
Sage Raza o Attar
Members-
Content Count
16 -
Joined
-
Last visited
Community Reputation
0 NeutralAbout Sage Raza o Attar

-
Rank
Member
-
Salam, kya kis ko maloom hai k Quran Paak ki actual tarteeb kya hai aur jo is waqt mojooda tarteeb hai is ko kis ne tarteeb me kya ?
-
salam, aik shakhs 29va roza rakhta hai aur safar akhtiyar karta hai jab wo 1 din bad apnay watan asali jata hai to waha bhi 29va roza hota hai wo roza rakh leta hai ...... ab us k 30 roza complete hogayae hain lakin next day 30 va roza hota hai to kya wo 30 va roza bhi rakhay ga....?
-
bhai ap jo link diya hai is me likha hai k imam kaaba hanbali muqallid hain ..... kya abhi to current imam kaab aur imam masjid nabwi hain wo bhi hanbali hain agr hain to in k iqtida me hamari namaz hosakti hai kiun k wo muqallid hain hanafi ki namaz baqi k 3 fiqa k imamo ki iqtida karnay walay imam k peechay hosakti hain.... pls is ki wazahat farmadain... JAZAKALLAH
-
Salam, ALLAH AZZAWAJAL in ki maghfirat farmaye aur inhein Jannat-ul-Firdous me apny habib sallalaho alainhi wasllam ka prous ata farmain AMEEN..... EESAL-E- SAWAB KA TOUHFA Quran-e-Pak 2 qty
-
page no 270 ya 271 ha aur 1st jild ha ABU DAWOOD SHAREEF ki bhai mene bilkul newly join ki aur me internet use karnay k muamlay me thora weak bhi hun mazeed ya k kafi links par click karnay k bad wo OPPs ka ERROR deta iska kya matlab ha is k ilawa kafi link bhi kam nahi kartay jo islami bhai post kartay hain
-
270 ya 271 dono me se 1 ha confirm