Jump to content

Hazrat

اراکین
  • کل پوسٹس

    50
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے Hazrat کیا

  1. Assalamu Alaikum ...... arz ye hai k ye esa subject hai k hum common person is pe kuchh nahin keh saktay because ye amal esa hai k is mein kabool karne mein humara koi dakhal nahin hai ...... ALLAH chahay to jaahil ki ebadat kabul kar lay chahay to us aalim ki raat ko neend ko bhi pasand kar lay hum is baray mein kya keh saktay hain ........ Ilm agar nafa'h na day to wo bay kaar hota hai ....... islye fatwa dena ya kisi pe tanqeed karna munasib nahin hoga ....... i think aap samj gaye hon gein ........ thanks

  2. Kisi ki yaad mein kuchh esa kaam jo haram ki taraf jaye wo mana hai otherwise to me its ok ...... qabar k upar mom batti jalana mana hai kiyu k aag ka azaab hota hai or kissi ki yaad k liye zaruri nahin hai k mom batti jalai jaye usse wese yaad karna behtar hai balkay kuchh read kar k usse Esaal kar dein ye sab se behtar hai ..... thanks

×
×
  • Create New...