Jump to content

Attaria786

Islamic Sisters
  • کل پوسٹس

    293
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

پوسٹس ںے Attaria786 کیا

  1. untitled.bmpsalam,bahi ham nay islami behnow ke namaz pori hifaz ke hai ye jo app nay farmaia hai k paoonw ko tyera karna hai asa nehi karna ...or dosri rehi baat ye k paoonw ko sajday main pechay ko niqalna hai ya right side pay to new addition & old addition main iss main faraq hai ...na janay kon sa sehi hai agar app karachi phone kar k poch dain to karam bala aye karam ho ga waslam
  2. salam,aj insallah amer ahlay suunat raat ijtema k bad madani muzakra farmain gay ye madani muzakra LIVE madani channal par b nasheer kia jay ga INSHALLAH azwajal .............................................app madni muzakray main sherkat karain app ko wo madni phool hasil hoon gay jo 100 ,50 kitaboow ko parnay say b nehi mil saktay waslam

     

     

    WATCH MADANI CHANNAL

     

  3. salam zukam ya nazlay ke waja say jo pani nose say niklay wo najas nahi hota or na he wozu main koi khalal parta hai ...or na namaz fased ho ge bar_ha amer ahlay suunat nay madani muzakrat main is tarha k sawalat k jawabat dieay hain...............agar zukam ho jay to right calai par koi kapra lapeeat lia karain or yad rakheay ga k 1 rukaan main sirf 2 martaba hath utha saktay hain warna amlay qaseer ho jay ga........app Suuni baheshi zevar or Namaz k ahkam book mutalay main rakhain .......nigran_e_shurrah nay farmia tha k jab madani muzakra lagay to D/I k tamam kaam chor kar madani muzakra dekhain waslam

  4. (salam) mai nay window ke cd dali the magar wo pher b wohi option deta hai darasl ye jo mera pc hai is ke ghost wali cd tyeaar hai magar or muj say is pc k elawa kisi par window nehi hoti to thore se rehnomai farmain k win ke cd dalnay k bad kia karna hai ....agar to muj say theak ho gia to theak hai warna pher main kisi say theak karwa loon ge

    maray bro ye sab kaam jantay hain wo mulak say baher hain warna mujay zaroorat peach na ati (salam)

×
×
  • Create New...