Jump to content

mani2002

اراکین
  • کل پوسٹس

    12
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About mani2002

Previous Fields

  • فقہ
    Hanbali

mani2002's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. phalay tu aap nay kha kay aap nay ayat toor marror kar paish nahi ki abb sabit hogaya tu wohi murgay ki aik tang or ab yeh ajeeb saa sawal, heart hay quranic verse appki nazar may kuch nahi app kisi bhi ayat say kuch bhi utaha kar kiya sabit karna chahetay. ahlul ilm ho ya sirf tafree karnay walay, kam iz kam quran kay sath mat khalo, kitana jhoot bolo gay kitna bawaqoof banaowgay kitnay firqa banaougay, pakistan may har saal ghadohou ki fooz kay ilawa kuch nahi ugta. mera khyal hay jo quran ka mazaq banay may bhi sharminda na ho us say discuss fazool hay. app ki jahalat aap ko mubarrak, may samja tha kay koi ahlul fikar ya ahlul alm hogo tu ilmi bahas hogi magar quran ka mazaq uranay waloun say allah bachay. i am no more with this fourum I am requesting admin to delete my id. thanks. Syed Ali Ashgar Naqvi (Ex.Shia)
  2. is case may begarat na brailvi hay na deo-bandi hay begairat wo log hain jo in kuto kay jansay may aakar is tharha kay kaam kartay hain, phali baat tu yeh kay un ladies ko kis nay kaha tha aik gair mard kay pas jain or phir us ka hukum manain wo un ko kamray may layjata tha film bhi banata tha kis waja say majboor thi wo yeh owrtain ghuna may shareek hain yeh hay asal mamla is say nimatna kaisay hai yeh sochain na kay aik dosray say fight karin, jis nay yeh poster banaya wo bewakouf hay jahil hay sirf wo person jis nay yeh kaam kiya saara mohalla nahi. aab yeh donu groups waqae sahi hain tu donu ko milkar in badmasho kay kilaaf kaam karna paray ga, aam logo ko in logo ki khabar rakhni paray gi or in logo tak pochani hogi or is tharha kay mazeed programme dekhanay paray gain take or log in kay chungal may na parain. har cheez to musbat indaz may dekhain molvi sirf namaz pharhany kay liya nahi har kaam may madad kar sakta hai khali khooli batain nahi karain logo ko educate karain thanks.
  3. islam aik assan religion hay, or islamic beleifs ko allah nay bilkul khool khool kar wasigaf alfaj pay paish kardeya hay quran may jasay jaidad ka masla, tallaq, touheed etc un ayat may allah nay in aqeeday par chalnay ka hukum deya hai, or quran waqiyat bayan karta hay jis may us waqat kay logo ka hal naboun ki zindagi etc discuss ki gai hay. or jo yehan ayat post ki gai hay wo us waqat kay halat ko zahir karti hain or saab say bari bat jin logo ko addressed kiya gaya hai wo whoan mojood tha or zinda that quran may khain yeh nahi aya kay fallan nay marnay kay baad fallan ki madad ki ya marnay kay baad us nay yeh kaam kiya tu yeh sari ayat kisi aqeeday kay liya nahe balkay jo fabricated aqeeda hay us ki bhi nafi karti hain. thanks
  4. app nay jo 3 ayat post ki hay wo bhi aap kay aqeeday ko sabit nahe karti mulaheza ho. ﴿وَإِن كُنتُمْ فِى رَيْبٍ مِّمَّا نَزَّلْنَا عَلَى عَبْدِنَا فَأْتُواْ بِسُورَةٍ مِّن مِّثْلِهِ وَادْعُواْ شُهَدَآءَكُم مِّن دُونِ اللَّهِ إِن كُنتُمْ صَـدِقِينَ - فَإِن لَّمْ تَفْعَلُواْ وَلَن تَفْعَلُواْ فَاتَّقُواْ النَّارَ الَّتِى وَقُودُهَا النَّاسُ وَالْحِجَارَةُ أُعِدَّتْ لِلْكَـفِرِينَ ﴾ (23. And if you (Arab pagans, Jews, and Christians) are in doubt concerning that which We have sent down (i.e. the Qur'an) to Our servant (Muhammad ), then produce a Surah (chapter) of the like thereof and call your witnesses (supporters and helpers) besides Allah, if you are truthful). (24. But if you do it not, and you can never do it, then fear the Fire (Hell) whose fuel is men and stones, prepared for the disbelievers.) is ki urdu tafseer kay liya link yeh hain
