Jump to content

Shizz

Under Observation
  • کل پوسٹس

    52
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Shizz نے پوسٹ کیا

  1. Shizz

    Need Help

    (1) meri profile open nhi ho rhi hai kafi dino se... (2) agar muje selected text ko quote krna ho to kese krongi???? (3) muje under observation mai kyon rakha gaya hai???
  2. ap ne pehle jo hadees bayan ki jb wo hadees zaeef sabit ho gai to ap ne kaha k hm se k " ap assalamualaikum ya ahlulqaboor" k alfaz nhi mantay jb k hm ne aisa kuch bhi nhi kaha...
  3. gayab insan ko hazir o nazir jan kr pukarna shirk hi hai...
  4. ap kia sirf yehi kehne k lye is thread ka rukh krtay hain or phir aarhay terhay moo bana kr chale jatay hain... jb k aap jantay hain k jawab hm ne hi dena hai ap ne ya ksi or ne nhi..
  5. اور محمد (صلی الله علیہ وسلم) تو صرف (خدا کے) پیغمبر ہیں ان سے پہلے بھی بہت سے پیغمبر ہو گزرے ہیں بھلا اگر یہ مر جائیں یا مارے جائیں تو تم الٹے پاؤں پھر جاؤ؟ (یعنی مرتد ہو جاؤ؟) اور جو الٹے پاؤں پھر جائے گا تو خدا کا کچھ نقصان نہ کر سکے گا اور خدا شکر گزاروں کو (بڑا) ثواب دے گا Surat 'Āli `Imrān144
  6. Hadith (Musnad e abi yaalaa ki vol3 pg 379) ko ap log SAHIH HADITH sahih hadith keh rahe hain lekin ye Rivayat sakht Zayeef hai, imam Zahbi iss Rivayat k Raavi Hajjaaj bin Aswad k halaat beyaan kertay huye farmatay hain, " حجاج بن الاسود. عن ثابت البنانى. نكرة. ما روى عنه فيما أعلم سوى مستلم بن سعيد، فأتى بخبر منكر، عنه، عن "أنس في أن الانبياء أحياء في قبورهم يصلون. (Meezaan ul Aitedaal, jild:1, Page:460) " Hajjaaj Bin Aswad jo k Sabit ul Bannani se munkar Rivayat Beyaan kerta hai, jo mein jaanta hoon uss mein iss ki aur koi Rivayat nahi hai Sivaye uss " Munkar " Rivayat k jo k ye Mustalim Bin Saeed k Hawalay se beyaan kerta hai k " Ambiya Apni Qabron mein Zinda hain, namaaz parhtay hain."
  7. اور جب موسیٰ نے اپنی قوم کے لیے (خدا سے) پانی مانگا تو ہم نے کہا کہ اپنی لاٹھی پتھر پر مارو۔ (انہوں نے لاٹھی ماری) تو پھر اس میں سے بارہ چشمے پھوٹ نکلے، اور تمام لوگوں نے اپنا اپنا گھاٹ معلوم کر (کے پانی پی) لیا Surat Al-Baqarah 60 اور اپنی لاٹھی ڈال دو۔ جب اُسے دیکھا تو (اس طرح) ہل رہی تھی گویا سانپ ہے Surat An-Naml 10 اور اپنا ہاتھ اپنے گریبان میں ڈالو سفید نکلے گا Surat An-Naml 12 یہاں تک کہ جب چیونٹیوں کے میدان میں پہنچے تو ایک چیونٹی نے کہا کہ چیونٹیوں اپنے اپنے بلوں میں داخل ہو جاؤ ایسا نہ ہو کہ سلیمان اور اس کے لشکر تم کو کچل ڈالیں اور ان کو خبر بھی نہ ہو تو وہ اس کی بات سن کر ہنس پڑے اور کہنے لگے Surat An-Naml 18-19 اور کہنے لگے کہ لوگو! ہمیں (خدا کی طرف سے) جانوروں کی بولی سکھائی گئی ہے Surat An-Naml16 پھر ہم نے ہوا کو ان کے زیرفرمان کردیا کہ جہاں وہ پہنچنا چاہتے ان کے حکم سے نرم نرم چلنے لگتی Surat Şād36 (ہم نے کہا کہ زمین پر) لات مارو (دیکھو) یہ (چشمہ نکل آیا) نہانے کو ٹھنڈا اور پینے کو (شیریں Surat Şād42 یہ میرا کرتہ لے جاؤ اور اسے والد صاحب کے منہ پر ڈال دو۔ وہ بینا ہو جائیں گے۔ Surat Yūsuf93 جب خوشخبری دینے والا آ پہنچا تو کرتہ یعقوب کے منہ پر ڈال دیا اور وہ بینا ہو گئے Surat Yūsuf96 اور (عیسیٰ) بنی اسرائیل کی طرف پیغمبر (ہو کر جائیں گے اور کہیں گے) کہ میں تمہارے پروردگار کی طرف سے نشانی لے کر آیا ہوں وہ یہ کہ تمہارے سامنے مٹی کی مورت بشکل پرند بناتا ہوں پھر اس میں پھونک مارتا ہوں تو وہ خدا کے حکم سے (سچ مچ) جانور ہو جاتا ہے اور اندھے اور ابرص کو تندرست کر دیتا ہوں اور خدا کے حکم سے مردے میں جان ڈال دیتا ہوں اور جو کچھ تم کھا کر آتے ہو اور جو اپنے گھروں میں جمع کر رکھتے ہو سب تم کو بتا دیتا ہوں اگر تم صاحب ایمان ہو تو ان باتوں میں تمہارے لیے (قدرت خدا کی) نشانی ہے Surat 'Āli `Imrān49 koi insan ye dawaah nhi kr sakta k wo apni lathi zameen pr marega or wahan se chashmah phhoot niklayga, koi ye nhi keh sakta k uski lathi sanp bann sakti hai,koi apna hath graibaan mai dalay or wo safaid or chamkeela ho jae aisa bhi namumkin hai,koi ye nhi kahega k usay parindon ki bolian ati hain,ya hawa us k hukm k tabay ho jae or jahan wo jana chahay usay le jae koi apna