Jump to content

Umar Taj Attari

Composing Team
  • کل پوسٹس

    243
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    3

پوسٹس ںے Umar Taj Attari کیا

  1. اسی طرح یزید رحمہ اللہ اور عبداللہ بن زبیر رضی اللہ عنہ نے اپنے اپنے دور میں یہ عمل کیا ۔ خلیفہ عبدالملک بن مروان کے عہد میں یہی مستقل طریقہ بن گیا ۔ جو آج تک جاری ہے ۔

     

    aslamualikum only to muslims.

    yahan to Wahabi najdi ne yazeed e paleed ke sath rehmatullah likh diya hai. Allah azawajal in ka hashar yazeed ke sath hi kare, AMEEN

    ان آیات کے نیچے اسی خط اور انداز میں یہ عبارتیں درج ہوتی ہیں کہ یہ غلاف مکہ مکرمہ میں تیار ہوا اور خادم الحرمین الشریفین کی طرف سے اسے خانہ کعبہ کو بطور تحفہ پیش کیا گیا ۔ اللہ تعالیٰ اسے قبول فرمائے

    Kya ye shirk nahi? Najdion ne kabaa ke ghulaf pe apna naam likhna to gawara kr liya lekin Huzoor sallallahualaihiwasalm se dushmani ke un ke Naame garami aur nshanaat ko mitaaney ke dar pe hain.

     

    Abdussalam tum ne post ko shayad ghoor se nai parha ke is me Ghusle kaaba ka jawab manga hai jab ke tum Ghilaf e Kaaba ka Jawaz pesh kar rahe ho.

     

    aur Yeh wohi Abdussalam hai jis ne kuch rooz qabal apna id block kiye jane ka dawa kiya tha au ab ye wohi purana id use kar raha hai. Munafqat ki had hai.

  2. apka jawab kafi tafseel sey pichhli post main mojood hai

    Mukhtasir si Tareef doara hazir hai.

    Allah Taala ki Zaat or Sifaat main kissi ko Allah ka Shareek manna Shirik kahlata hai.

     

     

    Chalo kuch to jawab aya

    is tareef ko mazeed wazia karne ke liye aik aur simple sa question.

    agar koi shakhs koi amal karta hai to kai se pata chale ke wo shirk ka murtakib hua ya nai.

    jaisey samee o baseer Allah (azw) bhi hai aur insaan bhi to kaise diffrence kia jae.

    explain ur believe.

  3. Assalam-o-ALikum

    Umer Taj Attari Bhai new post Hazir hai

    ap sey guzarish hai k intehai tawajjey sey perhiey ga

    jawab deyney mian jaldi na kijiey ga

     

     

    Nasir Noman

     

     

    ok ab ap ne Madad ka mozu ilhtiar kia lekin janab shayad aap ko shirk ki tareef nai ati aap janab se aikdemand ki thi ke mukhtasir aur jaamay si apney aqeeday ke mutabiq shirk ki tareef kar den jis ke tanazur me aao se baat ho ki ja sake.

     

    Lekin aap hai ke har martaba jawab dene se farar ho jate hai.

     

    Kia aap ki aqal me aik asan si baat bhi dakhil nai ho pa rahi.

     

    Meri posts ko agar dobara parhne ki zehmat karen ge ta shayad aap ko pata chal jaye ke is baat ki me kitni dafa demand kar chuka hun.

     

    Chalen aap hi bata den ke aap ko kaise samajh lage gi me us zaban me samjhane ki koshish bhi kar lun.

    ho sakta hai aap bolne ke liye urdu aur samajhne ke liye koi dosri language istimal karte hon.

     

    Agar ab bhi na samajh aye to to me samjhun ga ke mohar lag chuki hai.

  4. bhai is download me RESUME supported nai hai. aur size bhi 70 Mb se ziada hai. Low speed internet waloon ke liye download karna mumkin nahi hai.

    Kindly koi aisa link den jis me Resume supported ho ta ke kisi downloader mw bhi download ho sake.

     

    Jazakallah

     

    bhai is download me RESUME supported nai hai. aur size bhi 70 Mb se ziada hai. Low speed internet waloon ke liye download karna mumkin nahi hai.

