Jump to content

خاکسار

مدیر
  • کل پوسٹس

    338
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    34

سب کچھ خاکسار نے پوسٹ کیا

  1. حیات انبیاء کرام اور حیات اولیاء عظام - "انہیں مردہ نہ کہو، وہ زندہ ہیں" اولیاءاللہ اولياءاللہ کے وصال کے بعد ان کی کرامات - اولیاءاللہ
  2. Bhai most of the people kay pass credit card nahi hota. Is lia openly koi our solution hay tu idhar bi bata dain. JazakAllah. Wasay aik option Visa Debit Card bi hay.
  3. Asalam-o-Alikum, Muja Is Naat Shareef Mukamal chahiya text ki form main. And its urgent. Naat Shareef is attached with this post. Syedi Syedi Mustafa Mustafa
  4. Need authenticity of this Hadees Shareef.
  5. Canada summons 'Million March' man Qadri for violating oath of never returning to Pak Link # 1: News.Yahoo Link # 2: Truth Dive
  6. JazakAllah. Chalan main app ko bata data hun kay app ki baat ko pora kyun nahi quote kiya main nay. Reason: Sirf utni baat ko quote kiya hay main nay jitni baat main app ka sawal tha, utni baat ko quote kar kay us baat ka nichay jawab tahrir kardia hay. Jis nay ap ki pori ibarat mulahiza karni hay wo app ki orignal post ko dakh lay ga tu usay pori post mil jay gi. Our Alhamdulillah mara hazma darust hay is lia main nay hazm bi kar li hay. Umeed hay samaj tu gay hongay ap.
  7. Bhai yahan Hajmula nahi kam ay gi, yah tu Bara hi injection required hay. Yah mari is(Durood-o-Salam ki Fazilat) post ka reply hay. AoAwrw khaksar bhai mujy pehle he andaza tha k iss red pages book wali k solid aur weak references k bad end per koi MAN GHARHAT DAROOD likha hoga, aur vo ferozi se colour main waki likha hay khaksar k forum per yahi yeh daroood ------ ok theek hay darood ki fazeelat to Ahadith k mutabik samaj a gai, wakai bohat fazeelat hay, darja bala aur dua ki bakhshish etc ka zareeya hay, ab kuch sawal meray na`tawan zehan main aty hain.. Nabi SAWW ne darood-e-ibraheemi naam ka koi darood nahi sikhlaya jo ham parh sakain? yeh jo darood apne idhar day diya hay, makhmal main taat k pevand ki tarah, iss main koi reference nahi dia? yeh apka KHUD SAKHTA darood Nabi SAWW ka STAMPED Q NAHI? NABI SAWW K PESH KARDAH darood-e-Ibraheemi ki FAZEELAT ISS SE KITNAY percent kam hay? vs iss darood ki kitni ziada hay? Nabi SAWW ne jo darood sikhaya vo q nahi apne idhar pesh kiya? aur yeh JO DAROOD APNE DIYA HAY, Kon Kon si nimaz main, kahan kahan parha ja skta hay? MERELY ISS darood KAY BARAY Nabi SAWW ki ahadith aur ravayat b pesh karain shukria apka khair khwah Takleef ka hi tu Ilaj karwana chahta hay.
  8. Bhai thora sa hawalay ko our khol kar bayan karan, talash karan kahin say. Hawala muja nahi kisi asay banday ko darkar hay jisay yah Durood Pak hazam nahi ho raha. Bhai First wala sahi hay, main nay aik our book main bi dakha hay. WaSa'lam hi hay, WaSalim nahi hay.
  9. Agar Kisi kay pass Durood Khizri ka hawala mojood ho tu baray maharbani inayat farmain.
  10. Urf Am main Dua mangna, faryad karna, iltaja karnay kay maini main ata hay our yah kisi say bi kiya ja sakta hay. ----------------- The End -----------------
×
×
  • Create New...