paaon zameen pr maaray or wahan se pani nikal aye, koi bewaqoof hi hoga jo isay try krne ki koshish krega ku sb jantay hain ye sb muaajzaat hain jo nabion k sath khas hain nabi (s.A.W)ne murdon ko sunaya to wo bhi aik moajzah tha agar ap ye sachtay hain k hr koi aisa kr sakta hai to baqi moazat bhi try kr k dekhyega... tafseer to mai ne bhi paish ki thi magar ap ne ye keh kr usay jhutla dia k apki tafseer apko mubarak...mai ye bat pehlay bhi keh chuki hon k agar murday sunat hotay to kafiron ko kabhi in se mushbihat nhi di jati.. hadees jiska ap zikr kr rhay hain us mai to ye kaha gaya hai k murda jane walon ki ahat sunta hai to ye to aik khas halat ka zikar hai aap isay aam ku kr rhay hain, quran mai hai k walidain ki ata,at hm pr farz kr di gai hai magar quran mai hi hme ye bhi pata chalta hai agar walidain shirk ka hukam dain to wahan unki bat nhi maani jae, yani waliden ki ata,at farz hai magar shirk k muamlay mai unki bat na mani jae...isi tarah quran mai hai murday nhi suntay magar hadees mai aik khas halat ka zikar kr dia gaya hai murda jane walon k juton ki ahat sunta hai... ab mere is sawal ka jawab dijye k jang e badar k moqay pr sahaba ne tajjub kyon kia jb k ap k aqeeday k mutabiq murday suntay hain, to kia sahaba karaam ye bat nhi jantay thay jo unho ne tajjub kia, or nabi (S.A.W) ne ye ku kaha k ye sunn rhay hain.. ye kyon nhi kaha k ye suntay hain, is bat se to saaf patya lag rha hai k ye murdon ko sunana sirf usi waqt k lye tha, ap ne kaha k namaz mai jo nabi S.A.W pr salam bheja jata hai wo usay suntay hain, to kia jawab bhi dete hain? or agar suntay hain to uski hadees bhi bayan krye...
  8. good jock, ap bht mazaq krtay hain... ap meri khabar le rhay hain or muje pata bhi nhi hai...
  9. muj se galati ho gai k mai ne ap k samne zikr krdia k mai abi arabi seekh rhi hon...magar chalye mai ne accept to kia apni kam ilmi ko magar ap ne ab tak meri bat ka jawab nhi di.. kia ab aap bhi bat ko taalne k lye yehi kahengay jo zulfi boy ne kaha.. k apki tafseer apko mubarak.... ab baqi bato k jawabat deti hon agar koi aik masla hota to mai zroor yahan pr zikr kri, mai ne ksi ki taqleed mai ye jumla nhi kaha hai ye mere mushahiday ki bat hai, mai inshaa Allah phir kabhi is k lye thread start krongi to us mai guftugoo krengay agar mai isay yahan discus kia to bat apne asal mozoo se hatt kr ksi or taraf chalay jayegi ap ne kaha k mai imam sahab pr tohmat laga rhi hon jb k mai ne aisi koi galat bat nhi kahi, galati ksi bhi insan se ho sakti hai Nabi (S.A.W) pr wahi nazil hoti thi jis wajah se unki islah kr di jati thi magar ab aisa kuch nhi hai agar koi insan galati krega to wo galati hi rahegi, mai ne ye bat kab kahi k un k tamam masail quran or sunnat k khilaf thay??? agar ksi aik insan pr is qadar bharosa kr k uski andha dund perwi ki jae to bhala ksi ko ilm seekhne or samajhne ki kia zoroorat??? quran kareem mai taqleed ka lafz janwaron k lye istemal kia gaya hai jis k galay mai patta dala gaya ho, or bat samajh bhi aati hai ku k muqallid ki misal bhi yehi hai,jis k hath mai bhi us janwar ka patta hoga ab uski marzi jahan chahe le jae. Allah ne insan ko ashraf ul makhlooq nbanaya hai magar waqai mai insan bht nashukra hai k apne apko janwaron se compare krta hai. ap ne kaha k imam sahab ki taqleed ghair nasoos masail mai ki jati hai aqaid mai nhi, to mere bhai ap to aqaid mai bhi unki taqleed krtay hain ku quran se nabi (S.A.W) ki bashriat sabit hai magar ap log iska inkar krtay hain, ghaib ka janne wala sirf or sirf Allah hai magar ap log nabi (S.A.W) ko bhi alim ul ghaib jantay hain or aik masla to zer e behs chal hi rha hai k samaa e moota ka, or muje bataye k aisa kahan likha hai k mujtahid ki ijhehadi khata moaf hai??? agar aisa hai bhi to ye kahan likha hai k us galati ko agar dosray log krengay to wo moaf hai..