    Kindly koi aisa link den jis me Resume supported ho ta ke kisi downloader mw bhi download ho sake.

     

    Jazakallah

  5. Assalam-o-Alikum,

     

    Umer Taj Attari bhai shirik ki tareef hazir hai apkey aqeedey k mutabiq

    ap tasli sey perh lain

    ager koi ghalti hai to barah-e-meherbani nishandahi farmey

    ager drust hai to batain takey hum aagey baat shoro kersaky

    in daleel ka jawabat k sath sath apko wazahat hoti jaey gi

     

    Nasir Noman

     

     

    Janab aap kia karna chahtey hai i dont know agar aap ye hawaley behas ke doran bhi dete to me zaroor man jata.

     

    Lekin me aap ke aqeedey ke mutabiq shir ki tareef mang raha hun.

     

    aap ko samajh nai lag rahi hai.

     

    In cheezon se to me waqif hun.

     

    Aap janab apni baat kareen.

  6. bhai mein ne kiya ghalat kaha hai kiya aap loag nahi kehtay hamaray 4 yaar ?? phir mein ne to sirf explain kiya hai aur aap bura mana gaye

     

     

    Haan tum ne yaqeenan ghalat kaha hai. Char yar Huzoor (saw) ke hain.

    hamarey nai hain. Hum to Huzoor (saw) ke char yaroon ki izzat kartey hain.

     

    Aur tum itna ziyada jaltey ho ke jal jal k tumhara dil kala ho gaya hai, balke rakh ho chuka hai.

     

    Aur zabaan darazi ki intiha hai. Lekin te andaz e kalam tumhen hi mubarak ho.

  7. Iss ka matlab yeh hua ke ager main kuch na likhoon to aap apne Quran-o-Sunnet ke khilaaf jitne aqaed hain un ko pakar ker raken ge. MashaAllah kia soch hai.......

     

     

    Janab aap se mutalba kiya gya tha k aap wahabi ulama ke ghalat aqaid ka rad pesh karen lekin aap ko nai behas shoru karne ka irada rakhtey hai.

     

    Alhamdulillah Ahle sunnat ke tamam aqaid Quran o Hadees ke mutabiq hain agar mukhalif hain to tm Sabit karo me apne elan per amal kar k dikhoun ga.

     

    Ab tumhari baari kya kehte ho

  8. Janab aap ki ki gae post ko me nai intihai tasalli se parha lekin aap ki post me mujhe kahin bhi SHIRK KI TAREEF nazar nai ayi. ho sakta hai mere daikhne ki ghalti ho agar me ne mis kardi hai to nishandahi farmaden! shukriya.

     

    AAp ne Allah se darne ka bayan kiya lekin aap shayyad bhool gaye ke hamare aqeedey ke mutabik tanha shakhs se Gunah, Shirk aur Kufar ka sarzad hona mumkin hai. is liye yaqeenan wo ayat se dar hasil kare ga.

     

    Albata hadees ki ro se Musalmanoon ki itni bari aksariyat ka Shirk to kuja Gumrahi par ikatha hona bhi mahal hai.

     

    lekin maazrat ke sath mujhe phir mehsoos hua ke janab ne pehle to koshish ki hai ke hum ye man jaen ke musalmanoon ki jamaat se shirk ka sudoor mumkin hai, aur us le baad aap un ko mushrik sabit bhi karna chaheen ge.

     

     

    Lekin afsoooooooooooos apki mehnat zia gai. ke jin mozuat per ayat pesh kar ke aap jo dar sabit karna chahrahe the us ki mojodgi ab bhi hai ke koi tanha kuch bhi kar sakta hai.

     

     

     

    Yaqeenan me Doobara ap ki post ka intizaar karun ga jis me ap ki taraf se shirk ki taareef ho gi.

     

    App ne jis mozu pe lecture diya wo hamari behas ka hisa nai hai. umeeda hai ke aap samajh jaen ge ke mera mutalba Sirf aur sirf Shirk ki mukhtasar si aap ke aqeedey ke mutabiq taareef hai. Ab tak ap nai samajh pae.

     

    Ya phir shayad jis lafz ko aap sab se ziada istimal kartey hai us ki taareef se hi aap na waqif hain.

×
×
  • Create New...