Jump to content

Sage Raza o Attar

اراکین
  • کل پوسٹس

    16
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Sage Raza o Attar نے پوسٹ کیا

  1. Sage Raza o Attar

    Quran Ki Tarteeb

    Salam, kya kis ko maloom hai k Quran Paak ki actual tarteeb kya hai aur jo is waqt mojooda tarteeb hai is ko kis ne tarteeb me kya ?
  2. salam, aik shakhs 29va roza rakhta hai aur safar akhtiyar karta hai jab wo 1 din bad apnay watan asali jata hai to waha bhi 29va roza hota hai wo roza rakh leta hai ...... ab us k 30 roza complete hogayae hain lakin next day 30 va roza hota hai to kya wo 30 va roza bhi rakhay ga....?
  3. tooheedi bhai bhai hanbli muqalid k aqaid to durasst hotay hain aur agr imam kaaba muqalid hain aur hanbali hain to hosakta hai k un k aqaid durasst hon kya aisa koi proof hai ya vdo hai ya post hai jis me unho ne ghair muqalid wali kam kiye hain agr koi ho to pls share karen...
  4. bhai ap jo link diya hai is me likha hai k imam kaaba hanbali muqallid hain ..... kya abhi to current imam kaab aur imam masjid nabwi hain wo bhi hanbali hain agr hain to in k iqtida me hamari namaz hosakti hai kiun k wo muqallid hain hanafi ki namaz baqi k 3 fiqa k imamo ki iqtida karnay walay imam k peechay hosakti hain.... pls is ki wazahat farmadain... JAZAKALLAH
  5. Salam, kya imam-e-kaaba aur imam-e-masjid nabwi ki iqtida me jamat k sath namaz parh saktay hain... kiun k hamain un gumrah ya kufr pe honay ka yaqeenan maloom nahi..
  6. salam, pls share free masons replay in favor of ameer ahlesunnat with it video i actually have seen in this forum but o could not found it again pls urgently
  7. Salam, ALLAH AZZAWAJAL in ki maghfirat farmaye aur inhein Jannat-ul-Firdous me apny habib sallalaho alainhi wasllam ka prous ata farmain AMEEN..... EESAL-E- SAWAB KA TOUHFA Quran-e-Pak 2 qty
  8. bhai ap is ko badmazhab ki site pe dekehen agr koi jawab ready ha to batain nahi to pls is ka jawab bhi inhi k andaz me dain in ki kitabon se ya ap mujh se behter samajh sakaty k kis tarah jawab siya jaye
  9. Zair o Zabar by Allama Arshad Ul QadriDoes any one have Book Zair o Zabar by Allama Arshad Ul Qadri(RA)??? Deobandis had written response to Allama Arshad ul Qadri\\\'s famous book Zalzala, those were refuted by him in \\\"Zair o Zabar\\\" Please share
  10. in pages me bhai ye rasheed gand gohi ki aur degar bad mazhab ki books kis sites par hongi jis me se inho ne apnay kufriya aqaid delete nahio kiye hun or jahan se hum live kisi ko dekha saky kiun k image ko sab ignore karty ha ka ye bas aisi bani hoi ha
  11. page no 270 ya 271 ha aur 1st jild ha ABU DAWOOD SHAREEF ki bhai mene bilkul newly join ki aur me internet use karnay k muamlay me thora weak bhi hun mazeed ya k kafi links par click karnay k bad wo OPPs ka ERROR deta iska kya matlab ha is k ilawa kafi link bhi kam nahi kartay jo islami bhai post kartay hain
  12. bhai mene is fatwa ko to read kya ha is me kafe sob ka ziker ha or saheb mukhtar us sahi bukhari ki sharah me bayan kya ha. bhai mene is (kafe sob) wali hadis ko jo k namaz k ahkam me bhi ha www.nafseislam.com me jo sahi bukhar or musllim sharif ha boht search kya but muje nahi mili agr ap me se kisi nay yae hadis sahi bukhari ya muslim shareef me dekhi ha to muje batain me boht confuse hun kiun k me ne nafseislam se hi abu dawood shareef me aik hadis dekhi ha jis me ha k aik shakhs namaz me takhno se nichay kapra latka kar namaz par rhay thay to SARKAR ne unko wazo karna ka hukum diya 2 martaba yehi hukum diya to aik shaks ne arz ki ap ne isay kis waja se wazo karnay ka hukum diya farmaya.. ye tehmad latkay namaz par rha tha aur ALLAH azzawajal us shakhs ki namaz qubool nahi karta. please rehnumai kijiye ye link ha is hadis ka http://www.nafseislam.com/en/Literature/Ahadees/SahaaSitta/SunanIbneDaud/001/SunanIbneDaudJ1.htm
×
×
  • Create New...