Surah Nahl ( Surah No.16 , Ayat No.20 aur 21 ) ki wazahat chaiye , wahabhi kehta hai ke Nabi,Shaheed,Wali sab murda hain , aur is ayat ka reference dia hai , kan-zul-imaan ki translation yeh hai...
Ayat No.20 - ALLAH ki siwa jin ku pojtay hain woh kuch bhi nahe banatay aur aur woh khud banaye huay hain.
Ayat No.21 - Murday Hain , Zinda nahe aur inhain khabar nahe loog kab uthaye jain gye.
please wazahat dain .
sukriya