Jump to content

Arif Ex.Qadri

اراکین
  • کل پوسٹس

    5
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Arif Ex.Qadri

Arif Ex.Qadri's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. yaar apko ghaib ka ilm hoga tabhi aap yeh baat kar saktay hain, may nay khabi thaqeeq nahi ki thi mani2002 ki post phar kar thaqeeq ki kyunkay us nay 2 ya 3 bar kaha tha app khud check kar lain kay app nay ayat toor marror kar post ki hay or app nay har baar mana kar deya may nay aik aik ayat check ki phir aap us say pouch rahay thay ka tafseer kis ki hay halankay link may janay say khud pata chal jata hay tafseer kis ki hay, yehan yeh bhi zeeray bahas nahi ka tafseer kis ki hay par app ko ayat to pori post karni thi abb dekhya nuqsaan huwa na jhoot bolnay ka may nay thaqeeq ki tu may sahi rasta paagaya kyunkay is say phalay na may nay thaqeeq ki na koi cheez check ki jo mullah bola yaqeen kar liya.
  2. Surah ZUMR ki AYAT 3 mulahiza kijye jis mai ALLAH kafiro ki baat farmaraha hai kai wo ye nahi kehte kai hum ALLAH KAI ELAWA kisi ki ibadat kartai hain balkai hum to islye karte hain taake wo humai ALLAH KAI QARIB kardain.,.. :
  3. phali baat tou yeh hay kay app is baat ka jawab hi nahe day rahay kay app pori ayat kyun nahe post kartay, sari ayat out of subject hain jab kay is subject par khuli ayat bhi mojood hain jo saaf saaf apkay aqeeday ka inkar karti hain, even app nay to quran ki ayat post ki hain wo bhi chand event ko bata rahi hain or saaf saaf zinda logo kay baray may bayan kar rahi hain jabkay app murda logo say madad mangnay ka sabaq day rahay hain yeh khula tezad nahi quran nay saaf saaf khay deya wo meray liya aqeeda hai jo nahi kaha wo nahi. Aap ki is baat ka jawab to mainai dedya, Quran aap ki baat ka sidha sidha jawab deta hai, mulahiza kijye, Surah Baqarah ki Ayat 186..:
  4. yarr baat tarbooz ki hoti hay or app alo lay aatay ho, jo ayat aap nay dey hay us ko toor kar kyun post kiya, app pori ayat post karain, quran may waqiyat bayan kiya gaye hain or aqaeed tu khud rasool pbuh nay khud sekhaya hain app sabit karain quran say or hadith say leakin toor toor kar nahi wajay atay pesh ki jay tu samajh may baat aa sakti hay. may nay khud sari ayat check ki or phir is natijay par houn kay qadri religion fake religion hay is liya may nay is ko khairbad khadeya. or aapp quran ka mazaq nahi bana rahay tu or kiya kar rahay hain khud ja kar check kar lain. khud ham har namaz may khatain hain kay "ham allah ki ibadat kartay hain or usi say madad mangtay hain" yeh tu kahe nahi likha kay 'ibadat tu allah ki kartay hain or madad gair allah say mangtay hain'. may nay to toba kar li tum logo say waqe allah bachaee. may kalma phar kar musalman hota houn or har biddat say panaha mangta houn.
  5. is thraha kay forum say 2 batain zahoor pazeer hoti hain, kuch log sahi rasta paaletay hain or kuch ghumrah hojatay han, may aasay hi serfing kar raha tha of is forum may pounchgaya or yeh bahas read kari jis ka result yeh aya. may khud qadri series may tha abb may nay bait toor di. is forum say sabit ho gaya kay log is forum may quran say play kartay hain, or quran kay waqiya ki ayat ko toor toor kay aqeeday buntay hain oper yeh baat saaf saaf zahir hay. abb mujay koi yeh bataay kay kiya ghir allah ki ebadat ho sakti hay. ham har namaz may yeh khalaya jata hai kay "ay allah ham teri ebadat kartay hain". yeh ayat purely aqeeday ki hay. phir is kay baad ham say yeh khalaya jata hay kay "ay allah ham tuj he say madad mangtay hain" yeh ayat bhi purely aqeeday ki hay. yeh donu ayat saaf saat aqeeday kay alan karti hain jis kay baad no koi dalil kar sakta hay na koi aqeeday buna jasakta hay. musalman ka farz hy k wo apnay aqeeda or amal sirf us hd tak rakhe jitna Allah k Rasool (pbuh) ne byan farmaya by or allah ne quran me btaya hy. wo allah pr dil se emaan laye or aqeedey or amal pr Q, kese, kya, kahan, agar magar kr k swalaat na uthaye or ger zaruri tashrihaat pesh na krey. Misal kay toor par quran me hy k allah dekhta or sunta hy tou bas aqeeda ye ho k allah dekhta or sunta hy. ye behas hargiz na ho ka allah ki aankhen or kaan hain ya allah ki kitni aankhen or kitne kaan hain, ya wo kesse dekhta hy kese sunta hy etc. Tareekh me bohat se log is qisam ki ger zaruri behas me ulajh kr apna emaan khrab kr chukay hian or ajj b aese logo ki kami nhi hy.
×
×
  • Create New...