Jump to content

Umar Taj Attari

Composing Team
  • کل پوسٹس

    243
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    3

پوسٹس ںے Umar Taj Attari کیا

  1. Oye MR Hqeeqat ki nafi me ne ye sawal apne aqeeday ke mutabiq nahi kiye the balke ye sawal tmhare Bhai ke sawaloon ki "haqeeqat kholne k liye the. Bht Ghussa aya! mere reply ko dekh kar zara apne bhai ki Post ki bhi tareeef kr deni thi. Jaise Allah aur Rasool Juda Nahi Waise hi Us ke Wali bhi Un se juda nai. Lanat hai un logon pe jo Allah aUr Usi k Aulia me Muqabla Karaate phirte hain.

  2. Main poori dunya ki Wahabiat say aik sawal poochna chahta hoon.

     

    1.Agar aap k saamnay Allah Azzawajal ka Qaul ho aur doosri taraf Imam-e-Anbia Jinab-e-Mohammad saw.gif k koul ho to kis ki mano gay?

     

    2.Humain kis say ziada mohabat kerni chahiya Allah say ya Rasool saw.gif say?

     

    3.Qiamat k din humain kis k jhanday k neechay pannah milay gi? Jinab-e-Mohammad saw.gif k jhanday k neechay ya Allah k jhanday k neechay?

     

    Agar yeh saari sifat Allah ki hi hain to hum apnay Rasool saw.gif ko in ki baat say aagay kion rakhtay hain?

  3. ’’حضرت عقبہ بن عامر رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے شہداءِ اُحد پر (دوبارہ) آٹھ سال بعد اس طرح نماز پڑھی گویا زندوں اور مُردوں کو الوداع کہہ رہے ہوں۔ پھر آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم منبر پر جلوہ افروز ہوئے اور فرمایا : میں تمہارا پیش رو ہوں، میں تمہارے اُوپر گواہ ہوں، ہماری ملاقات کی جگہ حوضِ کوثر ہے اور میں اس جگہ سے حوضِ کوثر کو دیکھ رہا ہوں اور مجھے تمہارے متعلق اس بات کا ڈر نہیں ہے کہ تم (میرے بعد) شرک میں مبتلا ہو جاؤ گے بلکہ تمہارے متعلق مجھے دنیاداری کی محبت میں مبتلا ہو جانے کا اندیشہ ہے۔ حضرت عقبہ فرماتے ہیں کہ یہ میرا حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا آخری دیدار تھا (یعنی اس کے بعد جلد ہی آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا وصال ہو گیا)۔ ‘‘

     

    أخرجه البخاري في الصحيح، کتاب : المغازي، باب : غزوة أحد، 4 / 1486، الرقم : 3816

     

    ’’حضرت عقبہ بن عامر رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا : بے شک میں تمہارا پیش رو اور تم پر گواہ ہوں۔ بیشک خدا کی قسم! میں اپنے حوض (کوثر) کو اس وقت بھی دیکھ رہا ہوں اور بیشک مجھے زمین کے خزانوں کی کنجیاں (یا فرمایا : زمین کی کنجیاں) عطا کر دی گئی ہیں اور خدا کی قسم! مجھے یہ ڈر نہیں کہ میرے بعد تم شرک کرنے لگو گے بلکہ مجھے ڈر اس بات کا ہے کہ تم دنیا کی محبت میں مبتلا ہو جاؤ گے۔

    أخرجه البخاري في الصحيح، کتاب : المناقب، باب : علامات النَّبُوَّةِ فِي الإِسلام، 3 / 1317، الرقم : 3401

     

    ’’حضرت عقبہ بن عامر رضی اللہ عنہ سے ہی مروی ہے کہ حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا : مجھے تمہارے متعلق اس بات کا تو ڈر ہی نہیں ہے کہ تم میرے بعد شرک کرو گے بلکہ مجھے ڈر ہے کہ تم دنیا کی محبت میں گرفتار ہو جاؤ گے اور آپس میں لڑو گے اور ہلاک ہو گے جیسا کہ تم سے پہلے لوگ ہوئے۔ حضرت عقبہ رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں کہ یہ آخری بار تھی جب میں نے حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کو منبر پر جلوہ افروز دیکھا (یعنی اس کے بعد جلد ہی آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا وصال ہو گیا)۔ ‘‘

