Salam Mene ye puchna hai keh seerat e halbiya kitni mustanad kitab hai aur es par kitna yaqeen kiya jaskta hai. aya jo riwayat esmein nikal ki gai hain woh kitni mustanad hain aur unki kiya wuqqat hai? baraye meherbani jald se jald reply kijiyega. Shukriya