Jump to content

Sag.e.Madina41

اراکین
  • کل پوسٹس

    28
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے Sag.e.Madina41 کیا

  1. Jannat mei muslims he jayenge and not non muslims

    quran o hadees se sabit kijye?

    Kiya aik shaks ka naam abdullah hai, sirf woh apnay musalaman naam ki waja se jannat mein jayega ???? Yah mein musalman hoon aur mein jannat mein jawnga aur tum kafir ,yahudi jahhanum mein jao ge, aur musalman honay ke liye naam tabdeel kerna kahan likha hai ?

    Koi criteria yah requiremnets ? Plz kisi nay pucha hai is ka jawab ho skata hai ap ki waja se koi muslim hojaye

     

    QURAN MEIN surah anqabut ayat number 2 mein irshad hota hai

    tarjuma kanz ul emaan

     

     

    کیا لوگ اس گھمنڈ میں ہیں کہ اتنی بات پر چھوڑ دیئے جائیں گےکہ کہیں ہم ایمان لائے

  2. Nabi apni qabroon mein zinda hain reference

    hadees sharif: "allah ta'ala ne mitti par haraam kar diya hai ke wo nabiyon ke jismo ko khaye

    allah ke saare nabi zinda hai aur rizq diye jate hai

    [ibne maja page no.119, jaame sagheer page no,54 vol.1, mishkat shareef pg no.112 vol.2]

    Nabi apni qabroon mein zinda hain reference

    hadees sharif: "allah ta'ala ne mitti par haraam kar diya hai ke wo nabiyon ke jismo ko khaye

    allah ke saare nabi zinda hai aur rizq diye jate hai

    [ibne maja page no.119, jaame sagheer page no,54 vol.1, mishkat shareef pg no.112 vol.2]

     

     

    Beshak Allah Ne Zamin Par Haraam Farmadiya Hai Ke Wo Anbiya-e-ikram Ke Badan Khaye. Allah Ke Nabi Zinda Hai Or Unko Rozi Di Jati Hain.

    [ Sunann Ibne Maaja, Jild 2, Page 291, No. 636 ]

     

     

    Rasool Allah ( Sallallahu Alaihi Wasallam ) Ne Farmaya, Anbiya-e-ikram Apni Apni Kabro Main Zinda Hai Or Namaaz Padhte Hain.

    [ Munsad Abi Yala, Jild 3, Page 216, Hadees 3812 ]

     

    FOR MORE QUESTION CONTACT MUFTI SAJJAD NUMBER IS 03332437095

  3. IN SURAH AL IMRAAN AYAT NUMBER 169

    IMAM E AHLS SUNNAT MAULANA SHAH IMAM AHMED RAZA KHAN BARELVI REHMAT UL ALLAH FARMATEY HAIN:

     

     

    وَلَا تَحْسَبَنَّ الَّذِیۡنَ قُتِلُوۡا فِیۡ سَبِیۡلِ اللہِ اَمْوٰتًا ؕ بَلْ اَحْیَآءٌ عِنۡدَ رَبِّہِمْ یُرْزَقُوۡنَ ﴿۱۶۹﴾ۙ

     

     

     

     

    اور جو اللّٰہ کی راہ میں مارے گئے . ہرگز انہیں مردہ نہ خیال کرنا بلکہ وہ اپنے رب کے پاس زندہ .ہیں روزی پاتے ہیں

     

    IN TAFSEER ,SADDAR-UL-AFAZIL MAUALANA NAEEM UDDIN MURAAD ABADI REHMATUL ALLAH FARMATAY HAI:

     

     

    شان نزول: اکثر مفسرین کا قول ہے کہ یہ آیت شہداء احد کے حق میں نازل ہوئی حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہما سے مروی ہے سیّدِعالم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا جب تمہارے بھائی احد میں شہید ہوئے اللہ تعالیٰ نے ان کی ارواح کو سبز پرندوں کے قالب عطا فرمائے وہ جنتی نہروں پر سیر کرتے پھرتے ہیں جنتی میوے کھاتے ہیں طلائی قنادیل جو زیر عرش معلّق ہیں ان میں رہتے ہیں جب انہوں نے کھانے پینے رہنے کے پاکیزہ عیش پائے تو کہا کہ ہمارے بھائیوں کو کون خبر دے کہ ہم جنت میں زندہ ہیں تاکہ وہ جنت سے بے رغبتی نہ کریں اور جنگ سے بیٹھ نہ رہیں اللہ تعالیٰ نے فرمایا میں انہیں تمہاری خبر پہنچاؤں گا۔ پس یہ آیت نازل فرمائی۔(ابوداؤد)