    أخرجه مسلم في الصحيح، کتاب : الفضائل، باب : اثبات حوض نبينا صلي الله عليه وآله وسلم وصفاته، 4 / 1796، الرقم : 2296

     

     

    --------------------

     

  4. Ameen.

    Ghulam Mustafa Bhai Yehi to faraq hai Ulama e haq Aur Batil me.

    Talinor ne jo bhi aitrazat kye ussey chahiye tha ke un ka Rad bi krta. Sirf Had Dharmi ki bina pe Mukhalifat karte hain ye log.

    Ab bhi dekh ljye ga YA to ab post hi ai kre ga, agar kare ga t purani had daharmi ka muzahira kare ga.

     

    Allah Azawajjal app Ulama e Haq ke ilm-o-amal aur umar mein Barkat farmai aur Ulama e ahlesunnat ka saya humare saron per ta deir rahai Ameen!!!

  5. Abdussalam ki last post sy us ki pareshani aur jawab se lailmi aur Farar ki koshish soraj ki tarah rashan hai.

    Jab baat apne pe ai to Bidat ki nai tareef hone lagi hai.

     

    Bhai aap ki itlaaa ke liye arz hai ke Bidaat ki ye nai tareef bhi jo apne liye aur aur dosron ke liye kuch aur hoti hai bhi deen me bidat hai.

     

     

    Aur abdussalam sahib apki post me se kuch chezoon ki taraf m ne aap ki tawajuh dilai thi aap ne us ka jawab bhi na diya.

  6. aik ayat hazir hai Samee o baseer ke hawale se

     

     

    مَثَلُ الْفَرِيقَيْنِ كَالأَعْمَى وَالأَصَمِّ وَالْبَصِيرِ وَالسَّمِيعِ هَلْ يَسْتَوِيَانِ مَثَلاً أَفَلاَ تَذَكَّرُونَ

     

    (۲۴) دونوں فریق (ف۴۹) کا حال ایسا ہے جیسے ایک اندھا اور بہرا اور دوسرا دیکھتا اور سنتا (ف۵۰)کيا ان دونوں حال کا ايک سا ہے (ف۱۵) تو کياتم دہيان نہيں کرتے

     

    para 12, sura 11, ayat 24.

     

    -----------------------------------------------------------------------------------------

    إِنَّا خَلَقْنَا الْإِنسَانَ مِن نُّطْفَةٍ أَمْشَاجٍ نَّبْتَلِيهِ فَجَعَلْنَاهُ سَمِيعًا بَصِيرًا

     

    بیشک ہم نے آدمی کو کیا ملی ہوئی منی سے کہ وہ اسے جانچیں تو اسے سنتا دیکھتا کردیا

     

    para 29, sura 76, ayat 02

     

    ----------------------------------------------------------------------------------------

     

    Ab kia shirk ki tareef ho gi aap ki

  7. Lejiay aik aur sahab tapak parey hai.

    janab aap ko chahiye ke comments se pehle Topic ko complete read karen phir hawai fire karen.

     

     

    App ko itna bhi nai pata hai ke Jo sun aur dekh sakta ho us ko arabi me samee o Baseer kaha ja ta hai.

    Aur jahan tak Ayat k Taluq hai wo meri is baat ke liye pesh karna zaroori nai hai. Aur agar zaroori chahiye to topic dobara tasalli se awwal ta akhir read karen aap ko aise kai Ayat mil jan gi.

     

    Aur janab me Allah ki zaat ko Awal To Tashbeeh de hi nai raha hun. balke ap ke bhai se un ke bleive ke mutabiq faraq maloom kar raha hun.