  10. is aqeeday ko is lye shirk kaha gaya hai ku k ap logon ka aqeeda sirf yehi nhi hai k murda sunta hai balkay ap log ye samajhtay hain k madfoon ashkhas ko madad k lye pukara ja sakta hai ap sabit krye k Ibn e kaseer or Ibn e qaem mdfoon ashkhas ko madad l lye pukarna jaaiz samajhtay thay... or koi ye na kahay k mai ne topic change kia hai mere thread ko dobara parhyega us mai yehi bat kahi gai hai magar ap logon ne sirf ye dekha k isay shirk kaha gaya hai, magar kyon kaha gaya hai ye ksi ne nhi dekha... mai ap logon ki baqi baton ka jawab In shaa Allah jald hi dedongi bs thora time ka masla...
  11. [ mai ne ap se kb kaha kaha k ap meri bat manye ya mere molvion ki bat manye jo ap bar bar hmare lye taqleed ka zikar kr rahay hain...kia kisi insan se ya mujtahid se galati kabhi bhi nhi ho sakti iska jawab dijye? kia quran or hadees ko aik aam insan k lye baraherast samajhna itna mushkil hai jitna k ap logon ne bana lia hai???
  12. zulfi bhai apko bhi mere jawab mai apna jawab mil gaya hoga..
  13. ( ٢٦٠ ) ﺍﻭﺭ ﺟﺐ ﺍﺑﺮﺍﮨﯿﻢ ( ﹳ ) ﻧﮯ ﻛﮩﺎ ﻛﮧ ﺍﮮ ﻣﯿﺮﮮ ﭘﺮﻭﺭﺩﮔﺎﺭ ! ﻣﺠﮭﮯ ﺩﻛﮭﺎ ﺗﻮ ﻣﺮﺩﻭﮞ ﻛﻮ ﻛﺲ ﻃﺮﺡ ﺯﻧﺪﮦ ﻛﺮﮮ ﮔﺎ؟ (١) ( ﺟﻨﺎﺏ ﺑﺎﺭﯼ ﺗﻌﺎﻟﲐ ﻧﮯ ) ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ، ﻛﯿﺎ ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺍﯾﻤﺎﻥ ﻧﮩﯿﮟ؟ ﺟﻮﺍﺏ ﺩﯾﺎ ﺍﯾﻤﺎﻥ ﺗﻮ ﮨﮯ ﻟﯿﻜﻦ ﻣﯿﺮﮮ ﺩﻝ ﻛﯽ ﺗﺴﻜﯿﻦ ﮨﻮ ﺟﺎﺋﮯ ﮔﯽ، ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﭼﺎﺭ ﭘﺮﻧﺪ ﻟﻮ، ﺍﻥ ﻛﮯ ﭨﻜﮍﮮ ﻛﺮ ﮈﺍﻟﻮ، ﭘﮭﺮ ﮨﺮ ﭘﮩﺎﮌ ﭘﺮ ﺍﻥ ﰷ ﺍﯾﻚ ﺍﯾﻚ ﭨﻜﮍﺍ ﺭﻛﮫ ﺩﻭ ﭘﮭﺮ ﺍﻧﮩﯿﮟ ﭘﲀﺭﻭ، ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﭘﺎﺱ ﺩﻭﮌﺗﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﺁﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ ﺍﻭﺭ ﺟﺎﻥ ﺭﻛﮭﻮ ﻛﮧ ﺍﹴ ﺗﻌﺎﻟﲐ ﻏﺎﻟﺐ ﮨﮯ ﺣﻜﻤﺘﻮﮞ ﻭﺍﻻ ﮨﮯ، (١) ﯾﮧ ﺍﺣﯿﺎﺋﮯ ﻣﻮﺗﯽ ﰷ ﺩﻭﺳﺮﺍ ﻭﺍﻗﻌﮧ ﮨﮯ ﺟﻮ ﺍﯾﻚ ﻧﮩﺎﯾﺖ ﺟﻠﯿﻞ ﺍﻟﻘﺪﺭ ﭘﯿﻐﻤﺒﺮ ﺣﻀﺮﺕ ﺍﺑﺮﺍﮨﯿﻢﹳ ﻛﯽ ﺧﻮﺍﮨﺶ ﺍﻭﺭ ﺍﻥ ﻛﮯ ﺍﻃﻤﯿﻨﺎﻥ ﻗﻠﺐ ﻛﮯ ﻟﺌﮯ ﺩﻛﮭﺎﯾﺎ ﮔﯿﺎ ۔ ﯾﮧ ﭼﺎﺭ ﭘﺮﻧﺪﮮ ﻛﻮﻥ ﻛﻮﻥ ﺳﮯ ﺗﮭﮯ؟ ﻣﻔﺴﺮﯾﻦ ﻧﮯ ﻣﺨﺘﻠﻒ ﻧﺎﻡ ﺫﻛﺮ ﻛﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﻟﯿﻜﻦ ﻧﺎﻣﻮﮞ ﻛﯽ ﺗﻌﯿﯿﻦ ﰷ ﻛﻮﺋﯽ ﻓﺎﺋﺪﮦ ﻧﮩﯿﮟ، ﺍﺱ ﻟﺌﮯ ﺍﹴ ﻧﮯ ﺑﮭﯽ ﺍﻥ ﻛﮯ ﻧﺎﻡ ﺫﻛﺮ ﻧﮩﯿﮟ ﻛﺌﮯ ۔ ﺑﺲ ﯾﮧ ﭼﺎﺭ ﻣﺨﺘﻠﻒ ﭘﺮﻧﺪﮮ ﺗﮭﮯ ۔ فَصُرْهُنَّ ﻛﮯ ﺍﯾﻚ ﻣﻌﻨﯽ أَمِلْهُنَّ ﻛﺌﮯ ﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ﯾﻌﻨﯽ ﺍﻥ ﻛﻮ ﹾﮨﻼﻟﮯﹿ ( ﻣﺎﻧﻮﺱ ﻛﺮﻟﮯ ) ﺗﺎﻛﮧ ﺯﻧﺪﮦ ﮨﻮﻧﮯ ﻛﮯ ﺑﻌﺪ ﺍﻥ ﻛﻮ ﺁﺳﺎﻧﯽ ﺳﮯ ﭘﮩﭽﺎﻥ ﻟﮯ ﻛﮧ ﯾﮧ ﻭﮨﯽ ﭘﺮﻧﺪﮮ ﮨﯿﮟ ﺍﻭﺭ ﻛﺴﯽ ﻗﺴﻢ ﰷ ﺷﻚ ﺑﺎﻗﯽ ﻧﮧ ﺭﮨﮯ ۔ ﺍﺱ ﻣﻌﻨﯽ ﻛﮯ ﺍﻋﺘﺒﺎﺭ ﺳﮯ ﭘﮭﺮ ﺍﺱ ﻛﮯ ﺑﻌﺪ ﺛﻢ قَطِّعْهُنَّ ( ﭘﮭﺮ ﺍﻥ ﻛﻮ ﭨﻜﮍﮮ ﭨﻜﮍﮮ ﻛﺮﻟﮯ ) ﻣﺤﺬﻭﻑ ﻣﺎﻧﻨﺎ ﭘﮍﮮ ﮔﺎ ۔ ﺩﻭﺳﺮﮮ ﻣﻌﻨﯽ ﻗﻄﻌﮭﻦ ( ﭨﻜﮍﮮ ﭨﻜﮍﮮ ﻛﺮﻟﮯ ) ﻛﺌﮯ ﮔﺌﮯ ﮨﯿﮟ ۔ ﺍﺱ ﺻﻮﺭﺕ ﻣﯿﮟ ﻛﭽﮫ ﻣﺤﺬﻭﻑ ﻣﺎﻧﮯ ﺑﻐﯿﺮ ﻣﻌﻨﯽ ﮨﻮﺟﺎﺗﺎ ﮨﮯ ۔ ﻣﻄﻠﺐ ﯾﮧ ﮨﮯ ﻛﮧ ﭨﻜﮍﮮ ﭨﻜﮍﮮ ﻛﺮﻛﮯ ﻣﺨﺘﻠﻒ ﭘﮩﺎﮌﻭﮞ ﭘﺮ ﺍﻥ ﻛﮯ ﺍﺟﺰﺍ ﺑﺎﮨﻢ ﻣﻼ ﻛﺮ ﺭﻛﮫ ﺩﮮ، ﭘﮭﺮ ﺗﻮ ﺁﻭﺍﺯ ﺩﮮ ﺗﻮ ﻭﮦ ﺯﻧﺪﮦ ﮨﻮ ﻛﺮ ﺗﯿﺮﮮ ﭘﺎﺱ ﺁﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ ۔ ﭼﻨﺎﻧﭽﮧ ﺍﯾﺴﺎ ﮨﯽ ﮨﻮﺍ ۔ ﺑﻌﺾ ﺟﺪﯾﺪ ﻭﻗﺪﯾﻢ ﻣﻔﺴﺮﯾﻦ ﻧﮯ ( ﺟﻮ ﺻﺤﺎﺑﮧ ﻭﺗﺎﺑﻌﯿﻦ ﻛﯽ ﺗﻔﺴﯿﺮ ﺍﻭﺭ ﺳﻠﻒ ﻛﮯ ﻣﻨﮩﺞ ﻭﻣﺴﻠﻚ ﻛﻮ ﺍﮨﻤﯿﺖ ﻧﮩﯿﮟ ﺩﯾﺘﮯ ) فَصُرْهُنَّ ﰷ ﺗﺮﺟﻤﮧ ﺻﺮﻑ ﹾﮨﻼﻟﮯﹿ ﰷ ﻛﯿﺎ ﮨﮯ ۔ ﺍﻭﺭ ﺍﻥ ﻛﮯ ﭨﻜﮍﮮ ﻛﺮﻧﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﮩﺎﮌﻭﮞ ﭘﺮ ﺍﻥ ﻛﮯ ﺍﺟﺰﺍ ﺑﻜﮭﯿﺮ ﻧﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﮭﺮ ﺍﹴ ﻛﯽ ﻗﺪﺭﺕ ﺳﮯ ﺍﻥ ﻛﮯ ﺟﮍﻧﮯ ﻛﻮ ﻭﮦ ﺗﺴﻠﯿﻢ ﻧﮩﯿﮟ ﻛﺮﺗﮯ ۔ ﻟﯿﻜﻦ ﯾﮧ ﺗﻔﺴﯿﺮ ﺻﺤﯿﺢ ﻧﮩﯿﮟ، ﺍﺱ ﺳﮯ ﻭﺍﻗﻌﮯ ﻛﯽ ﺳﺎﺭﯼ ﺍﻋﺠﺎﺯﯼ ﺣﯿﺜﯿﺖ ﺧﺘﻢ ﮨﻮﺟﺎﺗﯽ ﮨﮯ ﺍﻭﺭ ﻣﺮﺩﮮ ﻛﻮ ﺯﻧﺪﮦ ﻛﺮ ﺩﻛﮭﺎﻧﮯ ﰷ ﺳﻮﺍﻝ ﺟﻮﮞ ﰷ ﺗﻮﮞ ﻗﺎﺋﻢ ﺭﮨﺘﺎ ﮨﮯ ۔ ﺣﺎﻻﻧﻜﮧ ﺍﺱ ﻭﺍﻗﻌﮧ ﻛﮯ ﺫﻛﺮ ﺳﮯ ﻣﻘﺼﻮﺩ ﺍﹴ ﺗﻌﺎﻟﲐ ﻛﯽ ﺻﻔﺖ ﺍﺣﯿﺎﺋﮯ ﻣﻮﺗﯽ ﺍﻭﺭ ﺍﺱ ﻛﯽ ﻗﺪﺭﺕ ﰷﻣﻠﮧ ﰷ ﺍﺛﺒﺎﺕ ﮨﮯ ۔ ﺍﯾﻚ ﺣﺪﯾﺚ ﻣﯿﮟ ﮨﮯﻧﺒﯽ ﹲ ﻧﮯ ﺣﻀﺮﺕ ﺍﺑﺮﺍﮨﯿﻢﹳ ﻛﮯ ﺍﺱ ﻭﺍﻗﻌﮯ ﰷ ﺗﺬﻛﺮﮦ ﻛﺮﻛﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ "نَحْنُ أَحَقُّ بِالشَّكِّ مِنْ إِبْرَاهِيمَ" (صحيح بخاري، كتاب التفسير) ﹾﮨﻢ ﺍﺑﺮﺍﮨﯿﻢﹳ ﺳﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﺷﻚ ﻛﮯ ﺣﻖ ﺩﺍﺭ ﮨﯿﮟ ۔ ﹿ ﺍﺱ ﰷ ﯾﮧ ﻣﻄﻠﺐ ﻧﮩﯿﮟ ﻛﮧ ﺍﺑﺮﺍﮨﯿﻢﹳ ﻧﮯ ﺷﻚ ﻛﯿﺎ، ﻟﮩﺬﺍ ﮨﻤﯿﮟ ﺍﻥ ﺳﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﺷﻚ ﻛﺮﻧﮯ ﰷ ﺣﻖ ﭘﮩﻨﭽﺘﺎ ﮨﮯ ۔ ﺑﻠﻜﮧ ﻣﻄﻠﺐ ﺣﻀﺮﺕ ﺍﺑﺮﺍﮨﯿﻢﹳ ﺳﮯ ﺷﻚ ﻛﯽ ﻧﻔﯽ ﮨﮯ ۔ ﯾﻌﻨﯽ ﺍﺑﺮﺍﮨﯿﻢ ﹳ ﻧﮯ ﺍﺣﯿﺎﺋﮯ ﻣﻮﺗﯽ ﻛﮯ ﻣﺴﺌﻠﮯ ﻣﯿﮟ ﺷﻚ ﻧﮩﯿﮟ ﻛﯿﺎ ﺍﮔﺮ ﺍﻧﮩﻮﮞ ﻧﮯ ﺷﻚ ﰷ ﺍﻇﮩﺎﺭ ﻛﯿﺎ ﮨﻮﺗﺎ ﺗﻮ ﮨﻢ ﯾﻘﯿﻨﺎﹰ ﺷﻚ ﻛﺮﻧﮯ ﻣﯿﮟ ﺍﻥ ﺳﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﺣﻖ ﺩﺍﺭ ﮨﻮﺗﮯ ( ﻣﺰﯾﺪ ﻭﺿﺎﺣﺖ ﻛﮯ ﻟﺌﮯ ﺩﯾﻜﮭﯿﮯ ﻓﺘﺢ ﺍﻟﻘﺪﯾﺮ ۔ ﻟﻠﺸﻮﰷﻧﯽ )
  14. mai link apko baad mai PM kr dongi or ye bataye k khabar ap kis ki lengay meri ya meray thread ki???