  5. sunni deffender phalay check kiya jata hai phir bola jata hay may nay koi wrong baat nahi ki islami aqeeday ko daleel ki zarrorat hi nahi fabricated beliefs of dalil ki zarrorat parti hay. abb remaining ayat khud check kartay ho ya yeh bhi may karoun thanks.
  6. ﴿بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـنِ الرَّحِيمِ ﴾ ﴿يَـأَيُّهَا الَّذِينَ ءَامَنُواْ أَوْفُواْ بِالْعُقُودِ أُحِلَّتْ لَكُمْ بَهِيمَةُ الاٌّنْعَامِ إِلاَّ مَا يُتْلَى عَلَيْكُمْ غَيْرَ مُحِلِّى الصَّيْدِ وَأَنتُمْ حُرُمٌ إِنَّ اللَّهَ يَحْكُمُ مَا يُرِيدُ - يَـأَيُّهَا الَّذِينَ ءَامَنُواْ لاَ تُحِلُّواْ شَعَآئِرَ اللَّهِ وَلاَ الشَّهْرَ الْحَرَامَ وَلاَ الْهَدْىَ وَلاَ الْقَلَـئِدَ وَلا ءَامِّينَ الْبَيْتَ الْحَرَامَ يَبْتَغُونَ فَضْلاً مِّن رَّبِّهِمْ وَرِضْوَناً وَإِذَا حَلَلْتُمْ فَاصْطَـدُواْ وَلاَ يَجْرِمَنَّكُمْ شَنَآنُ قَوْمٍ أَن صَدُّوكُمْ عَنِ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ أَن تَعْتَدُواْ وَتَعَاوَنُواْ عَلَى الْبرِّ وَالتَّقْوَى وَلاَ تَعَاوَنُواْ عَلَى الإِثْمِ وَالْعُدْوَانِ وَاتَّقُواْ اللَّهَ إِنَّ اللَّهَ شَدِيدُ آلْعِقَابِ ﴾ (In the Name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.) (1. O you who believe! Fulfill (your) obligations. Lawful to you (for food) are all the beasts of cattle except that which will be announced to you (herein), game (also) being unlawful when you assume Ihram. Verily, Allah commands that which He wills.) (2. O you who believe! Violate not the sanctity of the symbols of Allah, nor of the Sacred Month, nor of the Hady brought for sacrifice, nor the garlands, nor the people coming to the Sacred House (Makkah), seeking the bounty and good pleasure of their Lord. But when you finish the Ihram, then hunt, and let not the hatred of some people in (once) stopping you from Al-Masjid Al-Haram (at Makkah) lead you to transgression. Help you one another in Al-Birr and At-Taqwa, but do not help one another in sin and transgression. And have Taqwa of Allah. Verily, Allah is severe in punishment.) Ibn Abi Hatim recorded that a man came to `Abdullah bin Mas`ud and said to him, "Advise me.'' He said, "When you hear Allah's statement, jo aap nay dosri ayat post ki hay wo bhi pori nahe khud dekh lo aap nay ayat toor kay paish ki hay pori ayat nahe is ka urdu tarjuma or tafseer khud dekh lo <a href="http://qurango.com/images/t2/46.jpg">http://qurango.com/images/t2/46.jpg http://qurango.com/images/t2/47.jpg http://qurango.com/images/t2/48.jpg http://qurango.com/images/t2/49.jpg
  7. ﴿يأَيُّهَا الَّذِينَ ءَامَنُواْ كُونُواْ أَنصَـرَ اللَّهِ كَمَا قَالَ عِيسَى ابْنُ مَرْيَمَ لِلْحَوَارِيِّينَ مَنْ أَنَّصَـرِى إِلَى اللَّهِ قَالَ الْحَوَرِيُّونَ نَحْنُ أَنصَـرُ اللَّهِ فَـَامَنَت طَّآئِفَةٌ مِّن بَنِى إِسْرَءِيلَ وَكَفَرَت طَّآئِفَةٌ فَأَيَّدْنَا الَّذِينَ ءَامَنُواْ عَلَى عَدُوِّهِمْ فَأَصْبَحُواْ ظَـهِرِينَ ﴾ (14. O you who believe! Be you helpers (in the cause) of Allah as said `Isa, son of Maryam, to the Hawariyyin (the disciples): "Who are my helpers (in the cause) of Allah'' The Hawariyyun said: "We are Allah's helpers'' (i.e., we