  8. Islam ko darpesh sab se bada KHATRAAAA Wahabism.

     

    Jis ne islam me shirk ki nai taareef muaarif kari.

    jis ne apne se pehle aur moojuda sab musalmaanoon ko kafir, mushrik aur bidaati bana diya.

    jis ne Shaiir e islaam ka khulam khulla rad kia aur un ko khatam karne ke aaj bhi dar pe hai.

    jis ne British se mil ke islaam ki jaroon tak ko hilaney ki koshish ki aur jari hai.

    jis ne Sub-coninent me bhi British ki itaat ko wajib kaha.

    jis ne Jahad jab british ke mukhalif tha to haram, aur jab naam nihad jihad kia to Amreca ko khush karne ke liye.

    jis ne Jews ko islam pe hamla karne ka jawaz faraham kia.

    Jis ne hijaz e Muqadas per ghasibana Qabsa jamaya.

    jis ne musalmanoon ka qatale aam kia.

    jis ne Rooza e Rasool ko girane ki Naapaaak jasarat ki.

    jis ne harameen me se shirk aur bidaat ke naam pe tamam nishanaat e qaroon esilasa ko mita dala.

    Jis ne islam me azaad khiyali ko faroogh dia.

    jis ne Quran o Hadeess Ko apni aqal ke mutabiq samajhne pe zoor dia.

    jis ne Anbia aur Aulia Ki Shaan me Ghustakhion ke Sabqa tammam Records toorr diye.

    Jis ne Markaz e Islam me Ghasibana Qabza jama kar Musalmanoon Ko Mutihd hone se Rok dia.

    Jis ne Tail ke zakhair hath ane par tamam tar Zar e Mubadila America Muntakil kar dia(7.5 % of American Economy).

    jis ne Kuffar Ko Arab me Musalmanon ke khilaf sazishoon ke natije me Apni hifazat ke liye kuffar ko chowkidari ki ijazat di.

    Jis ne Arab me fahasi ke addey khol diey.

     

    Aur kia bataoon agar tafseel se baat ho to wahabion ke siah karnamoon se daftar ke daftar siyah ho jaeen.

     

    Agar is fitney ke rad me Ahle Sunnat Apna Time saf kartey hai to kia bura kartey hai?

  9. Mr. Khursheed ye Section Makhsoos hai Urdu ke liye agar aap ko urdu nai ati to english section me ja sakte hai.

    agar ati hai to Urdu me post karen.

     

    aap ne farmaya ke is effoort ka kuch faida nai hai. shayyed aap deobandi's ke aqaid se nawaqif hain. Deobandi hazraat aik taraf to aisa aqeeda rakhne waloon ko Kafir aur mushrik kehte hai dosri taraf Apne ulama ke bare me wohi aqeeda rakhte hai.

    hum to deobandi's ko is tazaad ko khatam karne ki dawat de rahe hain.

     

    Dono proves aap ke saamne hain.

     

    Huzoor sallallahualaiwasal ke liye to kahen ke mar ke mitti me mil gaye. aur Apne ulama ka jasad e unsarai ke sath moot ke baad ana sabit kareen. kia ye khulam khula islam dushmani nai hai. Ye log Musalamno ko deobanadi bana rahe hain.

     

    Khursheed sahib me aap se Haqeeqat ko mannaney aur insaaf pasand bananny ki umeed karta hun

  10. Yaqeenan Abdussalam Meri dua ke nateejey me bohat khush hua ho ga. ke me ne itni "jaleel ul qadar" hast jin ko janab ke ulama qatae jannati sabit karne ki sar toor kashishon me masroof hain, zaroor hashar me us ke sah hone ke talabgar hon ge. Aur janab ne be sakhta meri dua par AMeen bhi keh dia ho ga.

     

    Allah Azzawajal Tum jaison ka hashar yazeed e paleed jaison ke sayh hi kare ga. Inshallah. Allah Paak to ye Dunya me hi zahir kiye ja raha hai..

     

    Janab Abdussalam meri last post me Apki post ke jawab me kuch sawal hai agar munasib samjhen to un ka jawab bhi de dijye ga. Nahi to majbooran mujhe aik dafa phir Aap ko farar hone wala kehna pare ga.

×
×
  • Create New...