  15. ( ٨٠ ) ﺑﯿﺸﻚ ﺁﭖ ﻧﮧ ﻣﺮﺩﻭﮞ ﻛﻮ ﺳﻨﺎ ﺳﻜﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﺍﻭﺭ ﻧﮧ ﺑﮩﺮﻭﮞ ﻛﻮ ﺍﭘﻨﯽ ﭘﲀﺭ ﺳﻨﺎ ﺳﻜﺘﮯ ﮨﯿﮟ, (٤) ﺟﺒﻜﮧ ﻭﮦ ﭘﯿﭩﮫ ﭘﮭﯿﺮﮮ ﺭﻭﮔﺮﺩﺍﮞ ﺟﺎ ﺭﮨﮯ ﮨﻮﮞ (٥) ﯾﻌﻨﯽ ﻭﮦ ﺣﻖ ﺳﮯ ﻣﻜﻤﻞ ﻃﻮﺭ ﭘﺮ ﮔﺮﯾﺰﺍﮞ ﺍﻭﺭ ﻣﺘﻨﻔﺮ ﮨﯿﮟ ﻛﯿﻮﻧﻜﮧ ﺑﮩﺮﮦ ﺁﺩﻣﯽ ﺭﻭ ﺩﺭ ﺭﻭ ﺑﮭﯽ ﻛﻮﺋﯽ ﺑﺎﺕ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﻦ ﭘﺎﺗﺎ ﭼﮧ ﺟﺎﺋﯿﻜﮧ ﺍﺱ ﻭﻗﺖ ﺳﻦ ﺳﻜﮯ ﺟﺐ ﻭﮦ ﻣﻨﮧ ﻣﻮﮌ ﻟﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﯿﭩﮫ ﭘﮭﯿﺮﮮ ﮨﻮﺋﮯ ﮨﻮ ۔ ﻗﺮﺁﻥ ﻛﺮﯾﻢ ﻛﯽ ﺍﺱ ﺁﯾﺖ ﺳﮯ ﯾﮧ ﺑﮭﯽ ﻣﻌﻠﻮﻡ ﮨﻮﺍ ﻛﮧ ﺳﻤﺎﻉ ﻣﻮﺗﯽ ﰷ ﻋﻘﯿﺪﮦ ﻗﺮﺁﻥ ﻛﮯ ﺧﻼﻑ ﮨﮯ ۔ ﻣﺮﺩﮮ ﻛﺴﯽ ﻛﯽ ﺑﺎﺕ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﻦ ﺳﻜﺘﮯ ۔ ﺍﻟﺒﺘﮧ ﺍﺱ ﺳﮯ ﺻﺮﻑ ﻭﮦ ﺻﻮﺭﺗﯿﮟ ﻣﺴﺘﺜﻨﲐ ﮨﻮﮞ ﮔﯽ ﺟﮩﺎﮞ ﺳﻤﺎﻋﺖ ﻛﯽ ﺻﺮﺍﺣﺖ ﻛﺴﯽ ﻧﺺ ﺳﮯ ﺛﺎﺑﺖ ﮨﻮﮔﯽ ۔ ﺟﯿﺴﮯ ﺣﺪﯾﺚ ﻣﯿﮟ ﺁﺗﺎ ﮨﮯ ﻛﮧ ﻣﺮﺩﮮ ﻛﻮ ﺟﺐ ﺩﻓﻨﺎ ﻛﺮ ﻭﺍﭘﺲ ﺟﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﺗﻮ ﻭﮦ ﺍﻥ ﻛﮯ ﺟﻮﺗﻮﮞ ﻛﯽ ﺁﮨﭧ ﺳﻨﺘﺎ ﮨﮯ ( صحيح بخاري نمبر ٣٣٨ ، صحيح مسلم نمبر ٢٢٠١ ) ﯾﺎ ﺟﻨﮓ ﺑﺪﺭ ﻣﯿﮟ ﰷﻓﺮ ﻣﻘﺘﻮﻟﯿﻦ ﻛﻮ ﺟﻮ ﻗﻠﯿﺐ ﺑﺪﺭ ﻣﯿﮟ ﭘﮭﯿﻨﻚ ﺩﯾﺌﮯ ﮔﺌﮯ ﺗﮭﮯ ۔ ﻧﺒﯽ ﹲ ﻧﮯ ﺧﻄﺎﺏ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ, ﺟﺲ ﭘﺮ ﺻﺤﺎﺑﮧ ﻧﮯ ﻛﮩﺎ ﹾ ﺁﭖ ﹲ ﺑﮯ ﺭﻭﺡ ﺟﺴﻤﻮﮞ ﺳﮯ ﮔﻔﺘﮕﻮ ﻓﺮﻣﺎ ﺭﮨﮯ ﮨﯿﮟ ۔ ﺁﭖ ﹲ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﻛﮧ ﯾﮧ ﺗﻢ ﺳﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﻣﯿﺮﯼ ﺑﺎﺕ ﺳﻦ ﺭﮨﮯ ﮨﯿﮟ ۔ ﯾﻌﻨﯽ ﻣﻌﺠﺰﺍﻧﮧ ﻃﻮﺭ ﭘﺮ ﺍﹴ ﺗﻌﺎﻟﲐ ﻧﮯ ﺁﭖ ﻛﯽ ﺑﺎﺕ ﻣﺮﺩﮦ ﰷﻓﺮﻭﮞ ﻛﻮ ﺳﻨﻮﺍ ﺩﯼ ( صحيح بخاري نمبر ١٣٠٧ bhai dekhna to zara k saudia arab walon ne is ayat ka tarjuma kia nikala hai or uski tafseer kia likhi hai.... agar wo arbi achay se bol or samajh letay hain ,arbi k mahir hain or arbi unki apni zuban hai... to kia hua hmare touheedi bhai or ap kia kam hain ksi se jb touheedi bhai ne kaha hai k yahan sunne se murad samaa e qabool murad hai to un ko kia pari thi k is k tarjumay ki tafseer alag likhtay hai na????
