
Sweet.25123
Members-
Content Count
18 -
Joined
-
Last visited
Community Reputation
1 NeutralAbout Sweet.25123

-
Rank
Member
Recent Profile Visitors
The recent visitors block is disabled and is not being shown to other users.
-
1-Is mazmoon main aap ne jo hadees ka mafhoom likha he is ki shrha main hafiz ibne hajar ra ne likha he jis ka mafhoom he k ye hadees sadqat ki taqseem k bare main he. Kya aap ye kehna chahte hain k ab bhi Aqa k pas log sadqat bhej rahe hain??? 2-Isi hadees se Ulama ne ye isdalal bhi kya he k Aqa ko Allah ne jo ilm ata fermaya us k bare main he. aap ne jo isdalal kiya he wo kon se faqeeh ne likha he???? Ahle quboor se apni muradain mangne ko ulma e ehnaf ne haram aur shirk likha he.
-
To is ka matlab he k aap ye samajhte hain k ahle quboor ko allah ne ye ikhtiyar diya he k wo aap ki hajtoon ko pura karain??? Aur hazrat Umar ra wali hadees jiss main qehat k zamane main aik sahabi ne Qabre mubarik par ja kar arz kiya tha to unhoon ne bhi huzuur se dua ki derkhast ki thi na k aap se pani talab kiya tha.
-
Bhai in sari tehriron ko istamdad ki tareef ko samne rakh kar parho ge to ashkal khatam ho ga aur bat ki samajh bhi shayad aa jae. Hazrat Shah Abdul Aziz ra k han ISTAMDAD KI SOORAT IS K ILAWA KUCH NAHIN k muhtaj apni hajat Allah se talab karta he. Magar batawasul us banda k jo Allah k darbar main muqarab o mukarram he. Aur kehta he k ae parwardigar is banda ki barkat se jis ko tu ne apni rehmat aur karam se nawaza he meri hajat puri kar de. Ya is muqarab o mukarram ko nida karta he k ae Allah k bande aur us k wali aap mere liye safarash farmain. Aur Allah se mere matloob ki iltija
-
ISTAMDAD KI SOORAT IS K ILAWA KUCH NAHIN k muhtaj apni hajat Allah se talab karta he. Magar batawasul us banda k jo Allah k darbar main muqarab o mukarram he. Aur kehta he k ae parwardigar is banda ki barkat se jis ko tu ne apni rehmat aur karam se nawaza he meri hajat puri kar de. Ya is muqarab o mukarram ko nida karta he k ae Allah k bande aur us k wali aap mere liye safarash farmain. Aur Allah se mere matloob ki iltija karain k wo meri hajat ko pura kar de. So is soorat main banda darmiyan main waseela he. Qader aur dene wala AUR JISS SE SAWAAL KIYA GYA WO ALLAH HE. Ye tareef mai
-
ISTAMDAD KI SOORAT IS K ILAWA KUCH NAHIN k muhtaj apni hajat Allah se talab karta he. Magar batawasul us banda k jo Allah k darbar main muqarab o mukarram he. Aur kehta he k ae parwardigar is banda ki barkat se jis ko tu ne apni rehmat aur karam se nawaza he meri hajat puri kar de. Ya is muqarab o mukarram ko nida karta he k ae Allah k bande aur us k wali aap mere liye safarash farmain. Aur Allah se mere matloob ki iltija karain k wo meri hajat ko pura kar de. So is soorat main banda darmiyan main waseela he. Qader aur dene wala AUR JISS SE SAWAAL KIYA GYA WO ALLAH HE. Aur is soorat m
-
Bhai quboor k tawasul se dua karna ya ahle quboor ko dua k liye kehna aur bat he aur ahle quboor se koi cheez mangna aur bat he. Aap k zimma aisi hadees he jiss main ahle qaboor se apni koi hajat talab ki gai ho jese beta de do ya barish de do ya sehat de do waghera. Ummeed he agli bar soch samajh kar jawab merhamat fermain ge.
-
camera wid mobile phone
Sweet.25123 replied to ata_ho_ghame_madina's topic in Fatawa wa Shari'i Masail Ka Hal
Bhai is ki koi wazahat kare ke kya mobile ki tasveer ko pani ya aine per qyas kerna durust he??? Jub k mobil main tasveer mehfooz ho jati he jub chaho dekho likin aina main shabih mehfooz nahin hoti??????????????? -
Bhai main is ki awaz nahi sun sakta. Agar is main deobandion k bare main koi bat he to wese hi pooch lain. Link dene ki kya zaroorat he???? Aur mera sawal to apni jaga mojuud he. Us ka jawab writen dijea. Ye link waghera main bhi nohat se de sakta hoon. Behtar he to the point bat karain. Rahi bat kawe ki hillat ki to is k to Imam e azam ra bhi qail hain. Is ka matlab he k tum log hanfi nahi ho bul k gm ho. warna kawe ki hillat par etraz na karte.