Jump to content

syed arsalan ali

اراکین
  • کل پوسٹس

    16
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About syed arsalan ali

تازہ ترین ناظرین

The recent visitors block is disabled and is not being shown to other users.

syed arsalan ali's Achievements

Apprentice

Apprentice (3/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. syed arsalan ali

    Mehar Ki Raqam

    Asalam o Alikum Warahmatullah Mri aap sab sey guzarish hai k barah karm Nikah k baad Mehar ki Raqm ka tafseeli jawab tehreer kren kiun k ek shakhs ne nikah kiya, Koi azdawaji talluq banaye bina hi Larki ko talaaq dedi, Aur Us Larki ne Apna Mehar maaf kerdiya tha lkn kuch saal baad wohi Larki Us larke sey Mehar ki Raqm ka mutalba kerti hai. Kya Mehar Maaf kerne k baad larki apne Mehar ka mutalba kerskti hai jab k uski shadi kisi aur sey hogai.? Aur kya bina Azdawaji Rishta Qaim hue Larke pe us Larki k Mehar ki Raqm ki Adagi Farz hogi.?? barahkarm Rehnumai Farmayn. jaza ka ALLAH
  2. Jaza ka ALLAH itne prompt reply k liye Sybarite! ALLAH pak apk naafe ilm main izafa farmaye. Ek aur hadith ki scan copy chaiyeh urgent basis pey jo k bahut mashhoor hai. AHADITH SHAREEF:. Nabi-E-Karim Sallalaho Alaihi Wasallam Ne Farmaya. "Mere Jaisa Nam Rakh Lo. Lekin Meri Kun'niyat ikhteyar Na Karo. Kyu Ke Mujhe Qasim Bana Kar Bheja Gaya Hai. Aur Main Tumhare Darmiyan Taqseem Karta hu'n". (Muslim shreef, Jild 3, Page 126) Barah kram jitni jald hoskye kindly send me
  3. Namaz e istasqa pura baab bandha hai imaam Bukhari ne Bukhari sharif men k kis tarah ek sahabi e rasool (Sallallaho alihi wa alihi wasallum) aaker arz kertey :"ya rasool ALLAH (sallallaho alihi wa alihi wasallum) janwar marrahey hen, qehat hochuka faslen tabah horahin" juma ka din ap (sallallaho alihi wa alihi wasallum) minbar per jalwa afrooz hain, usi lamhe hath buland kiye (yeh nahi kaha k ae bande tum masjid men aak mjhsey kiu kehrahey ho ALLAH sey mango) Aur dua shru ki, abhi hath nechey bhi na hue they k barish shru hogai. (bukhari shareef-namaz istasqa) Mjhe iska reference chiayeh just bukhari shareef sey
  4. Jaza ka ALLAH khair, sach men bahut khushi horahi K Itne mozu aur mustanad hawale diye aap sab ne WASEELE k bayan pey. ALLAH pak ap sab ko is mah e mubarak ki khusosi barkat, ALLAH apne aur apne habeeb ( SALLALLAHO ALIHI WA ALIHI WASALLUM) ki raza k sath naseeb ata farmaye. ameen
  5. Asalam o alikum wa rehmatuLLAH, mjhe waseele k hawale sey kuch mustanad ahadees darkar hain k jis men dua ki gai ho nabi Pak (sallallaho alihi wasallum) k hawale sey, aur dusri ummaten jinka quran main ziker hai waseela dek dua kiya kerti thin. Badi nawazish hogi. Jaza ka ALLAH khair.
  6. Yeh link Hai jahan baat horahi, https://m.facebook.com/story.php?story_fbid=10154494462549396&id=514029395&ref=m_notif&notif_t=like
  7. Salaam bhaiyon, Asal main mamla to khatam hochuka ab lkn main ney jis web se hadees quote ki thi wahan "mere baad " ki qaid lagi thi is waja sey woh shakhs wahin atka hua k yehi hadees lak dikhayen aap muslim ki. Khair, mamla khatam hochuka ab waseele pe baat horahi Qur'an k hawale sey. Agar is main bhi madad kersken ap sab to jaza ka ALLAH. Behad achi tarah info di aap sab ne isk liye ALLAH pak apk deen aur dunya dono main barkaten ata farmaye, ameen S.Arsalan.Ali
  8. Doston, Ab baat yahan pe atki hai k woh janab kehrahey k is hadees main "mere baad" k alfaaz kahan hain. Kiun k jo hadees quote ki us main "mere baad" k alfaaz mojud hone chiayeh. Kindly urgent help kren is baare men https://www.facebook.com/sumra.sohail.5/posts/145476525858106?comment_id=147378765667882&ref=notif&notif_t=feed_comment_reply&notif_id=1465862967687936
  9. Assalam o alikum tamam sahi ul aqeeda sunni musalmanon ko, Jaza ka ALLAH khair K ap sab ne itni achi tarah madad ki mri taraf sey ap sab k liye dheron duain aur naik tamannayen, ALLAH pak ap sab k ilm men barkat ata farmaye. Main pehli bar yeh forum use kerraha as a member aur ap sab ki waja sey aaj fakhar hai mjhey k alhumduLILLAH hum sahi ul aqeeda hanfi brelvi hain. Dil sey shukar guzar hun ap sab ka Jaza ka ALLAH ASSALATU WASSALAMU ALAIKA YA RASOOL ALLAH ASSALATU WASSALAMU ALAIKA YA HABEEB ALLAH ASSALATU WASSALAMU ALAIKA YA REHMAT TAL TIL AALMEEN.
  10. Agr koi bhai online hai to is hadees ki bhi scan dede jo pura waqia hai k jab Hazrat Bibi AMna Tahira (R.A) ayaam e hamal k dinon main farmati hain """" k ek badal ka tukra mere sath chalta main jahan jati saya kerta, pani kuwen sey nikalne jati to pani khud uper ajata""". Jaza ka ALLAH khair.
  11. Jaza ka ALLAH khair itni achi post k liye.!! Agr hoskey to hadees ka reference send kerden ya URDU bataden kiu k jin hazrat sey batain horahin woh ab URDU pe agaye hain k mjhey URDU send kerden iski badi meherbani hogi ap sab ki . Jaza ka ALLAH ek baar phr ALLAH apk deen ki smjh main aur barkat aur Sahi ul aqeeda rehni ki toufeeq ata farmey.
  12. SURAH KAHF ki akhri ayat main is tarah hai jo k bad mazhab ehle hadees ko jawab dena ab aur kisi aalim sey mri mulaqaat ho nahi rahi. "Kul innama ana basharum mislukum" Is ayat k tarjume men kanzul eman men tarjuma hai jiska mafhoom hai k "main zahri surat main tum jesa bashar hun" is ayat main ZAHRI surat ki arabi kaha hai.?? Jaza ka ALLAH
  13. Jaza ka ALLAH itne prompt reply k liye,!! mjhe kuch puchna bhi tha Qur'an ki ayat k hawale sey Surah Kahf ki akhri ayat, kya pucha jaskta hai yahan, ??
×
×
  • Create New...