  16. agar ye alfaz mai ap k lye istemal krti to hr giz is mai "ma,azrat k saath" ka izafa nhi krti ku k jis cheez pr yaqeen ho us pr ma,azrat kis bat ki bhala???or us ki yehi wajah hai k ap se musalsal kaha ja rha hai k ksi ki bat bhi mat manye sirf quran or Hadees ko dekhye, un ki kitabon se zaroor faida uthaye magar jahan un mai se ksi ki bat quran or hadees k khilaf nazar aye chhor den usay...
  17. mai ne kb kaha k rooh zinda nhi rehti ??? rooh to zinda rehti hai magar jb wo insan k jism se juda hoti hai to insan mar jata hai... agar naik rooh hai to wo jannat mai jayegi agar buri hai to wo dozakh mai jayegi.. agar jannat mai gai to jannat to aisi jaga hai k wo rooh kabhi dunia mai wapas ane ki khuwahish nhi kregi agar buri rooh hai to woh dozakh se nikalna chahe gi pr farishtay usay nikalne nhi denday...
  18. dekhye imam abu Hanifa se hme kafi maslon mai ikhtilaf hai ku k ahdees ka or un k qoul ka apas mai kafi maslon mai takraao hai magar hm kabi un k khilaf koi ghalat bat nhi kehtay iski bari waja ye hai k unho ne kabhi nhi kaha k quran or hadees ko chhor kr meri bat mano bal k unho ne kaha k meri bat ko chhor quran or hadees ki bat mano, ap apni misal lelen charon imamon k qoul mai bhi tazad paya jata hai magar ap sirf abu Hanifa ko hi follow krtay hain magar un 3 imamon k lye kabhi koi galat alfaz nhi kahengay akhir ku?? is ka koi jawab hai ap logon k pas?? ye tamam shakhsiat hmare lye qabil e ehetram hain, ye sb insan hain in se galati ho sakti hai agar ye bat ap log samajh rahay hotay to kabhi taqleed na krtay.. kia hm pr imam abu Haneefa ya Imam shafaee ya imam hunbal ya imam Maliki ya ibn e kaseer ya phr ksi or ki ata,at farz kr di gai hai???
  19. حضرت محمد صلی اللہ علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا کہ جب تم قبرستان جاو تو ان کو سلام کرو عن أبی ہریرۃ رضی اﷲ تعالیٰ عنہ قال : قال ابورزین یا رسول اﷲ ! إن طریقی علی الموتی فہل من کلام اتکلم بہ اذا مررت علیہم ؟ قال : قُلْ ألسَّلاَمُ عَلَیْکُمْ یَا أہْلَ الْقُبُوْرِ مِنَ الْمُسْلِمِیْنَ وَ الْمُؤمِنِیْنَ ، أنْتُمْ لَنَا سَلَفٌ وَ نَحْنُ لَکُمْ تَبِعٌ وَ اِنَّا اِنْ شَآءَ اللّٰہُ تَعَالیٰ بِکُمْ لاَ حِقُوْنَ ، قال ابو رزین : یا رسول اﷲ ! یسمعون ؟ قال : یَسْمَعُوْنَ وَ لٰکِنْ لاَّ یَسْتَطِیْعُوْنَ أنْ یُّجِیْبُوْا۔ ۱۱۳۴ حضرت ابو ہریرۃ رضی اﷲ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ ابو رزین رضی اﷲ تعالیٰ نے عرض کیا : یا رسول اﷲ ! میرا راستہ مقابر پر ہے ۔ کوئی کلام ایسا ہے کہ جب ان پر گذروں کہا کروں ؟ فرمایا : یوں کہہ ، سلام تم پر اے قبر والو! اہل ایمان اور اہل اسلام سے، تم ہمارے آگے ہو اور ہم تمہارے پیچھے اور ہم انشااﷲ تم سے ملنے والے ہیں ابو زرین رضی اﷲ تعالیٰ عنہ نے عرض کی : یا رسول اﷲ ! کیا مردے سنتے ہیں ؟ فرمایا : سنتے ہیں لیکن جواب نہیں دیتے ye hadees zaeif hai dekhne ke liye dekhiye روح المعاني (21/78) ، ومقدمة الألباني على كتاب « الآيات البينات في عدم سماع الأموات » ص (38 أخرجه العقيلي في « الضعفاء » (4/19) ، من طريق: محمد بن الأشعث ، عن أبي سلمة ، عن أبي هريرة ، به. وأعله العقيلي بمحمد بن الأشعث ، حيث قال : « محمد بن الأشعث : مجهول في النسب والرواية ، وحديثه غير محفوظ » ثم ساق الحديث وقال : « ولا يعرف إلا بهذا اللفظ ، وأما السلام عليكم يا أهل القبور ، إلى قوله: وإنا إن شاء الله بكم لاحقون . فيروى بغير هذا الإسناد ، من طريق صالح ، وسائر الحديث غير محفوظ Narrated by eloqaily in «vulnerable» (4/19), by: Muhammad Ibn Al-ash'ath, from Abu Salamah from Abu hurayrah, the. And I support him by Muhammad Ibn Al-ash'ath eloqaily, said: «Mohammed Ibn ash'ath: anonymous in descent and novel, modern non-archive» and then stalk talk said: «is not known but this pronunciation, and either çáóáçã úáíßã Hey folks graves, saying: I am inshallah you later. It tells otherwise this attribution, by Saleh, and other modern non-archive.
