hai wo محمد بن صالح بن عبدالرحمن معروف به كيلجه hai.. jo ki ثقة، حافظ hai Jiski tafseel tareekh e baghdad, taqreeb, tehzeeb ut tehzeeb, tehzeeb ul kamal me maujood hai.. Alhamdulillah.. Aur iske baqi rawi bhi siqa hai lihaza aetraz ab puri tarAh se batil hua.. Ibn taymiya k Scan k lie jazak ALLAH Bhai
  4. Asimsweetone Sahab waise to apke sare jawabat die ja chuke hai.. Magar ek cheez mai arz karna chahuga.. K apke comments se ye maloom hota hai k ap wasile e jahannam Zubair Ali zai Sahab k andhe muqallid hai.. Saaniyan mo'amil Bin Ismail par ki jarah apne chupa li .. Jaise Abu hatim razi k age k alfaz jisme jarah thi wo apne pesh nai ki thi.. Khair agar mazeed Kalaam apke pas hai kuch is talluq se mo'amil Bin Ismail k talluq se to zaroor pesh kare ok..
  5. Ji jazak ALLAH hazrat.. Waise mai tehqeeq kar raha hu asma o rajjal ki kutub me agar koi qareena Mila to zaroor share karuga.. In shaa Allah
  6. Jazak ALLAH Bhai.. Ji imam salihi ( shagird e imam suyuti) ne b isko جید likha hai.. Aur Ibn al jauzi k nazdeek bhi ye riwayat sahih hai k unhone muqaddama me iska zimma liya hai k wo is kitab me sahih Aur mauzu ko apas me nai Milayege Imam Malik ka b aqeeda hai tawassul e Adam alaihissalam k talluq se.. Magar hazrat kya ye confirm ho sakta hai k is riwayat me jo محمد بن صالح hai wo kaunsa محمد بن صالح hai?
  7. Assalam u alaikum Hazrat adam alaihissalam ki dua jisme huzoor alaihissalam ka tawassul liya gaya hai usme ek riwayat حضرت ميسرة رضي الله عنه se naql ki gayi hai jiski sanad ko imam suyuti k shagird ne جید likha hai.. Aur ibn al jauzi ne الوفا me use naql kiya hai jiski sanad maa matan ye hai.. قد أخرج الحافظ أبو الحسن بن بشران قال : حدثنا أو جعفر محمد ابن عمرو، حدثنا أحمد بن سحاق بن صالح، ثنا محمد بن صالح، ثنا محمد ابن سنان العوقي، ثنا إبراهيم بن طهمان، عن بديل بن ميسرة، عن عبد الله بن شقيق، عن ميسرة قال: قلت: يا رسول الله، متى كنت نبياً ؟ قال: (( لما خلق الله الأرض واستوى إلى السماء فسواهن سبع سماوات ، وخلق العرش،كتب على ساق العرش: محمد رسول الله خاتم الأنبياء، وخلق الله الجنة التي أسكنها آدم وحواء، فكتب اسمي على الأبواب، والأوراق والقباب، والخيام،وآدم بين الروح والجسد،فلما أحياه الله تعالى: نظر إلى العرش فرأى اسمي فأخبره الله أنه سيد ولدك، فلما غرهما الشيطان ، تابا واستشفعا باسمي إليه ) . وأخرجه ابن الجوزي في الوفا بفضائل المصطفى من طريق ابن بشران Iske ek rawi hai محمد بن صالح Jiske talluq se Sayeed mamduh Sahab ne rafa ul minarah me ye likha hai k ye محمد بن صالح معروف به كيلجه hai ya محمد بن صالح بمعروف كعب الذراع Baraye mehrbani ye masla hal kare k Kya is bat ka koi kareena maujood hai k ye محمد بن صالح in dono me se ek hai??? Jazakamullah..
×
×
  • Create New...