will strive in His cause!). Then a group of the Children of Israel believed and a group disbelieved. So, We gave power to those who believed against their enemies, and they became the victorious (uppermost).) app nay jo ayah saab say phalay post ki hay wo khud dekh lo toor kay paish ki hay pori ayat khud dekh lo or is ka urdu tarjuma or tafseef yeh say dekh lo. http://qurango.com/images/t5/408.jpg http://qurango.com/images/t5/409.jpg may time nikal kar aik aik allag allag post karni ki koshish karta houn thanks.
  8. meray khyal agar app sahi hain tu khud ja kar tafseer e quran phar lain or pori ayat post kiya karin toor marror kar nahi or yeh wahabi / brailvi apnay had tak rakain may firkoun may nahi parta. islam kay aqeeday khul kar bayan kiya ja chukay hain un kay liya dalil ki zarorat nahi dalil ki zarorat jhoota aqeeday ko parti hay. thanks.
  9. yeh app khud hi check karlain, kyunkay agar apkay pass samajh hogi tu sab ki sab app khud delete kar dogay, islam may isaratan kinayatan kuch nahi bayan huwa sab kuch khul kar bayan kiya huwa hai agar ieman-e-mufasal ya ieman mujamal pharnay ka ittafaq ho tu khud hi ghoor kar lijeya ga app kay bhonday farsooda aqaied khain nahi milagain. thanks.
  10. baat assan hay jo deen hamain allah ki taraaf say mila wo mukamal hay us may say koi cheez nikali ya add nahi ki jasakti or jo aqeeda quran or sunnat kay mukhalif ho us ko nahi mana jasakta chahay wo kisi nay bhi lika ho quran khata hay "allah ki ittaut karo, rasoon ki ittaut karo, ulil umar ki ittaut karo or agar ulil umar say ikhtalaf ho tu allah or rasool ki taraf lota do". saaf saaf zahir hai kay yeh aqeeda khelaaf-e-sunnat hay tu ham usay allah or rasool ki tarraf lota rahay hain. thanks.
  11. mazrat kay sath app nay jo bhi quranic ayat quote ki hain un ki shan-e-nazool wo nahe jo app nay akhaj ki hain ya jo appnay aqeeda ghar liya hai, phalay app aik aik ayah ko poray text kay sath pharhain phir unki shan-e-nazool dekhain is kay baad quote karain takay app ko sahi jawab milay, yeh shioun kay tariqa hay ayah ko toor marror kar paish karnay ka muslim ka nahi. thanks.
  12. phali baat tu yeh hay jab prophet pbuh nay kha deya kay every innovation is misguidance, tu har biddat is may shamil hay, or jhan tak hz. umer ki baat hay wo khain say biddat nahi kynka prophet pbuh nay salh tul lail 3 din phari aik jamat may pharhae or muktalif rakatain phahe is liye hz. umer ra par yeh tankeed gustakhi hogi. dosri hadith jo paish ki gai hay tu us may tu saaf saaf likha hay "amal" biddat nahe likha yani masjid banwana konwa khudwani school bana wagera or aik or hadith bhi hay muslim may jis ka mafoom hai "kay agar koi deen may koi cheez dalay sawab ki niyat say jo phalay deen may nahi wo mardood hay" or saab say bari baat yeh hay kay har juma kay khutbay may bhi yehi baat dhorae jati ha "deen may koi cheez dalna biddat hay biddat zalalat hay yeh gumrahe ki taraf lajati hay or jhanam ki aag may lay jaigi". or baat hay izan ki tu yehan saaf toor pay sabit hay bazar ja ka izan dejati thi kyunkay us dour may loud speaker tu tha nahi abb azan ki awaz bazar tak pouhanch jati hay is liya abb is ki koi zarorat nahi. biddat ko is liya mana kiya gaya hay kay har koi agar apni taraf say add karaga tu deen tu rahega nahi sirf biddat rah jaegi jis tharha essaeyoun or yahoudioun nay kiya.
×
×
  • Create New...