  20. mai ne khali jaga is lye chhori thi k mai us lafz ko is qabil bhi nhi samajhti k kahawat mai bhi ksi bhai k lye istemal kron chahe wo mere mukhlikfeen mai se hi ku na hon..mai ne ahetraman is lafz ko nhi likha... jb k sb jantay hain k is khali jaga mai kia ayega...meri bat ko inayat bhai samjha or iska galat matlab nhi nikala jis pr mai unka shukria ada krti hon..mai ne is guftugoo mai jo akhri jumla kaha hai wo apko yaqeenan bura laga.. ap batana pasand frmaengay k aap ne khali jaga ku chori kia is lye k jis ka jo dil mai aye wo mere lye is mai bhar le me ne jo khali jaga chori thi us k baray mai mai bata chuki hon...muje ap k lye yahan ye kehna parega jo ghulam sahab ne hmare lye kaha tha k sharam tmko magar ati nhi... face book pr mai ne bht sare islamic groups join kiye hue hain or mai un ko dekhti rehti hon un groups mai muqallideen or ghair muqallideen apas mai behas kr rhay hotay hain or mukallideen galian dene se bhi guraiz nhi krtay magar jb koi larki unki guftugoo mai shamil hoti hai to is bat ka khayal rakhtay hain... magar ap un se bhi gaye guzray hain...muje waqai ap ki bat se bht dukh hua hai...
  21. mai taqleed ka radd pehle hi kr chuki hon or mai kaha hai k quran or hadees k agay ksi ki bhi bat ko radd kia ja sakta hai magar ksi ki bat k ya qol k agay quran or hadees ko radd nhi kia ja sakta.... apki teesri bat ki wazahat bhi uper kr di gai hai misalon k zariye se 4th ye k mai ne kb kaha k ap ne meri koi post delete ki hai? magar ab koi guaranty nhi hai k meri posts is forum ka hissa ban pai gi...
  22. apki kitab ka mutalaa kia mai ne, us mai aik bat kahi gai hai k aik sahabi ko Allah k shair ka laqab dia gaya tha is lye apne apko nabi S.A.W ka wafadar kehne k lye sag e madina ka laqab jaaiz hai... mai 2 misalen deti hon apko ghor farmayega.. apka aik bht behtreen dost hai or wo ap k sath bht wafadar hai, us ne koi bara karnama saranjam dia hai ap us se milay ap ne us k kandhay pr hath rakh kr kaha "tu to shair hai shair" wo yaqeenan khosh hoga apka shukria ada krega, ab situation change apko uski wafadari ki tareef krni hai ap ne us k kandhay pr hath rakha or kaha k "tu to kutta hai kutta" is mai ap k dil mai kuch galat nhi hai balke ap us ki wafadari k tor pr uski tareef kr rhay hain...magar apke dost ka kia hal hoga wo bechara ya to sharam se pani pani ho jayega ya phir usay shadeed gussa ayega or wo kahega yar tareef hi krni thi to misal to dhang ki dete... or ye bataye k pakistani kutton or madinay k kutton mai kia farq hai kia wahan k kuttay parhay likhay hotay hain??? agar wafadari k lye apne apko kutta kehna jaaiz hai to hmare mulk k muhafiz bhi to bht wafadar hotay hain wo to apni jan tak qurban kr dete hain mulk k lye unho ne kabhi apne apko sag e pakistan ku nhi kaha???agar unhe koi kahe k ap pakistan k kuttay hain to yaqeenan unhe dukh hoga k hm ne is mulk k lye kia kia nhi kia or hme in lgon ne kyutta bana dia.,,
×
×
  • Create New...