    اس سے ثابت ہوا کہ ارواح باقی ہیں جسم کے فنا کے ساتھ فنا نہیں ہوتیں۔

  4. KYUN KE IN KA SHAR AISA HAI KE AIK DAFA OFFICE MEI AIK DEOBAND KA INTEQAAL HOGYA TU JINAAB DEOBAND MASJID SAHAB KE IMAM IMAMAT KARNAY AYE ,MAGAR MEIN NAY US KE PECHAY NAMAZ NAHE PERHI,

    BAAD MEI ULMA AUR MUFTEIYAAN SAY JAB IS MASLAY KA PUCHA TU UN HO NAY MUJHY KUCH YUN IRSHAD FARMAYA

    '' AP KO NAMAZ MEI BAGAIR NIYYAT KE SHAMIL HO JANA CHAYEH THA KYUN KE NAMAZ E JANAZA FARZ E KAFAYA HAI AIK NAY BHE PER HLI TU NAMAZ ADA HOGYI AISI SITUATIONS PER FITNA KHARA HO SKATA HAI AUR AWAAM KI BHARI AKSARIYAT KO AP JAWAB NAHE DE SAKTEY IS LIYE AP SHAMIL HOJATEY NAMAZ MEI MAGAR NIYAAT NA KERTAY''

  5. salam

    mere office mei aksar deobandi aur secular munafiq bharey parey hain na mujhy dars e faizan e sunnat kernay detey hain aur na mere dala'il sun ker chup hotay hain ,waja yeh hai mein akela hoon aur woh sab tadad mein bhi ziada hain...kuch supervisor hain tu kuch mere boss,mein un sub ke under reh ker kaam kerta hoon, mujhy sab nay kaha hai ke bad bazhabo se dur raha jaye,,magar meri majburi yeh hai ke mein un sab ke under kaam kerta hoon aur kabhi kabhi training ke liye sath safar bhi kerna parta hai aur aik he room mein 2 ya 3 din musafir ki tarah rehna perta hai, woh salay mujhy namaz ke liye apni masajid ki taraf dawat detey hain magar mein nahe jata un ke sath phir behas kertay hain ..plz koi hal hai ap ke pass jazak allah

    • Like 1
  6. BRELVI IS A NISBAT FROM ALA HAZARAT MUJADID E DEEN O MILLAT AL HAFIZ AL QARI HAZRAT MAULANA AHMED RAZA KHAN..

    AND THERE ARE FOLLOWER'S OF AHLE SUNNAT ALL OVER THE WORLD EVEN IN TURKEY,SHAM(SYRIA),MALAYSIA

    AND THEY ARE AHLE SUNNAT WAL JAMMAT FOLLOWING IMAM ABU HANIFA AND QADRI,NAQSHABANDI, SHAZLI SILSILA

    YOU CAN WATCH SAINTS FROM DIFFERENT SILSILA AROUND THE WORLD

    LIKE THIS PERSON IN THIS VIDEO

     

    AND ALSO GO THRU THIS WEBSITE IF YOU WANT TO SEE DIFFERENT SAINTS AND SUFI'S CURRENTLY PRESENT IN THE WORLD

    http://lisanaldin.blogspot.com/2010_01_01_archive.html

  7. DEAR BROTHER !

    BRAVELVI MEANS 'ASHIQ E RASUL'

    AND YOU WILL GET MORE INFORMATION FROM THIS VIDEO REGARDING ORIGIN OF THE WORD 'BRELVI' WATCH FROM 0:26 SEC

    2) REGARDING YOUR NEXT QUESTION ABOUT URDU EMPHASIS ,SO MY DEAR BROTHER IN OUR MADARIS IN PAKISTAN AND INDIA AS THE LANGUAGE IS URDU SO THE MADARIS ARE TEACHING STUDENTS IN URDU, BUT IN REST OF THE COUNTRIES LIKE BANGLADESH THE COURSE IS IN BANGLA LANGUAGE, IN U.K, U.S.A THE COURSE IS IN ENGLISH TOO, DAWATE ISLAMI HAS TRANSLATED MANY BOOKS OF MADDARSA INTO 20 AND MORE LANGUAGES ....ALHUMDUALLAH

     

    3) AND YOUR LAST QUESTION REGARDING ANY 'ALIM FOLLOWING BRELVI MASLAK WHO IS NON INDIAN

    ALHUMDULLAH AZA WAJAL WE HAVE HUNDREDS OF 'ALIM'S WHO ARE NON INDIANS AND THEY ARE FOLLOWING MASLAK E ALA HAZARAT YOU CAN SEE MANY BRELVI'S WEARING GREEN IMAMA'S IN KENYA,SOUTH AFRICA,EUROPE AND EVEN IN ARAB.

    U CAN WATCH THIS VIDEO IF YOU DONT BELIEVE MY STATEMENT YOU CAN WATCH THIS 'ALIM DEEN FROM ARAB COUNTRY ESPECIALLY BEEN INVITED TO TRAIN THE 'ALIM DEEN IN PAKISTAN

×
×
  • Create New...